Explanation of piercing line candlestick pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of piercing line candlestick pattern?
    Explanation of piercing line candlestick pattern?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum aj is thread me apko me piercing line candlestick pattern ke bare me btao ga or me umeed karta ho oe jo information me apse share Karo ga Wo apke knowledge or experience me zaror izafa Kare ge. What is piercing line? Is paragraph me apko me piercing line candlestick pattern ki definition ke bare me btao ga .piercing line ak downtrend reversal candlestick pattern ha ya piercing line pattern huma market ma lower ke traf dakhna ko mil jata ha or is piercing line pattern ko is liya use kiya jata ha q ka ya market ko downtrend sa reversal card ha.l ya market ko bearish sa bullish ke janab reversal card ha. Ya piercing line candlestick pattern jab banta ha to is pattern sa phalay yes stock ke price hoti ha ya lower ke janab ja rahi hoti ha or market lower ke traf jati hoi strong downtrend ko ban rahi hoti ha or ya piercing line pattern is downtrend ma ban kar market ko lower sa higher ke traf reversal card ha. Ya piercing line pattern downtrend ma two candles sa mil kar banta ha is sa phalay market lower ke traf a rahi hoti ha or is ke jasa he formation ho jati ha na market sharp up ke traf jana lag jati ha or traders ko higher ke traf shares ka jana ka signal milta ha. Jab ya piercing line pattern banta ha to ya market ma lower ke janab support level ka near ma banta ha or ya support level ka near ma ban kar stock ke price ko up ke janab reversal karna ka kam card ha or ya pattern piercing line dark cloud patren ka opposite ke traf hota ha ya dark cloud patren higher ke traf up trend ma ban kar market ke price ko lower ke traf lana ka kam card ha. Explanation Piercing line pattern ke jo formation hoti ha to candle ka sath mil kar ak specific sequence ma market ma lower ke traf hoti ha jab market ma downtrend chal raha hota ha or ya piercing line pattern banta ha yani ka je ke jo formation hoti ha is sa phalay market ak high pressure ka sath lower ke traf a rahi hoti ha or jo is a breakthrough line pattern ke first candle hoti ha ya is downtrend ka lower sa banti ha or ya first candle ak long real body bearish ke candle hoti ha jo ka stock ke price ko lower ma la kar jati ha or first candle red ya black color ke hoti ha or ya new bottom point ko banati ha or yes is piercing linr pattern ke first c hoti ha ya red ya black color ke banti ha or ya new bottom point ko banata hua close hoyi ha or is the first bearish kr candle ka close hona ka bad market ma lower ke traf ak small lower ka gap ata ha or ya yes lower ka gap ata ha ya is the first candle ka bad ata ha or is the lower gap ka lower sa is piercing line pattern ke second candle open hoti ha or yes ya second candle hoti ha ya ak reversal candle hoti ha or ya second candle ak long bullish candle hoti ha yes ya green ya white color ke graph ma banti ha or ya second bullish ke candle lower sa open ho kar shares ke price ko reversal card hua higher ke traf lata hua is pattern ke first bearish ke candle ka medium sa high ma la kar close ho ge or market ka high jana ka batay ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Piercing Line Candlestick Pattern: Piercing Line, jo Forex trading mein istemal hoti hai, ek mukhtasar candlestick pattern hai. Is pattern ka maqsad market trend ko samajhnay aur trading decisions lene mein madadgar hona hai. Formation: Piercing Line pattern do candlesticks se banti hai. Pehla candlestick ek downtrend ko represent karta hai aur iska closing price pehlay candlestick ke neechay hota hai. Dusra candlestick, jo ke pehlay candlestick ke baad ati hai, bullish (upward) hoti hai aur iska opening price pehlay candlestick ke neechay hota hai aur closing price pehlay candlestick ke upper half mein hota hai. Uses: Piercing Line pattern traders ko market mein hone wale trend ko samajhnay mein madadgar hoti hai. Is pattern ko dekhte hue, traders ko ek potential trend reversal ka ishara milta hai. Agar market downtrend mein hai aur Piercing Line pattern aata hai, to yeh ek bullish reversal signal ho sakta hai, jo trader ko long position lenay ka sochnay ka hosla deta hai. Advantages: a. **Trend Reversal Signal: Piercing Line pattern, market trend ko palatne ki surat-e-haal ko samajhnay mein madadgar hoti hai. Isay dekhte hue, traders apni positions ko adjust kar saktay hain. b. **Risk Management : Is pattern ka istemal kar ke traders apni positions ko control mein rakh saktay hain. Agar trend reversal hota hai, toh nuksan se bacha ja sakta hai. c. **Entry Point : Piercing Line pattern traders ko sahi entry point dhoondnay mein madadgar hoti hai. Is pattern ko dekhte hue, traders long position lenay ka faisla kar saktay hain. Piercing Line candlestick pattern Forex trading mein ek aham tool hai jo trend reversal ko samajhnay mein madadgar hoti hai. Iske fawaid include trend reversal signals, risk management, aur sahi entry points. Yeh pattern traders ko market analysis mein madad deti hai aur unko behtar trading decisions lene mein help karti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X