Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???
    G dear friends mai ye khaina chata hun kay insta mai kam kar kay humain aik achi earning tu hotye hai per us kay sath sath humarye knowldge mai bhi lagtar izafa hota hai aur sath he humain market kay sath bhi tech rhana ka moqa mil jata hai tu humain har hal mai forex mai kam karna chye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

    Assalamu alaikum my dear friend ji han yah Baat bilkul theek hai ki Pakistan Forex Mein kam karte waqt Hamare knowledge Nahin hota hai Kyunki Pakistan Forex Mein kam karte waqt Hamen knowledge ki jarurat hoti hai jo ham kam istemal karte hain ISI Tarah Hamare knowledge mein Pakistan Forex Mein kam karne se ijaajat hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

      Assalamu aalikum bhai jan ap ny bilkul thk farmaya hy k forex myn kam krnay say hamary knowledge myn izafa hota hy or hum jitna is ko time dayn gay utna hi zeyada bounus hasil hoga or income bhi zeyada Hoga or prophet bhi zeyada Hoga. thanks
      • #4 Collapse

        Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

        dear traders hum forex mai kaam karte hai tu is se business ke mutaliq hamare knowledge mai izafa hota hai. hum business ke bare mai kafi chezu ka pata ho jata hai. khas kar trading k bare mai, market ke analysis k bare, lot lagane ka tareqe , loss aur profit ka pata chal jata hai. aur demo account ke use karne ke bare kafi lnowledge mai izafa ho jata hai. lehaza forex mai kaam karte hoi hamain kafi cheezu ke bare mai ilam ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

          g ha dear forex trading main kaaam karne sya humhain lot of knowladge hasil hoti hain jis say hum bhot kuch samjh skte hain about forex forex trading kos majhen k liye hard work ki zaroat hoti hain or agar knowladge nhe hain forex trading main tu kamyabi b nhe hain is liye humhain kamyabi hasil karne k liye lot of hard work kar k he kamyabi hasil karne hoti hain bina bard work kiye kamyabi kabi b hasil nhe kar kste hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

            G han shai kaha ap na forex ko use krna s knowledge azafa hota hai is lia dear forex mai zyada s zayda kam karian ta ka ap ko forex mai zayda experince gain ho zayda experince s huma forex mai accha profit ho sakta jis s hum apni life acchi guzar sakta hain forex mai profit hasil krna mushkal laken knowledge gain kia jaya tu ahsan ho jaya ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

              G han thek kaha apny k forex main kaam karne sy humari knowoledge main izafa hota hai or hum forex ko behtar tareeke sy smajh pate hain or trade bhi behtar tareeke sy karlete hain isliye koshish karen k ziada sy ziada knowledge hasil Karen taa k faida ho
              • #8 Collapse

                Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

                Pakistan Forex forum aur Forex trading Ek Aise online platform hand display of worldwide information Hasil kar sakte hain Kyunki aap Jab Bhi Koi Lagate Hain To aap Uske bare mein knowledge Hasil karna padta hai jo use platform se aasani se Hasil Kiya Ja sakta
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

                  g haan bhai jaan apki bat bhi sahe hy apny ek dam sahe kaha hy khe forex min kaam kerny sy hamari knowledge min ezafa hota hy or es k elawa hamri eraning bhi achi ho jati hy hamary concept hi cler ho jaty heuin es liy forex jo join kerin or mazy uraanin nako tensoin na kso ka preasher hoga ham owr ager ham chiy to apni marzi sy kam ya zeada postes bho ker sakty hein ager ham zeada kaam krin gy t hamry knowledge min bhi zeada ezaafa hoga ...
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

                    je bilkul ap ne theek bat ki ha k agar ham trading ko serious karain to ham profit hasil karnay k sath saht knowledge bhi hasil kar rahay hotay hain, Pak forex forum aik best opportunity ha hamaray lye jis ma ham earning k sath learning bhi kar rahay hotay hain, is lye hamain chaye k ham is forum ma khoob mehnat karain aur is ma ashi tarah forex ko learn karain aur aik successful trader ban jayain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanali پيغام ديکھيے
                      je bilkul ap ne theek bat ki ha k agar ham trading ko serious karain to ham profit hasil karnay k sath saht knowledge bhi hasil kar rahay hotay hain, Pak forex forum aik best opportunity ha hamaray lye jis ma ham earning k sath learning bhi kar rahay hotay hain, is lye hamain chaye k ham is forum ma khoob mehnat karain aur is ma ashi tarah forex ko learn karain aur aik successful trader ban jayain
                      G ha dear ap ny Tk bt ki ha ky forex my km ktny sy hm sb ky knowledge my izafa hota ha or ya best business ha us jasa koei ni ha is my hm sb Koch kr Sakty vha learning be earning be or knowledge laty ha ha or experience be
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

                        Gee haan forex mein jitna zayada kaam kertay jayain gay iss sae humaray knowledge aur experiance mein izafa hota jaye ga aur ussi hisab sae forex mein income bhi increase hoti jaye gi lakin iss kay sath sath himain iss business mein mehnat sae kaam bhi kerna ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

                          Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai agar hum forex mein kaam kartay Hain tou iss trha hamaray knowledge mein Orr zayada izaafaa hota hai Orr ham kaamyaabi haasil kartay Hain lehaza hamain chahiye k hum zayada sy zayada mehnat karain Orr apna zayada time forex ko dain taa k hum acha knowledge gain Kar sakain issi mein hamari kaamyaabi hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mai kam karnye say humarye knowldge mai izafa hota hai???

                            Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien zyada knowledge yani zyada tajerba hasil kerte hien tu ham as mien zyada kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h
                            aur ham ko as mien her bar tajerba hasil karna hota h
                            agar ham as mien tajerba hasil kerte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h
                            aur ham ko jab as mien zyada tajerba hota h tu ham as mien zyada kamaee ker sakte hien aur ham as mien achi kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien learning karna hota h aur knowledge hasil karna hota h.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X