Trading with : Long-legged Doji Candlestick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with : Long-legged Doji Candlestick
    Trading with : Long-legged Doji Candlestick
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Long-legged Doji Candle
    Long-legged doji candle bhi market main buyers aur sellers ki yaksan hone par wajood main ati hai. Single candles pattern jiss main buyers aur sellers ka market main control aksar barabar rehta hai, aik neutral candles tasawar ki jati hai. Long-legged doji candle ki ooper aur nechay aik lamba shadow ya wick hota hai, jiss ka darmeyan main aik line si real body hoti hai, jiss main prices ka open aur close same hota hai. Ye aik neutral candle shumar hoti hai, jo k aik strong trend k dowran trend reversal ka signal de sakyi hai. Long-legged doji candle k ooper aur nechay shadow aik to size main equal hona chaheye aur dosra ya length main lamba hona chaheye, q k short hone par ye doji star candle ban sakti hai.
    Candles Formation
    Long-legged doji candle prices k top aur bottom dono main ban sakti hai. Sideways markets main ye candle aik neutral candle hoti hai, jo k prices k ziada tar maojoda trend main continuation ka sabab banti hai. Price chart par Long-legged doji candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai; Long-legged Doji Candle: Long-legged doji candle chart pattern par aksar market main aik black line si nazar ati hai, jiss ka ooper aur nechay aik lamba shadow hota hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main prices ka open aur close same point par hota hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se market ki position k mutabiq apna situation tabdeel karti hai.
    Explaination
    Long-legged doji candle aik single day doji candle hai, jiss main prices din k aghaz main pehle aik side par move karne k baad apna trend tabdeel karke dosre semat par move karna shoro karte hen, lekin din k ikhtetam par ye prices same point par band ho jati hai. Price chart par buyers aur sellers market main same quat main hote hen, jiss se prices aik timeframe k dowran ooper aur nechay jane ka baad wapis apne aghaz wali position par a jati hai. Ye aik bagher real body ya small real body wali candle hoti hai, jo k trend k mutabiq apni hodohal ko tabdeel karti hai. Ye candle prices k top ya bottom par strong trend reversal ka sabab banti hai.
    Trading
    Long-legged doji candle sideways market main ya newly breakout trend main trend continuation ka kaam karti hai, jab k price k top ya bottom main ye candle aksar trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle prices k bottom main bullish trend reversal aur prices k top par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candle k baad trend ki confirmation ka candle ka hona zarori hai jo k real body main hona chaheye. Ye single candle pattern hone ki waja se trend ki confirmation CCI indicator ya stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai. Stop Loss candle k sab se top ya bottom se trend reversal k mutabiq two pips below ya above set kia ja sakta hai.
     
    • #3 Collapse

      Introduction of Long-legged Doji Candle Aoa Ummid karta hon Ap Sab Theek Hon gy AJ Long-legged doji candle bhi market main buyer's aur sellers ki yaksan hone par wajood main ati hai. Single CANDLES pattern jiss main buyers aur sellers ka market main control aksar barabar rehta hai, aik neutral Candles tasawar ki jati hai. Long-legged doji candle ki ooper aur nechay aik lamba shadow ya wick hota hai, jiss ka darmeyan main aik line si real body hoti hai, jiss main prices ka open aur close same hota hai. Ye aik neutral candle shumar hoti hai, jo k aik STRONG trend k dowran trend reversal ka signal de sakyi hai. Long-legged doji candle k ooper aur Neechay shadow's aik to size main equals ka Sath Trade le jayen gy Long-legged DOJI candles prices k top aur bottom dono main ban sakti hai. Sideways markets main ye candle aik neutralize candle hoti hai, jo k prices k ziada tar maojoda trend main continuation ka sabab banti hai. Price CHART par Long-legged doji candle Say hi possible hyLong-legged Doji Candle: Long-legged doji candles CHART pattern par aksar market main aik black line si nazar ati hai, jiss ka ooper aur nechay aik lamba shadow hota hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main prices ka open aur close same point par hota hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se market ki position k mutabiq apna situation automatically Change ho jay gy The Formation of Long-legged doji candle Dear Jab bh Long-legged doji candles aik single day doji candle hai, jiss main prices din k aghaz main pehle aik side par move karne k baad apna Trending tabdeel karke dosre semat par move karna shoro karte hen, lekin din k ikhtetam par ye prices same point par band ho jati hai. Priced chart par buyers aur sellers market main same quat main hote hen, jiss se prices aik timeframe k dowran ooper aur Neechay jane ka baad wapis apne aghaz wali position par a jati hai. Ye aik bagher real body ya small real body wali candles hoti hai, jo k trend k mutabiq Entery Len gy Trading Stradgy Dear jab Long-legged DOJI candle sideways market main ya newly breakout trend main trend continuations ka kaam karti hai, jab k price k top ya BOTTOM main ye candle aksar trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle prices k bottom main bullish trend reversal aur prices k top par BEARISH trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candles k baad trend ki confirmation ka candle ka sath Hona Chahahye Tu hi Stop loss and Take profit Say Trad Laina ho jay gi....
      Ap ka aik Thanks Post ki quality kalye Bhoot Important hy(Thanks)
      • #4 Collapse

        Long-legged Doji Candlestick" ek technical analysis term hai jo stock market mein istemal hoti hai. Is candlestick pattern mein, opening price aur closing price aik dosre ke bohot qareeb hoti hain lekin trading session ke doran price mein significant fluctuations hoti hain. Yeh pattern market mein indecision ya uncertainty ko darust karta haikets
        • #5 Collapse

          Long-legged Doji candlestick pattern ek specific type ka candlestick pattern hai, jismein candlestick ka body bilkul chota hota hai aur upper aur lower shadows (ya wicks) bahut lambe hote hain. Is pattern mein doji candlestick ke shadows body se kafi bade hote hain. Long-legged Doji pattern ka key aspects hain: 1. Small body: Long-legged Doji pattern mein candlestick ka body bahut chota hota hai, jisse indicate hota hai ki price range narrow hai aur market participants ke beech indecision hai. Iska matlab hai ki buyers aur sellers ke beech equilibrium hai aur koi clear trend nahi hai. 2. Long upper aur lower shadows: Is pattern mein candlestick ke upper aur lower shadows (ya wicks) body se kafi lambe hote hain. Shadows ka length body ke length se kafi zyada hota hai. Yeh indicate karta hai ki price ne high aur low levels tak jaane ki koshish ki hai, lekin wapas se recover kar gaya hai. Shadows ka length price volatility aur market sentiment ke level ko bhi reflect karta hai.Long-legged Doji pattern ka interpretation yeh hai ki market mein indecision hai aur price range narrow hai. Is pattern ke appearance ke baad, traders market direction ka confirmation wait karte hain aur price action ko closely observe karte hain. Long-legged Doji pattern ke trading strategies mein kuch important points hain: 1. Confirmation: Long-legged Doji pattern ko confirm karne ke liye, traders ko price action aur market context ko closely observe karna chahiye. Agar long-legged Doji pattern ek strong support ya resistance level ke paas appear ho raha hai, toh ye reversal ka strong signal ho sakta hai. 2. Entry point: Long-legged Doji pattern ke appearance ke baad, traders market direction ka confirmation ke baad entry point decide karte hain. Entry point ko confirm karne ke liye, traders candlestick pattern ke high level ke above ya low level ke below ek buy ya sell order place karte hain. 3. Stop loss: Stop loss level ko set karna important hai, taaki potential losses ko control kiya ja sake. Traders typically long-legged Doji pattern ke low level ke below (sell trade) ya high level ke above (buy trade) ek stop loss order place karte hain. 4. Target: Long-legged Doji pattern ke target ko set karna important hai. Traders previous swing high level ya phir support/resistance level ko target ke roop mein consider karte hain.Long-legged Doji pattern ke saath sahi risk management aur confirmation ke sath trading karne se, traders ko potential profits ka mauka mil sakta hai. Lekin hamesha market conditions aur price action ko closely monitor karna zaruri hai, kyunki kuch cases mein long-legged Doji pattern false signals bhi generate kar sakta hai.Isliye, traders ko long-legged Doji pattern ko samajhna aur uske impacts ko analyze karne ke liye technical analysis, price action, aur market observation ka istemal karna chahiye. Aapko apne trading strategy ke hisab se long-legged Doji pattern ko handle karna chahiye aur apne positions ko manage karne ke liye stop loss aur take profit levels ko set karna chahiye.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            UNDERSTANDING OF LONG LEGGED DOJI PATTREN: Piyary friends Tradings with Long-legged doji candle bhi market main buyers aur sellers ki yaksan hone par wajood main ati hai. Single candles pattern jiss main buyers aur sellers ka market main control aksar barabar rehta hai, aik neutral candles tasawar ki jati hai. Long-legged doji candle ki ooper aur nechay aik lamba shadow ya wick hota hai, jiss ka darmeyan main aik line si real body hoti hai, jiss main prices ka open aur close same hota hai. Ye aik neutral candle shumar hoti hai, jo k aik strong trend k dowran trend reversal ka signal de sakyi hai. Long-legged doji candle k ooper aur nechay shadow aik to size main equal hona chaheye aur dosra ya length main lamba hona chaheye, q k short hone par ye doji star candle ban sakti hai. Long-legged doji candle aik single day doji candle hai, jiss main prices din k aghaz main pehle aik side par move karne k baad apna trend tabdeel karke dosre semat par move karna shoro karte hen, lekin din k ikhtetam par ye prices same point par band ho jati hai. Price chart par buyers aur sellers market main same quat main hote jiss se prices aik timeframe k dowran ooper aur nechay jane ka baad wapis apne aghaz wali position par a jati hai. Ye aik bagher real body ya small real body wali candle hoti hey our trend k mutabiq apni hodohal ko tabdeel karti hai. Ye candle prices k top ya bottom par strong trend reversal ka sabab banti to Hei our Traders ko buy our selling ka account Hei our yeh hamary liye comfortable hota Hai. Dear members forex trading marketing Mei achy Long-legged doji candle sideways market main ya newly breakout trend main trend continuation ka kaam karti hai, jab k price k top ya bottom main ye candle aksar trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle prices k bottom main bullish trend reversal aur prices k top par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candle k baad trend ki confirmation ka candle ka hona zarori hai jo k real body main hona chaheye. Ye single candle pattern hone ki waja se trend ki confirmation CCI indicator ya stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai. candle k sab se top ya bottom se trend reversal k mutabiq two pips below ya above set kia ja sakta Long-legged doji candle prices k top aur bottom dono main ban sakti hai. Sideways markets main ye candle aik neutral candle hoti hai, jo k prices k ziada tar maojoda trend main continuation ka sabab banti hai. Price chart par Long-legged doji candle ki formation darjazzel Mei bhot ziyada izafa hota Hai jis sey apka account save reh sakta Hei our Traders ko follow karty hen our successful in the forex trading marketing Mei achy tareky sey hoty hen our Forex Mei profit hasil kar sakty hen.

            اب آن لائن

            Working...
            X