Baby candlestick pattern !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Baby candlestick pattern !
    Baby candlestick pattern !
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Friends kya haal hai aapke main ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah hai bearish baby candle stick pattern is pattern ka ful name bearish Abandoned baby candlestick pattern hai lekin short form Mein isko baby candle kaha jata hy Isko understand karne ki koshish karte hain Taki Jab yah pattern Hamen trading chart per Banta Hua Nazar Aaye To Ham is pattern Se zada Se zada profit Hasil kar Saken market se isko understand karne ki koshish Karte Hain Baby candlestick pattern ! Bearish abandoned baby candlestick pattern Japanese candle stick ka ek pattern Hai jismein prices high ya bullish trend ka down trend reversal ka sabab banti hai yah pattern 3 candles bullish do ji aur bearish candle ka ek pattern hai jo ki Dekhne Mein evening star pattern se Milta julta Hai Lekin is pattern Mein Pahli aur Teesri candles aapas Mein parallel banti hai lekin formation Mein Ek dusre se different hoti hai pattern ki do ji candle se ek star do ji candle Hoti Hai Jiska opening aur close aapas mein aur Low aur high aapas Mein sem point per hote hain do ji candle Pahli aur third candle Ke Darmiyan top per gap Mein banti hai jo ki price ki up trend moment ko Mazeed ezafay main rukavat ka Sabab banti hai Candles formation! Bearish abandoned baby candlestick pattern prices ke bullish trend se lower price Mein change karti hai yah pattern three candles per mushtamil Hota Hai jismein Shamil teenon candles ki formation Ek dusre se different hoti hai pattern ki candles ki formation mein aapko aim image Nazar a Rahi Hogi First candle ! Barish abandoned baby pattern ki Pahli candle sabka pattern yani Bullish trend ki mutabik bullish Hoti Hai yah candle price ko Niche Se upward ki taraf push karti hai jabki color Mein white ya Karen hoti hai Second candle ! bearish abandoned baby candlestick Pattern ki second candle ek do ji candle hoti hai Jiska open aur close same point per Hota Hai yah candle first candle ke top per banti hai Jiska Darmiyan Ek wazih gap ban jata hai do ji candle doni star candle Hoti Hai Jiska high aur Low sem length Ka Hota Hai yah candle bagair Kisi color ki hoti hai Third candle ! Bearish abandoned baby candlestick pattern ki third candle Ek Barish candle hoti hai jo doji candle se niche gap mein open hokar lower per jakar close Hoti Hai yah candle Pahli candle ke parallel Mein banti hai jo ki black ya red color Mein hoti hai How to trade !! Bearish abandoned baby candlestick pattern traders ke liye evening doni Star candle pattern Ki Tarah Sell ke signal generate Karta Hai yah pattern three bearish candles ke bad Ek black candle jo ki confirmation candle Hoti Hai se market Mein entry ka sabab banti hai black candle ki real body jaruri hai jo ki lower per jakar close Hoti Hai jabki bullish candle Banane per yah pattern Ka Asar khatm karti hai aur na hi bahut jyada week hota hai pattern ki confirmation integrator Se Bhi ki Ja sakti hai jo ki overbought zone Mein Hona chahie
     
    • #3 Collapse

      Baby candlestick pattern Assalam o Alaikum Dear member aaj main apky sath "Abandoned Baby Candlestick Pattern" ke baary me Apna knowledge share kar raha hun. Ummeed hai ap sab friends ko is se trading mein bahot fayda Hasil Hoga aur aap ek Achcha profit Hasil kar Sakenge. Yah pattern 3 candlesticks ke upar mushtamil Hota Hai. Pahle candle ke andar price mein Main rising hoti hai hai dusri candle Mein price hold rahti hai aur third candle Mein price fall karti hai yah patron uptrend ke andar short reversal hai. Neechy diye gaye 2 Points yad rakhye 1. Yeh Ek rare pattern hai Jo Hamen strong short term downtrend ke forecasting krta hai. 2. Is Pattren ke andar middle candle gape up k sath open hoti hai aur price mein Koi change Nahin Aata is session mein. Bearish Baby candlestick pattern Dear friends Baby Candlestick pattern ko ek candle stick pattern bhe kaha jata hai jise boht se expert aur professional trader use krty Hain aur is se signal of reversal ya downtrend bhe kaha jata hai aur ye pattern 3 candles ke darmiyan banta hai pehly large ya Bearish candle hoti hai jise doji follow krti hai aur wo first candle gape mein nechy se banti hai aur jo dosre candle banti hai wo doji candle se higher level ki banti hai upside aur wo aggressive movement krti hai Hame un category ko samajhna chahie jis category Mein yah chij se banti hai aur bikharti hain aur Inka Jo role hota hai vah bahut hi ehmiyat ka hamil hota hai jesa ke many up side bataya that ke ye 3 category ki candles abandoned baby pattern mein banti hai unki information mein nechy type kr Raha hon taky in types ko aur acche tarike se samjha ja sake aur in se maximum benefit bhi Hasil Kiya ja saky Bullish Baby candlestick pattern Dear Forex traders Abandoned baby pattern 2 types ky hoty hain aik bullish abandoned baby pattern aur aik bearish abandoned baby pattern jab market down trend main movement kerty huey same pattern creat kerti hai tou usky bahd market main uptrend start ho jata hai aesy pattern ko bullish abandoned baby pattern kehty hain aur is per ham buy ki trade enter kerty hain agar market uptrend main movement ker rehi ho aur abandoned baby pattern creat ho jaey tou aesy pattern ko bearish abandoned baby pattern kehty hain aur yahan sy market downtrend main movement kerna shoru ker deti hai tou yahan per sell ki trade enter ki jati hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Baby Candlestick Pattern, Forex aur Stocks trading mein aik ahem tool hai jo traders istemal karte hain taake market ke future trends ko predict karen. Is post mein hum aapko Baby Candlestick Pattern ke bare mein mukhtasar maloomat faraham karenge.Baby Candlestick Pattern, market mein hone wale price movements ko graphically darust karnay ka tareeqa hai. Ye patterns candlesticks se banti hain, jo market ke open, close, high, aur low prices ko darust taur par darust karti hain.Is pattern mein kuch mukhtalif candlestick shapes hoti hain jaise ke "Doji," "Hammer," "Shooting Star," aur "Engulfing Candle," jo traders ko market ke potential reversals ya trend changes ka andaza lagane mein madadgar hoti hain.Aapko Baby Candlestick Pattern samajhnay mein thora waqt lag sakta hai, lekin jab aap isay achi tarah se samajh lein, to isay trading strategy mein shamil karke aap apni trading performance ko behtar bana sakte hain.Is pattern ki madad se traders market ke mood aur direction ko samajhte hain, aur isay istemal karke woh trading decisions lete hain. Lekin dhyan rahe ke har trading strategy risk ke saath aati hai, aur aapko hamesha risk management ka khayal rakhna chahiye.Umeed hai ke yeh post aapko Baby Candlestick Pattern ke basic concept ko samajhnay mein madadgar sabit hogi. Trading mein safalta haasil karne ke liye, aapko market analysis aur strategy par mehnat aur practice karne ki zarurat hoti hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X