DETAILED DISCUSS OF Hockey Chart PatterN
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    DETAILED DISCUSS OF Hockey Chart PatterN
    DETAILED DISCUSS OF Hockey Chart PatterN
     
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    INTRODUCTION Assalamu Alaikum dear Main ummid hay ke aap sab khairiyat se Honge, aur Apna Achcha kam kar rahe Honge forex market Mein Jab aap kam Karte Hain. To is main aapko different analysis karne hote hain Agar aapke analysis from hai to ap es market Mein achha profit banaa sakte hain. aapko Hamesha Koshish Karna Hogi kya aap is market Mein planning ke sath aur experience ke sath kam Karen Jab aapke pass Achcha experience Ho Ga to aap is market Mein Achcha result Hasil Karenge aaj main aapko Ek bahut hi important information share karne ja rahi hun. Jisko aap aasani se apni trading Mein Shamil Karke Achcha profit banaa sakte hain Mera topic hai Hockey kick chart pattern hai, es ki details ap ko btana chati hun. WHAT IS HOCKEY STICK CHART PATTERN ? Market Mein hockey stick chart pattern Ek bahut hi important chart pattern hota hai yah bhi market ko analysis karne ke liye use Kiya jata hai yeah chart pattern market ki position ko confirm karne mein traitors ko acche tarike se sport karta hai tractor market Mein handle inflation distance parts identify karne ke liye market Mein maujud hockey stick chat Baton ka istemal kar sakte hain Kyunki yah chat Patron in ke bare mein complete information provide karta hai uske andar flat lines Hoti Hai Jiski wajah se traders market ki growth ko samajh sakte hain ke Maar Peet ki growth slow movement kar rahi hai ya FIR uski movement bohut ziyada high hai FORMATION OF HOCKEY STICK PATTERN Hocky stick pattern har pair main nai banta. Q keh kisi bhi currency ya commodity pairs ki market main itni fast change ya taizi nai ati keh is main very short time main had say ziada increase a jaye yani is pattern main jab aik aisa bahao ata hay keh isky last periods ki nisbat bahut limited time main bahut ziada aur clear high increase a jaye to isko hockey stick chart say tashbeeh di jati hay Aur ye amooman tab he ho sakta hay keh jab kisi company kay stock ki prices high ho jayain ya is business ki last 20 years kay muqably main sirf aik ya do saal main itna expansion and increase a jaye keh iska chart just like hockey stick ban jaye SOME IMPORTANT FACTS HOCKEY STICK PATTERN Forex market main is pattern ka use bahut kam hota hay q keh maximum traders aisy pairs main trading karty hain jinka clear up ya down trend ho. Jab keh maximum traders daily currency pairs main he trading karty hain kyun keh inka trend bahut stable hota hay jis waja say is pattern main woh routine basis per achi earning kar laity hain. Aur in pairs main kabhi bhi hockey stick pattern nai banta SIMPLIFICATION OF HOCKEY STICK PATTERN Dear member Trading ma kuch pair or commodities asy hoty hain jin ki price ma kbi increase nazar ni ata or trader en ki history ko b observe kar k check kar ley to enki price sudden increase nazar ni ata. But phr achanak ik asi news.ati hai ya asi situation develop hoti hai k ye pair ya commodity sudden up move kar jati hai. So trader ko es up move ka benefit utana chahe or es ma small lot sy buy ki trade ko open karna chahe. Asa karny sy trader ka account b safe rehta hai or usko profit b etna big hota hai jo trader kbi expect ni karta. Trader ko asi situations par big lot ko use karny sy perhez karna chahe. Kiu k market ki position ka pata ni chalta or trader ka account big loss ma es sy pans sakta hai. Trader k lae ye he best hai k wo asi trades ko open kary jo esk lae beneficial to ho but account ki saftey ki zamanat b hon. ANALYSIS Dear friend Above mentioned discussion kay bad main aapko ya conclude krna chahti hun, kay jab aap market mein enter hona chahte hain, tu aapko hamesha major level per is zone ko find out krna hota hai. Otherwise aap successful trading nahin kar sakhty hain.Forex trading me jab aap liquidity ki study Karte Hain To usmein Aap Ko Kisi currency pairs are Kisi specific commodities ki spelling aur purchasing mein bahut jyada movement Najar Aati Hai Jiski wajah se market ki volatility bhi bahut jyada ho jaati hai dear jab aapko market Mein volatility Jyada milati Hai To Aisi situation main aapko bahut carefully trading Karni chahie aur Soch samajhkar market Mein entry leni chahie Kyunki Jab market Mein Kisi chij Ki demand and supply bahut jyada Hoti Hai To Aisi situation may use currency pair aur commodity trading karna bahut difficult hota hai.es liye ap ko demo account par bar bar practice karni chahye, ta k ap k pas acha experience ho or ap acha profit bana sakhty hain. NOTE Dosto tamam discuss ke bad aap ko ache se samajh agaya hoga ke aik pattern ko use karke market se kaise munafa ern kya ja sakta hay magar hamasha ke tarah main aap ke tawajo us oint ke janib dilana chahonga jo forex main bohat ziada ahmyt k hmil hota hay jis ko risk risk reward ratio stop loss theory aur tak profit par amal karke trading ko secure banaya ja sakta hay
     
    Thank you for your attention

    اب آن لائن

    Working...
    X