Support and Resistance in Forex Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support and Resistance in Forex Market
    Support and Resistance in Forex Market
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction: AOA umeed karta hu sub thk ho gye jaise k hum jante hain forex main mehnaat karna se he humain iss main fayda milta hai humein chahiye k hum iss main zada se zada mehnat karye thk hum iss main kamyab trader ban sakiye aur iss main faida utha sakiye humain iss main mehnaat ko nahi chorna chahiye tabhi hum iss main agye bar sakta hain aur success pah sakta hain. Support and Resistances: Support aik aisa level hota hain forex market main jis per market bar bar necha ki side ati hain aur uper test karti hain agr Aur Support level tabhi woh strong level banta hai jab market usko test karna k bad again se uper ki side move kar jaye Aur agr market 2nd time phir aa kar usko test karti hain us he support level per test karti hai toh iss ko hum retest bolta hain Agr yeh level break hota hain toh hum iss main trader us time thk nhi laa sakta Jab thk market again se iss level ko necha se aa kar test na karye jab market necha se aa kar iss level ko retest karti hain aur iss level ko break nhi karti aur iss level per humain koi candlestick pattern dakna ko milta hain toh hum kah sakta hain yeh level humera lya profitable ho sakta hain aur hum iss level per trade laa sakta hain agr market iss level ko break karta hain toh woh Resistance level ki side move karye ga aur agr same process resistance level k saat karta hain toh same humain support k against jaisa main ny uper batye iss ko follow karna hain aur retest per humain uska entry lani hain Aur agr Humera Resistance level break hota hain toh woh level humera lya as a Support level kam karye ga humain iss main yaad rakna chaiye k hum iss main mehnaat krye apni skills ko better banye tabhi hum iss main acha trader ban sakta hain aur iss main profit bana sakta hain humain chaiye k hum iss main zada se zada mehnaat karye tabhi hum iss main success pah sakta hai aur aik acha aur kamiyaab trader ban sakta hain Support level jab break hota hain toh woh new support create karna k lya necha ki side move karta hain aur pechla support level humera as a Resistance level kam karye ga tabhi hum iss main fida utha sakta hain aur success pah sakta hain humain iss main zada se zada skill ko test karna chaiye thk humain iss main loss kam ho skaiye aur profit zada ho sakiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Forex Market Mein Support aur ResistanceForex market mein trading karte waqt, support aur resistance levels bahut mahatvapurna hote hain. Support level ek aisa price point hota hai jahan par currency pair ka price girne se rokta hai. Isse samjha jata hai ki market mein buyers ki adhikta hai aur price ko niche jaane mein samasya hoti hai.Resistance level ek aisa price point hota hai jahan par currency pair ka price badhne se rokta hai. Yeh dikhata hai ki market mein sellers ki adhikta hai aur price ko upar jaane mein samasya hoti hai.In levels ko samajh kar traders apne trading decisions banate hain. Agar aap long position le rahe hain, toh aap support level par dhyan denge, aur agar aap short position le rahe hain, toh aap resistance level par dhyan denge. In levels ka sahi tarah se samajhna forex trading mein mahatvapurna hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X