Trend Jaree Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Jaree Pattern
    Trend Jaree Pattern
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trend Jaree Pattern trend jaree pattern forex market ke direction mein jaree rehnay ka amal hota hey yeh forex market mein hallat kay tor par beyan keya jata hey jare kay pattern say morad aik aice sorat e hall hote hey jahan par forex markt ka assert hota hey jes kay result mein yeh asal trend say agay barah sakta hey mesal kay tor par aik assert bare rally nekalnay kaylay new position mein enter hon start ho jatay hein nechay darj zail jaree pattern ko discuss kartay hein Ascending Tringle Pattern Ascending Triangle pattern aik bullish trend jare pattern hota hey jo keh forex market mein aik charhta hova triangle banata hey yeh forex market mein aik bare resistance ke level hote hey bad mein aik tarecha pattern hota hey tareche line time bante hey jab yeh pattern forex market mein banta hey jab price gerte hey key support level tak pohnch jate hey or asal resistance par wapes aa jate hey r bad mein dobara pehle support kay oper ger jate hey r bad mein dobara wapes aa jete hey Descending Triangle Pattern forex market mein descending triangle pattern nechay ke taraf jare pattern hota hey yeh forex market mein os time banta hey jab frex market ka assert deeply nechay ke taraf gerna start ho jata hey yeh bearish descending Triangle pattern aik bearish jare pattern banta hey jokeh bearish breakout ke wajah ban sakta hey forex market mein es pattern kay bhe kai faiday hotay hein ascending triangle pattern kay kai faiday htay hein jes ka matlab yeh bhe hota hey yeh aik assan pattern hota hey dosraa pattern market mein nesbatan maqbol pattern hota hey or end mein wh entahai same pattern hota hey Bullish or Bearish Flag Pattern yeh dono pattern bhe forex market mein jare pattern hotay hein aik bearish jare pattern hey jab keh dora bullish flag bullish jare pattern hota hey jab bhe kese assert ke price achanak forex market mein chalang lagate hey ya yeh forex market mein kese bare rally kay bad banta hey to yeh zyada tar sedhe ya tareche line hote hey yeh pattern forex market mein flag pole say mel kar bana hota hey or bad mein aik strong pattern flag ke tarah lagta hey Bullish Flag Pattern yeh pattern os time banta hey jab assert ke price ke rally start mein forex market men hote hey or forex market say kuch bear out ho jatay hein jaisa keh woh aisa kartay hein aik strong forex market mein triangle ke shape mein banta hey zyada tar moamlat mein price bullish flag pattern say high ho jate hey Bearish Flag Pattern Bearish Flag pattern os time banta hey jab forex market mein bearish ka trend jare banta hey yeh pattern bullish flag pattern kay opposite pattern hota hey yeh os time banta hey jab assert ke price forex market mein achanak ger jate hey or bad mein forex market mein aik strong kamee ka pattern ban jata hey zyada tar moamllat mein yeh nechay ke taraf nekal jata hey Bearish Bullish Pennant Pattern forex market mein bearish bullish flag pattern kay elawah bearish bullish pennant pattern hein jo keh forex market kay jaree pattern hotay hein or en shape aam tor par triangle pattern say melte rehte hey nechay deya geya chart forex market mein CHF/JPY ka chart pattern hota hey Bearish Bullish Flag pattern or jaree pattern kay estamal kay kai faiday hotay hein sab say pehay yeh pattern forex market kay trend ke pehchan karta hey or forex market mein trend ke pehchan kay ley nesbatan assan pattern hota hey dosraa yeh pattern forex market mein aikkesam ka maqbol pattern hota hey Cup and Handle Pattern forex market mein Cup and Handle Pattern aik kesam ka mashhoor jaree pattern hota hey yeh forex market mein os time banta hey jab long period mein forex market mein trend chalta hey jaisa keh naam say pata chalta hey yeh aik pattern cup ke tarah hota hey yeh pattern forex market mein os time banta hey jab assert ke price major resistance ko hit karte hey yeh forex market ke kuch level ko drop karta hey jab price moving average say up chale jate hey or phir resistance say barhna start ho jate hey to yeh pattern jaree bullish hota hey es time ja price fall hote hey start mein to yeh pattern jaree bearish ka pattern hta hey price forex market mein ya to strong hote hey ya pechay hat jate hey zyada tar moamlat mein yeh forex market mein oncha nekal jata hey Conclusion jare pattern forex market kay mashhoor jare pattern main nay oper discuss key hein jen kay baray ache ce maloomaat bhe share kar de hay sath mesalen r tasweer bhe share kar de hay har pattern yeh forex market ap ke day trading mein madad kar saktay hein zyada tar pattern forex market best result daytay hein or en pattern ko fundamental technical analysis kay sath madad kar saktay hein
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

    اب آن لائن

    Working...
    X