Hook Reversal Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hook Reversal Pattern
    Hook Reversal Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hook Reversal Pattern ek candlestick pattern hai jo trend reversal ka indication deta hai. Is pattern mein ek candlestick hota hai jismein long lower shadow (hook) aur chota upper shadow hota hai. Iske fayde aur nuksan is tarah hain: Fayde: 1. Early Reversal Signal: Hook Reversal Pattern traders ko trend reversal ka early indication deta hai, jisse unhe trend reversal ke early stages mein pata chal jata hai. 2. Entry and Exit Points: Traders is pattern ka istemal karke apne trades ke entry aur exit points determine kar sakte hain. Jab Hook Reversal Pattern form hota hai, tab traders apne trades ko enter kar sakte hain aur target price projection ke saath exit points bhi decide kar sakte hain. 3. Stop Loss Placement: Hook Reversal Pattern traders ko stop loss placement mein madad karta hai. Is pattern ke according, stop loss level opposite direction ke candle ke opposite side par set kiya jata hai, jisse trade protection ho sake. Nuksan: 1. False Signals: Jaise ki kisi bhi technical pattern ki case mein ho sakta hai, Hook Reversal Pattern mein bhi false signals ho sakte hain. Traders ko isse bachne ke liye additional confirmation aur analysis ki zaroorat hoti hai. 2. Timeframe Consideration: Hook Reversal Pattern ke effectiveness timeframe par depend karti hai. Different timeframes mein patterns alag-alag tarah se form ho sakte hain aur unka significance bhi alag ho sakta hai. Traders ko apne trading timeframe ke hisab se patterns analyze karna important hai. 3. Confirmation Required: Hook Reversal Pattern ko confirm karne ke liye traders ko additional analysis techniques ka istemal karna chahiye. Sirf pattern par rely karna sufficient accuracy provide nahi kar sakta, isliye traders ko additional confirmation techniques ka istemal karna chahiye.Hook Reversal Pattern ek useful tool hai trend reversals ko identify karne ke liye. Lekin isko validate karne ke liye traders ko other technical analysis tools aur indicators ka istemal karna chahiye aur pattern ke limitations ko samajhna chahiye. Proper risk management techniques aur experience gain karna bhi important hai is pattern ko effectively use karne ke liye.Main Avatar
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      EXPLAINATION OF HOOK REVERSAL PATTEREN
      Hook reversal pattern 2candlestick per dependent Hota Hain aur is ko analyse karna bahut easy hota ha is Mein sab se pahle downtrend aur uptrend Ka progress Mein Hona bahut zaruri hai dusre number per pettren per dependentl hona important hai aur , candle ka first candle ke ke andar Banna bhi impotant hai number aur small number per 2nd candle ki higher low aur lower high hona chahiye ,ye market trend k colour ko red , downtrend ko green, Uptrend mein change kr deta hai is me dono candle ky size me ziada difference ni hota ye green up trend ko red downtrend mein change ker deta ha,in short Hook reversal pattren bullish aur bearish dono ho sakty hain ,but bullish and bearish hook reversal pettern similar Hota Hai but pettern ki formation Mein opposite hota han ,hook reversal patterns ko judge karne ke liye market ki movement ko zarur judge karna chahie Jitna acche se Ham ki movement ko indicate karte hue candlestick patterns ko identify karte hain utna hi Hamen is pattern ki acche se indication Ho jaati hai.
      HOW TO TRADE?
      jab market Mein strong down trend hota hai aur us ke bad market Apna trend change karti hai aur Market bottom level se bullish trend Mein convert hoti hai to us time per ap ko yah market pattern dekhne Ko Milta hai aur ap is market pattern ki basis se help lete Hue bahut acchi entry market mein le sakte hain Jis ki vajah se ap ko bahut Zyada profit gain ho sakta hai but aap ko is market se related complete information Hasil Kar ke Apne knowledge ko zyada se zyada barhana hoga, ya market pattern bullish Hook reversal pattern ke totally against hota hai aur Hamesha market Mein usi time per Banta Hai Jab market apni resistance per hoti hai and resistance ko break karne ke bad bearish movement start karnay Lagti Hai usi time per Ham market Mein acchi entry Hasil kar k bahut zyada faida hasil sakte hain, market mein kisi bhi patterns per kam kar rahe hote hain to ap ko apni trading per stop loss and take profit ki limit lazmi apply Karni chahie bcz jab tak aap yah limits Apne account per reply Nahin Karenge.
      MORE INFORMATION
      Market jb up trend mein ho to waha par hook pattern ki identification aisy ho gi k pehle number par open of candle stick is near high par hona chahe. Secondly candle stick ka closing point near low k pass zaruri hu. Third ye k ye jo lower high or higher low hu in ko previous session ki candle stick k sath compare kiya jae.Identification of hook pattern after down trend is case mein candle stick ka open low k pass sy hona zaruri hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X