What is DOUBLE ZIGZAG PATTERN FOREX
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is DOUBLE ZIGZAG PATTERN FOREX
    What is DOUBLE ZIGZAG PATTERN FOREX
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    DOUBLE ZIGZAG PATTERN FOREX INTRODUCTION
    Double Zigzag pattern ek technical analysis tool hai jo forex market mein istemal hota hai. Is pattern mein do zigzag patterns ek saath nazar aate hain, jo price movement ko identify karne aur predict karne mein madad karte hain. ZIGZAG PATTERN Zigzag pattern ek aam technical tool hai jisse price chart mein highs aur lows ko connect karke trend ko dikhaya jata hai. Is pattern mein price ki movement zigzag ki tarah hoti hai, jahan pe price ek direction mein move karti hai, phir opposite direction mein move karti hai. DOUBLE ZIGZAG PATTERN Double Zigzag pattern mein do zigzag patterns ek saath dikhte hain. Pehla zigzag pattern price movement ka first phase hota hai, jahan pe price ek trend follow karti hai. Dusra zigzag pattern us trend ke opposite direction mein hota hai, jise retracement phase kehte hain. Yeh do patterns mil kar ek double zigzag pattern banate hain. INTERPRETATION Double Zigzag pattern ka interpretation yeh hota hai ke market mein pehle ek trend move hoti hai, phir uske baad ek retracement phase aata hai. Iske baad phir se ek nayi trend shuru hoti hai. Traders is pattern ko price movement ko samajhne aur future price predictions ke liye istemal karte hain. TRADING STRATEGY Traders double zigzag pattern ko dekh kar trading strategies develop karte hain. Agar pehla zigzag pattern uptrend mein hai aur doosra zigzag pattern downtrend mein hai, toh traders short positions le sakte hain. Agar pehla zigzag pattern downtrend mein hai aur doosra zigzag pattern uptrend mein hai, toh traders long positions le sakte hain. RISKS AND TARGET Har trading pattern ki tarah, double zigzag pattern bhi perfect predictions nahi deta. Market volatility aur other factors se pattern ki accuracy prabhavit ho sakti hai. Isliye traders ko proper risk management aur stop-loss orders ka istemal karna zaroori hai. CONCLUSION Double Zigzag pattern ek technical analysis tool hai jo forex market mein price movement aur trends ko samajhne aur trading decisions lene mein madad karta hai. Is pattern ko samajhne ke liye practice aur experience ki zaroorat hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Double zigzag pattern bohut say Elliott wave WXY structure ko double zigzag pattern ka naam deya jata hey jab keh reality mein WXY structure double zigzag structure ka naam deya jata hey double zigzag pattern chotay tankon ke aik line hote hey jo agay jate hey es kay bad zigzag ke line pechay ke taraf line jate hey yeh ese point par end ho jate hey jahan say yeh start hova tha price pattern forex trading ka aik basic point technical trading strategy hey jes ko bohut say analysis kar trader estamal kartay hein tahum aisay pattern ko identify karna zyada tar new trader kay ley kafee zyada moshkel hota hey es ley khas tor par identify karna chihay or new trader kay ley kafe zyada moshkel ho jata hey higher darustge kay ley zyada tar en pattern ka estamal karna chihay maharat or analysis ke zaroorat hote hey zail mein strategy par bat ke ja rehe hey 2maqbol tareen reversal price pattern hotay hein or forex trading kay ley es tareeka frahm keya ja sakta hey trade with double zig zag pattern forex market mein lower lows or higher highs ap kay sath hota hey bayak time 2 zigzag pattern app ka sath hey yeh forex market mein higher highs or lower lows level ka hesab lagaya ja sakta hey or forex market mein jare rehta hey yeh sab forex market mein moving average kay tor par key jatay hein es ka matlab yeh hota hey keh lower lows higher highs ke level mein tabdel keya ja sakta hey ager forex market ke price barhte hey to higher highs ya lower lows kevel ko identify keya ja sakta hey script mein mokhtalef makasad kay ley estamal keya ja sakta hey jaisa keh forex trend ka analysis support ya resistance level or breakout kay ley keya ja sakta hey dono zigzag indicator fore market mein percentage ko identify kartay hein forex market men zigzag indicator bananay kay ley aik line draw karnay say pehlay higher swing or lower swing kay darmean kay points ke khas per centage ke mesal hone chihay NASDAQ100 ka analysis nechay deya geya hey yeh forex basree tor par 3% ke wapce ko identify karta hey or zigzag par 5% ke wapce hote hey jo keh zigzag ky darmean mein gap ko wazah karte hey Elliott wave Double zigzag hum pehly he es bat ka jaiza lay chokay hein or eslhe wave ka jaiza laynna start kar daytay hein hum nay simple eslahe wave matleya keya hey aik zigzag pattern or aik flat zigzag pattern mell kar aik double zigzag pattern banata hey jaisa keh naam say he pata chalta hey keh double zigzag pattern 2 kesam kay zigzag pattern say mel kar banta hey jo keh aikjornay wale wave sy mel kar banta hey
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X