Spinning TOP Candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spinning TOP Candlestick pattern
    Spinning TOP Candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam alaikum dear forum members!
    • umeed karta hun ap sb khairiat se hn gy or apki trading achi jaa rahi ho ge.
    • dear members trading karty hovy hmara hr waqt candlesticks se taluq hota ha or hum inko dkh kr price read karty hain.
    • ye candle sticks price k ilawah or b bahut kuch btati hain jesa k trend k bary main support resistance k bary main or reversal k bary main bhi btati hain.
    • esi silsly main aj hum aik important candle ko read karen gy jisy k spinning top candle stick kaha jata ha.
    What is Spinning Top Candlestick?
    • dear members spinning top candle ki short real body hoti ha jo k opr or nechy shadow k drmiyan hoti ha ye body bearish ya bullish ho skti ha.
    • spinning top market main indecision ko zahir karti ha mtlb k buyer or sellers equal force main thy or market main koe faisla ni ho ska.
    • Jb market opr hai to seller ny sell kia or opr ki trf wick ya shadow bn gya
    • or jb market nechy gai to buyers ny buy kia jski waja se nechy se wick bn gai or darmyan main choti c body bni ha.
    • agr ye pattern strong support ya resistance py bny or es se agli candle eski confirmation kar dy to ye trend reversal ka sign ho skta ha.
    Importance of spinning top pattern:
    • Yeh candlestick pattern us time banta ha jab buyers aik given time k doran price ko down push kr deta ha. Liken closing price open k bht qareeb close hojati ha. Strong price mein izafa ya kami k baad, spinning top potential price reversal ka signals dy sakti ha. Spinning top above open k oper ya below close ho sakti ha. Liken dono prices hamesha aik dusry k qareeb hoti hein.
    • Spinning top aik candlestick pattern ha jis ki short real body hoti ha jo long upper aur lower shadows k darmyan hota ha. Is ki real body choti honi chahiye jo open aur close prices mein thora farq dekhata hai. Kyun k buyers aur sellers dono ny price ko agy barhaya liken usy maintain nae rakh saky. Pattern indecision ko show karta ha aur us k sath sath mazid sideways movement bhi ho sakti hai. Umeed ha k aj ka topic ap sab doston ko zarur samjh aye ga ta k ap trading k doran is candle ko pehchan saken aur us k baad he apni trade ko active karen ta k ap loss sy bach saken.
    Bullish reversal Spinning top pattern
    • Dear members ye pattern bearish trend k end main support py banta ha or ye reversal ki nishani hota ha es k bad market bullish ho jati ha.
    • laikin es se phly eski confirmation lazmi ha.
    • eski confirmation ye ha k support muqam py phly spinning top candle bny bullish body k sth or phr us k bad usi time frame main next candle spinning top ki closing price se opr close ho.
     
    • #3 Collapse

      Asslam o Alikum umeed karta hun ap sb khairiat se hn gy or apki exchanging achi jaa rahi ho ge.dear individuals exchanging karty hovy hmara hr waqt candles se taluq hota ha or murmur inko dkh kr cost read karty hain.ye candles cost k ilawah or b bahut kuch btati hain jesa k pattern k bary primary help obstruction k bary fundamental or inversion k bary principal bhi btati hain.esi silsly fundamental aj murmur aik significant flame ko read karen gy jisy k turning top candle kaha jata ha. What is Turning Top Candle? dear individuals turning top flame ki short genuine body hoti ha jo k opr or nechy shadow k drmiyan hoti ha ye body negative ya bullish ho skti ha.turning top market principal hesitation ko zahir karti ha mtlb k purchaser or dealers equivalent power primary thy or market fundamental koe faisla ni ho ska.Jb market opr hai to merchant ny sell kia or opr ki trf wick ya shadow bn gyaor then again jb market nechy gai to purchasers ny purchase kia jski waja se nechy se wick bn gai or darmyan principal choti c body bni ha. agr ye design solid help ya obstruction py bny or es se agli flame eski affirmation kar dy to ye pattern inversion ka sign ho skta ha. Significance of turning top example: Yeh candle design us time banta ha poke purchasers aik given time k doran cost ko down push kr deta ha. Compare shutting cost open k bht qareeb close hojati ha. Solid cost mein izafa ya kami k baad, turning top potential cost inversion ka signals dy sakti ha. Turning top above open k oper ya beneath close ho sakti ha. Compare dono costs hamesha aik dusry k qareeb hoti hein.Turning top aik candle design ha jis ki short genuine body hoti ha jo long upper aur lower shadows k darmyan hota ha. Is ki genuine body choti honi chahiye jo open aur close costs mein thora farq dekhata hai. Kyun k purchasers aur dealers dono ny cost ko agy barhaya compare usy keep up with nae rakh saky. Design hesitation ko show karta ha aur us k sath mazid sideways development bhi ho sakti hai. Umeed ha k aj ka subject ap sab doston ko zarur samjh yes ga ta k ap exchanging k doran is light ko pehchan saken aur us k baad he apni exchange ko dynamic karen ta k ap misfortune sy bach saken. Bullish inversion Turning top example Dear individuals ye design negative pattern k end primary help py banta ha or ye inversion ki nishani hota ha es k awful market bullish ho jati ha.laikin es se phly eski affirmation lazmi ha.eski affirmation ye ha k help muqam py phly turning top light bny bullish body k sth or phr us k awful usi time period principal next candle turning top ki shutting cost se opr close ho.
      • #4 Collapse

        WHAT IS SPINNING TOP CANDLESTICK PATTERN: Spinning top candle bhi aik single candle hoti hai, jo k umoman aik neutral candle tasawar ki jati hai. Ye candle small real body main hoti hai, jiss ka upper aur lower sides par small equal length k shadows hota hai. Japanese candlesticks baar chart ki nisbat iss waja se ziada pasand ki jati hai, q k ye candles un ki nisbat bohut ziada information reakhti hai. Baar chart aik timeframe ka open, close, low aur high prices dekhate hen, jab k candlestick open, close, low, high, bullish, bearish aur neutral values bhi dekhate hen. Candlesticks chahay single hon ya tadad main ziada hon, innki information ziada reliable hoti hai, jiss ko analyst ziada pasand karte hen. CANDLES FORMATION OF SPINNING TOP CANDLESTICK PATTERN:Spinning top candles umoman prices main ziada tar dekhaye dete hen, q k ye aik neutral candle shumar hoti hai. Ye candle aik hi waqat main market main buyers aur sellers ki equal taqat ki akasi karti hai, jo prices ko aik khas position par mutehkam rakhti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se hoti hai; Spinning Top Candle:Spinning top candlestick prices k darmeyan main ziada tar neutral hoti hai, jab k bottom aur top prices par trend reversal ki salaheyat rakhti hai. Ye candle aik small real body main hoti hai, jab k ye candle single hone ki waja se bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai. Candle k upper aur lower sides par shadow hota hai, jo k dono sides par size main equal hota hai. EXPLANATION OF SPINNING TOP CANDLESTICK PATTERN:Spinning top candlestick aik small real body main upper aur lower sides par small shadow ki hoti hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, jab k candle ki real body se upper aur lower sides par equally small shadows hote hen. Jab bhi stock ki prices par selected timeframe k mutabiq pehle aik side se ziada pressure par jata hai aur baad main dosri taraf se same pressure parta hai, to uss sorat main Spinning top candle banti hai, lekin buyers aur sellers ki market main equal pressure ki waja se candle ki dono taraf shadow ban jata hai. Spinning top candle dekhne main same high wave candle jaise hoti hai, lekin iss k upper aur lower sides ka shadow length main kam hota hai, jiss se dono candles k darmeyan bohut wazih faraq a jata hai. TRADING IN SPINNING TOP CANDLESTICK PATTERN: Spinning top candlestick single candle pattern honne ki waja se traders k leye wazih signal nahi deta hai, aur khas kar sideways market main to ye invalid ya neutral candle hoti hai. Ye candle prices k top ya bottom main main thori bohut moasar ho sakti hai, lekin uss k leye bhi confirmation ka hona zarori hai. Candle ki trading se pehle market main long term ki timeframe select karnw k baad prices k top ya bottom position dekh len. Uss k baad kuch indicators jaise CCI indicator aur stochastic oscillator par value dekh len jo k overbought ya oversold zone main hona zarori hai. Candle par trading ziada riski hai, iss waja se Stop Loss candle k bottom ya top se two pips below ya above set karen. CONCLUSION : In conclusion, spinning top candlestick pattern market ki movement aur price direction ke changes ko samajhne ke liye ek important tool hai. Lekin iska sahi istemal karne ke liye, traders ko acchi tarah se samajh lena chahiye ke iske signals ko kaise interpret karna hai aur market ke saath saath dusre technical indicators ka bhi sahara lena hoga. THANKS!!
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          individuals turning top flame ki short genuine body hoti ha jo k opr or nechy shadow k drmiyan hoti ha ye body negative ya bullish ho skti ha.turning top market principal hesitation ko zahir karti ha mtlb k purchaser or dealers equivalent power primary thy or market fundamental koe faisla ni ho ska.Jb market opr hai to merchant ny sell kia or opr ki trf wick ya shadow bn gyaor then again jb market nechy gai to purchasers ny purchase kia jski waja se nechy se wick bn gai or darmyan principal choti c body bni ha. individuals turning top flame ki short genuine body hoti ha jo k opr or nechy shadow k drmiyan hoti ha ye body negative ya bullish ho skti ha.turning top market principal hesitation ko zahir karti ha mtlb k purchaser or dealers equivalent power primary thy or market fundamental koe faisla ni ho ska.Jb market opr hai to merchant ny sell kia or opr ki trf wick ya shadow bn gyaor then again jb market nechy gai to purchasers ny purchase kia jski waja se nechy se wick bn gai or darmyan principal choti c body bni ha. Spinning top candle bhi aik single candle hoti hai, jo k umoman aik neutral candle tasawar ki jati hai. Ye candle small real body main hoti hai, jiss ka upper aur lower sides par small equal length k shadows hota hai. Japanese candlesticks baar chart ki nisbat iss waja se ziada pasand ki jati hai, q k ye candles un ki nisbat bohut ziada information reakhti hai. Baar chart aik timeframe ka open, close, low aur high prices dekhate hen, jab k candlestick open, close, low, high, bullish, bearish aur neutral values bhi dekhate hen. Candlesticks chahay single hon ya tadad main ziada hon, innki information ziada reliable hoti hai, jiss ko analyst ziada pasand karte hen. Spinning top candlestick aik small real body main upper aur lower sides par small shadow ki hoti hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, jab k candle ki real body se upper aur lower sides par equally small shadows hote hen. Jab bhi stock ki prices par selected timeframe k mutabiq pehle aik side se ziada pressure par jata hai aur baad main dosri taraf se same pressure parta hai, to uss sorat main Spinning top candle banti hai, lekin buyers aur sellers ki market main equal pressure ki waja se candle ki dono taraf shadow ban jata hai. Spinning top candle dekhne main same high wave candle jaise hoti hai, lekin iss k upper aur lower sides ka shadow length main kam hota hai, jiss se dono candles k darmeyan bohut wazih faraq a jata hai. Spinning top candlestick single candle pattern honne ki waja se traders k leye wazih signal nahi deta hai, aur khas kar sideways market main to ye invalid ya neutral candle hoti hai. Ye candle prices k top ya bottom main main thori bohut moasar ho sakti hai, lekin uss k leye bhi confirmation ka hona zarori hai. Candle ki trading se pehle market main long term ki timeframe select karnw k baad prices k top ya bottom position dekh len. Uss k baad kuch indicators jaise CCI indicator aur stochastic oscillator par value dekh len jo k overbought ya oversold zone main hona zarori hai. Candle par trading ziada riski hai, iss waja se Stop Loss candle k bottom ya top se two pips below ya above set karen.

          اب آن لائن

          Working...
          X