Ultimate Oscillator KYA h or market ma eska usage
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ultimate Oscillator KYA h or market ma eska usage
    Ultimate Oscillator KYA h or market ma eska usage
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction Assalamu alaikum ummid Karti hun ke Forex ke tamam member Apne Apne gharon Mein honge aur Apne Apne kamon Mein lagi Hui honge mujhe ummid hai ki aap logon ki hafte ki trade bahut hi acchi ja rahi hogi Aaj Kaise hamara topic Hai yah Pakistan per ek form ka ek bahut hi I am toffee ke is topic ko jitna jyada samjhenge utna jyada aapke liye fayda hoga aur aapko chahie kya jyada se jyada mehnat Karen jitni jyada aap log mehnat karenge utna aapke liye fayda hoga to aaj main jo topic aap logon ke sath share karne ja rahi hun is topic Mein main aapko bataungi ki iske kya kya nuksan hote hain aur क्या-क्या fayde Hain ise ham bahut kuchh Sikh sakte hain aapko chahie ki aap is topic ko follow Karen aur hamare sath rahe hamari post ko Shuru send tak padhe samjhe aur is per kam bhi Karen inshallah bahut jyada profit Kama sakenge shukriya WHAT IS THE ULTIMATE OSCILLATOR POINTER Formula: Ultimate Oscillator as a formula thora complex hai, lekin main usay asaan alfaz mein samjhany ki koshish karunga: Average True Range (ATR): Sabsy pehley 7 day, 14 day, aur 28 day ATR nikala jata hai. ATR market ki volatility ko measure card hai. Buying pressure (BP): BP 14 day closing price ki aur 14 day ATR ki lowest point sy calculate hota hai. Formula: BP = Current Close - Lowest Low in 14 days True Range (TR): TR 14 day ki Highs aur Lows sy nikala jata hai. True range average (TR14): TR14 14 day ki TRs ka average hota hai. True Range Average (TR7): TR7 7-day ki TRs ka average hota hai. True Range Average (TR28): TR28 28 day ki TRs ka average hota hai. Buying Pressure (BPSum): BPSum 14-day ky Values ​​of TK ka sum hota hai. True Range Average (TRSum): TRSum 14 day, 7 day, aur 28 day TR14, TR7, aur TR28 ka sum hota hai. Calculation of the final oscillator: UO ka calculation 3 steps mein hota hai: Average BP (average 7): BPSum ko TRSum sy division karky Avg7 nikala jata hai. Formula: Avg7 = BPSum / TRSum Average True Range (Avg. 14): TRSum ko 14 sy multiply karky Avg14 nikala jata hai. Formula: Avg14 = TRSum * 14 Final Oscillator (UO): Avg7 ko Avg14 sy divide karky UO calculate hota hai. Formula: UO = Avg7 / Avg14 USE: Ultimate Oscillator like istemal market ki overbought aur oversold conditions ko samajhnY aur trading signals generate karny ka liye hota hai. Yeh indicator trader ko market ki momentum aur reversals ki samjh mei madadgar hota hai. Overbought and oversold signals: UO 70 sy upar jana overbought status ko indicate karta hai, apples 30 sy neechy jana oversold status ko darust karta hai. Jab UO yeh levels cross card hai, toh yeh trader ko entry aur exit points decide karny mein madadgar hota hai. Divergence: UO ky sath price action ki comparison sy divergence detect ki ja sakti hai. Agar UO higher banata hai jab market lower banata hai, toh yeh bearish divergence hai aur sell signal ho sakti hai. Conversely, agar UO lower lows banata hai jab market higher lows banata hai, toh yeh bullish divergence hai aur buy signal ho sakta hai. Confirmation ka liye: UO ko dusry ka saath istemal kiya ja sakta hai indicators also trade signals confirm kiya ja saky. For example UO uses moving averages ya RSI ky sath kiya ja sakta hai. SUMMARY: Ultimate Oscillator ak powerful technical indicator hai, lekin iska istemal samajhny aur achi tarah sy interpret karny ka liye practice ki zaroorat hoti hai. Market mein investment karny sa pehly, hamesha proper research aur risk management ki bhi ahmiyat hoti hai
     
    • #3 Collapse

      اگر آپ ہمیں بتانا چاہتے ہیں کہ نکسن کیا ہیں اور سچائیاں کیا ہیں تو ہم آپ کو بہت کچھ سکھا سکتے ہیں۔ اس موضوع پر عمل کریں اور ہمارے ساتھ رہیں۔
       
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        جب مارکیٹ بلندی پر پہنچ جاتی ہے، تو یہ مندی کا فرق ہوتا ہے اور یہ فروخت کا اشارہ ہو سکتا ہے۔ اس Ú©Û’ برعکس، اگر uo Ú©Ù… Ù†Ú†Ù„ÛŒ سطØ* بناتا ہے جب مارکیٹ اونچی نیچی بناتی ہے، تو
           

        اب آن لائن

        Working...
        X