Ap ki hardworking ap ki earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap ki hardworking ap ki earning
    Asslam o Alikum dear respected members, forex bina investment business hai jo ap ko ubhaarta hai or is maashray ma kharra karta hai, lehaza hardworking choonk har field ma zarori hai same isi tarah forex ma bhi hardwoking inteha ki zarori hai. jitna ziada hardwork ho ga ap ki earning bhi same usi tarah samnay aay gi. Lehaza forex ma apny hardwork say apni earning ko paayen.
    Asslam-0-Alikum, dear respected members
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ap ki hardworking ap ki earning

    Assalamu alaikum my dear friend ji haan ji thik hai ki Hamari hardworking Hamari Yeh Hai Kyunki Agar Ham Pakistan Forex Mein hard worker ke kam Karenge To Ham acchi earring Jeni acchi income Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie ke Ham Pakistan Forex Mein hot work Karke kam Karen aur knowledge ka istemal Karen Taki Ham acchi earring hassil kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Ap ki hardworking ap ki earning

      sahi baat ki hy apnuy jub ham hard working kerty hein tub hamin kamiyabi bhi milti hy .mhnat mein aazmat hy .mhnat jo bhi kerta hy kamiyabi ki manzil per phnchta hy isi trah ager ap logoo ko bhi kamiyabi chahiy to apko mhnat ziada sey ziada kerni chahiy forex mein mhnat ka mtlub hy aik to aap iss mein work target complet krein doosra aap iss mein learning target bhi krein rooz thora sa learn bhi krein tub iss mein kamiyabi hasil krein gy.
      • #4 Collapse

        Re: Ap ki hardworking ap ki earning

        Esrning ky liay tou hard work kerna perta hai aesa nehi ho sakta ky ham forex market main sirf trade open kerain aur apko profit hasil hona shoru ho jaey hamain forex sy profit hasil kerny ky liay bahot sary options ko use kerna perta hai lekin in options ka use learn kerny ky liay hamain kafi zyada mehnat kerna perti hai
        • #5 Collapse

          Re: Ap ki hardworking ap ki earning

          time check karte rehte han aur her forum per members ki tadad bahot ziyad ahoti hai to her admi ka number ek month main taqreeban ek bar hi ata hai chahey to wo pehly ajay ya bad main ay humain is ki reading karni hoti hay kay hum is ka kia ans karain kun kay humain posts kay har thread main answer karna tab hi milta hay jab hamari posts ko Moderators check kar lety hey or read kar lety hey agar app ki post rule k mutabeq howi to app ko us ka posting ko check karny ka system boaht hard hai or posting ki checking main boaht time lagta hai per hamain b free main trading krany ki adat jo par
          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
          • #6 Collapse

            Re: Ap ki hardworking ap ki earning

            Forex me hard work karne ke baad he earning hoty ha kisi bhi kaam se earning karna asaan nahi hota agar ap hard work nahi Karo ge to apko kisi bhi kaam se earning nahi hogy success hard work karne se milta ha success short cut se nahi milta forex me apka hard work waste nahi Jaye ga forex aik aisa kaam ha jis me ap jitny mehnat Karo ge apko utna profit mile ga ziyada hard work Kare aur ziyada earning hasil kare
            • #7 Collapse

              Re: Ap ki hardworking ap ki earning

              g han ap hardworking ker ke hi earn ker sakte hen kyun ke mehnat forex ma boht zarori cheez ha jo log mehnat nhi kerte wo kabi kamyab nhi hote humesha mehnat kerne wale hi kamyab hote hen forex ma ap jitni zyada mehnat or lagan se kam keren ge utni zyada earning keren ge kyun ke mehnat kabi zya nhi hoti mehnat ka phal zaror milta ha is liye hardworking jari rekhen or earning bi achi ho gi
              • #8 Collapse

                Re: Ap ki hardworking ap ki earning

                ham log forex par jitna zada gardwork kar kam karta ha ham logo ko utna hi acha profit be milta ha is liya hamay chyaia ka ham log apna har ik trade wagraopen karna sa pehla market wagra ko acji tyra sa analysis kar liaya aur hamay market ko analysis karna ka liy zada sa zada hardwork karni chayia ku ka yahi ham logo ko acha profit dati ha
                • #9 Collapse

                  Re: Ap ki hardworking ap ki earning

                  Is Baat Mein Koi shak Nahin ki aap Jo Bhi business Karen usmein aapke learning ki aapki earning Hai Forex trading Bhi Ek Aisi hi online learning opportunity Hai jismein Ho ke bache Itni guitar learning Hogi Ab Na hi jyada platform Se Karke apni life mein successful ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ap ki hardworking ap ki earning

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: CutePearl پيغام ديکھيے
                    Asslam o Alikum dear respected members, forex bina investment business hai jo ap ko ubhaarta hai or is maashray ma kharra karta hai, lehaza hardworking choonk har field ma zarori hai same isi tarah forex ma bhi hardwoking inteha ki zarori hai. jitna ziada hardwork ho ga ap ki earning bhi same usi tarah samnay aay gi. Lehaza forex ma apny hardwork say apni earning ko paayen.
                    Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Ham jitni Jyada hard working Karenge ham utani hi acchi learning bhi forest reading se Hasil kar lenge Hamen chahie ki Ham thoda setting Mein Dil lagakar kam Karen market ke analyser Jyada Se Jyada Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Ap ki hardworking ap ki earning

                      Alsallamoalikum bhai jaan apki baat theek hy m agree hon apki baat sy apny belkol theek kaha hy keh hamri hard working hw hamri earning hy ham sakht mehnat sy he kch seekhbsakty hain mehnat sy he ham kameyaab hon gy mehnat k bagair kameyaab momken ni hy dear dill laga kr kam krin forex business m
                      • #12 Collapse

                        Re: Ap ki hardworking ap ki earning

                        Boss aap ki baat belkul durast hai aur meri nazar mien jo mehnat kerta h wo as mien kamaee ker sakta h as lyee ham ko as mien her bar mehnat kerna hota h aur ham ko as mien as had tak mehnat kerna hota h
                        jab tak ham as mien aik kamyab tajir nahi ban sakte hien
                        as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud ko behtreen sabit kerna hota h
                        aur ham ko as mien sab kuch seekhna hota h
                        aur as mien kamaee kerna hota h as lyee mehnat kerna hota h aur mehnat per mehnat kerna hota h as lyee to kehte hain k agar hard work karian gy to ham earning ker sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ap ki hardworking ap ki earning

                          Trading me hard working K begair Guzara ni a Ap is me jitni zaida mehnat kry gy utna he Ap successful hoo gy boht se log trading ko serious ni lety aur smjty hain thora boht kam kr k earn kr ly gy to ehsa kbi ni hota forex ko proper learning k bad he Kia ja skta a so always try to do new things aur is k liey kafi hard work ke zroort a
                          • #14 Collapse

                            Re: Ap ki hardworking ap ki earning

                            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends hamein chy keh hum zyda say zyda mehnat krein mehnat kerny wala insan kabhi bhi nakam nai ho sakta balke har waqt kamyab ho sakta hai mehnat main azmat hai achi tarah say mehnat krein gay to hamari earning bhi achi ho gi..........
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ap ki hardworking ap ki earning

                              walaikum salam ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam Karte Hain To Agar Ham ismein hardworking karte hain to hamare liye Behtar hota hai Jitna Jyada Hamen ismein hardworking Karenge aur Market ko analyses Karenge Ham market Mein utna Hi Achcha profit Hasil kar Payenge thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X