Identical three black crows:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Identical three black crows:
    Identical three black crows:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Identical three black crows:

    same
    3 black crows Assalamualukum dosto aj ham bat karein ga identical3 crows candle sticks pattern ka bara ma ya sample bearish pattern ha, iska matlab yha ha ab tezi ka wakt khata hogya ha or tezi ki shuruwat hona wali ha, ya three candle sa mil kar banta ha, isma pahli candle small bearish candle Stick hoti ha, ya kahei ka choti mandi ki candle. Ho skti ha, ya pinkcolour ki. Hoti ha, dusri candle. lengthy Bearish candle stick ho skti ha, ya bai redcoloration. Ki. Hoti ha Ya kahei choti mandi ki candle h o sakti ha yaha bi crimsoncolour. Ki. Hoti ha, ya hamedha chart ma lambi tezi ka terrible banta ha, is candle stick pattern bana ka bad tezi ka danger khatam hojata hain confirmation milnq ka awful faid azarur hoga. Formation of this patteren: Isma Jo pahli candle hoti ha small bearish candlestick hosakti ha ya choti mandi ki candle ho skti ha, iska horrific Jo dusri candle ha wo pahli candle ka closeprice ka bilkul bara bar khul a chaye, iska awful dusri candle a hello downtrend show karti ha or pahli candle Ka Jo Low ha uska necha ja kar naya low, Banati haiska horrific jab yha dusri candle near ho, yha dusri candle pahli candle ka high nahi torna chaye, yha dusri candle, small bearish candle stick ya long bearish candle stick ho sakti ha, ya kahei ka choti mandi ki candle ho sakti ha iska awful Jo third candle ha waha 2sri candle ka nearcharge ka bilkul bara bar khul a chaye iska terrible yha 3rd candle a hi. Mandi dikhati ha or dusri candle ka. Necha ja kar naya low. Banati ha, is wakt jab third candle near ho to ya pahli candle ka low price ka. Necha ja kar band hona chaye yha bohat zaruri ha, yha third candle dusri candle ka excessive nahi torna chaye yaha small bearish candle stick ho sakti ha, is pattern ma. Zaruri dihan rahna wali bag yha ha Jo 3no candle ma Jo decrease shadow hoti ha agar 3no candle ka nearfee or low price ek jasa ho ya bohat a hello bat ha,isma extent ka bhi bohat criticalposition hota, jas aka is sample ma Jo pahli candle ka extent hota ha us sa zyada volumethird candle ma hona chaye yani volume uptrend ma jata hue dikhaye Dana chaye, dusri candle ma quantity ka. Koi khas kordar nahi hota, iska sath hi ya sample ma pahli candle ya dusri candle ya tesri candle bearish marubozu candle stick bhi ho sakti hain, ap isko intraday chart day by day chart weekly chart or month-to-month chart ma dikhaye da sakta ha, ya bohat a hello tarah sa apna kam karta ha, jis din ya candle stick sample chart ma banta ha us din price a hello mandi sa sath hole down open hota hain jab asa ho hamara lie promoting karna ka ishara mil jata ha, yani ka supplier ki pakar mazbut hojati ha, agar ap intraday buying and selling karta hain to ap isa 5 minute 15 minute or hourly chart ki time body ma dekhie or ap is sa Acha munafa kama skata hain, or agar ap positional trading karta hain ap isa daily chart or weekly chart ma dekhie Iska sath entry lana : Man lijie kal chart ma identical three crows candles stick pattern tayar hogya tha or ajki Jo new candle ha a hi mandi ka sath khula ya gap down open ho or ya 3rd candle ka low ka necha ja kar band hojei to apko bazar bukwali karna ha, or sell karna ka for an bad 3rd candle ka high ka upar ka stop-loss lagana ha or agar ya pattern ka bad new candle gapdow open na ho to apko selling a krna karna ka lie yha dekhna Jo bhi new candle 3rd candle ka low ka necha Close ho to waha apna entry lani ha..
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Three Black Crows Pattern
      Three black crows pattern aik bearish trend reversal candlestick pattern hai, jiss ko price chart par sab se asani se pehchana ja sakta hai. Yeh pattern ziada tadad main nahi banta, lekin dekhne main ya nazar ane main sab se wazih pattern hai. Three black crows pattern price chart par musalsal bearish trend ke amal ko zahir karta hai. Prices k top ya bullish trend main zahir hone wala three black crows pattern teen lagatar bearish candles par mushtamil hota hai, jiss ki strong real body hoti hai, jab k candles k upper aur lower sides par shadow ya to bulkul hota hi nahi aur ya aik small si wick ho sakti hai. Pattern ki teeno candles lower low par close hoti hai, jo market ki downside par teezi dekhati hai.
      Candles Formation
      Three black crows pattern prices k top par teen musalsal bearish candles ka aik strong bearish trend reversal pattern hai, jiss main banne wali teeno bearish candles aik doasre k baad mutawater lower side par banti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Three black crows pattern ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo k prices k top par ya bullish trend k baad banti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, jiss k upper aur lower sides par shadow nahi hona chaheye, jab aik small si wick acceptable hai. Ye candle color main black ya red hoti hai.
      2. Second Candle: Three black crows pattern ki dosri candle bhi same pehli bearish candle ki tarah aik strong bearish candle hoti hai, jo k ziada tar aik marubozu candle hoti hai. Candle k upper ya lower sode par long shadow nahi hona chaheye, jab k ye candle bhi pehli candle k lower side par close honi chaheye.
      3. Third Candle: Three black crows pattern ki last ya third candle bhi pattern ki pehli do candles ki tarah aik bearish candle hoti hai, jiss k close open ki nibsbat lower sides par hona chaheye. Pattern ki ye candle aik strong bearish body wali hoti hai, jiss k upper ya lower side par bohut kam shadow hota hai.
      Explaination Three black crows pattern aksar bullish trend reversal main prices ko bohut teezi k sath bearish push karti hai. Ye pattern assets k prices par buyers k pressure ki kami jab k market main strong bullish pressure ki waja se banta hai. Assets k demand main kami se aksar prices teezi k sath bearish move karna shoro karti hai, jiss k nateejay main three black crows pattern wajood main ata hai. Ye pattern teen consecutive strong bearish candles par mushtamil hota hai, jiss main har aik candle apne se pechli candle k lower side par close hoti hai. Pattern ki teeno candles ka shadows nahi hone chaheye, lekin agar aik small wick small wicks bante hen, to bhi acceptable hai, jab k bagher shadow k Marubozu candles ka hona pattern se ziada mutabeqat rakhti hai. Trading
      Three black crows pattern prices main asani se pehchana ja sakta hai, jiss par market main sell ki entry ki ja sakti hai. Lekin pattern k leye long timeframe ka hona zarori hai, jab k candles ka strong real body main aur aik dosre k lower side par close hona chaheye. Pattern ki bearish confirmation candle k baad entry karen, lekin pattern k teeno candles ka strong hone par indicator jaise CCI indicator ya Stochastic oscillator se confirmation ki ja sakti hai. Inn dono indicators ki value overbought zone main hona chaheye. Pattern k baad bullish candle banne par trade ki entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se top candle par, ya candles long real body main hone ki waja se hight k mutabiq set kia ja sakta hai.
      • #4 Collapse

        Introduce of Three Black Crows Pattern AOA Ummidi karts hon Sab Theek Hon gy AJ Three black crows pattern aik bearish trend reversal candlestick PATTERN hai, jiss ko price chart par sab se asani se pehchana ja sakta hai. Yeh pattern ziada tadad main nahi banta, lekin dekhne main ya nazar ane main sab se wazih pattern hai. Three black crows pattern price chart par musalsal bearish trend ke amal ko zahir karta hai. Prices k top ya bullish trend main zahir hone wala three black crows PATTERN teen lagatar bearish candles par mushtamil hota hai, jiss ki strong real body hoti hai, jab k CANDLES k upper aur lower sides par shadow ya to bulkul hota hi nahi aur ya aik small si wick ho sakti hai. Pattern ki Sath Trad Len gy The Formation of Three Black Crows Pattern Dear jab bh Three black Crows pattern prices k top par teen regular BEARISH candles ka aik strong bearish trend reversal pattern hai, jiss main banne wali teeno bearish candles aik doasre k baad mutawater lower side par banti hai. Pattern main shamil candles ki formation say hi Three black crows pattern ki pehli candle aik strong bearish candles hoti hai, jo k prices k top par ya bullish trend k baad banti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, jiss k upper aur lower sides par Shadow nahi hona chaheye, jab aik small si wick acceptable hai. Ye candle color main black ya red hoti hai. Three black crows PATTERN ki dosri candle bhi same pehli bearish candle ki tarah aik strong bearish candle hoti hai, jo k ziada tar aik marubozu candle hoti hai. Candle k upper ya lower sode par long shadow nahi hona chaheye, jab k ye candles bhi Sath Sath Trad Len gy aor Three Black Crows PATTERN aksar bullish trend reversal main prices ko bohut teezi k sath bearish push karti hai. Ye pattern assets k prices par buyers k pressure ki kami jab k market main STRONG bullish pressure ki waja se banta hai. Asset's k demand main kami se aksar prices teezi k sath bearish move karna shoro karti hai, jiss k nateejay main three black crows pattern wajood main ata hai. Ye pattern teen consecutive strong bearish candles par mushtamil hota hai, jiss main har aik candles apne se pechli candles k lowered side par close hoti hai. Pattern ki teeno CANDLES ka shadows nahi hone chaheye, lekin agar aik small wick small wicks bante hen, to bhi acceptable hai, jab k bagher shadow k Marubozu CANDLES ka hona PATTERN say hi Trad Len gy Trading Stradgy Dear Jab bh Three black Crows PATTERN prices main asani se pehchana ja sakta hai, jiss par market main sell ki entery ki ja sakti hai. Lekin pattern k leye long timeframe ka hona zarori hai, jab k candles ka strong real body main aur aik dosre k lowered side par close hona chaheye. PATTERN ki bearish confirmation candle k baad entry karen, lekin PATTERN k teeno candles ka strong hone par indicator jaise CCI INDICATORS ya Stochastic oscillator se confirmation ki ja sakti hai. Inn dono indicators ki value overbought zone main hona chaheye. Pattern k baad bullish candle banne par trade Take profit and Stop loss say Len gu
        • #5 Collapse

          AOA Ummidi karts hon Sab Theek Hon gy AJ Three black crows pattern aik bearish trend reversal candlestick PATTERN hai, jiss ko price chart par sab se asani se pehchana ja sakta hai. Yeh pattern ziada tadad main nahi banta, lekin dekhne main ya nazar ane main sab se wazih pattern hai. Three black crows pattern price chart par musalsal bearish trend ke amal ko zahir karta hai. Prices k top ya bullish trend main zahir hone wala three black crows PATTERN teen lagatar bearish candles par mushtamil hota hai, jiss ki strong real body hoti hai, jab k CANDLES k upper aur lower sides par shadow ya to bulkul hota hi nahi aur ya aik small si wick ho sakti hai. Pattern ki Sath Trad Len gy The Formation of Three Black Crows Pattern Dear jab bh Three black Crows pattern prices k top par teen regular BEARISH candles ka aik strong bearish trend reversal pattern hai, jiss main banne wali teeno bearish candles aik doasre k baad mutawater lower side par banti hai. Pattern main shamil candles ki formation say hi Three black crows pattern ki pehli candle aik strong bearish candles hoti hai, jo k prices k top par ya bullish trend k baad banti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, jiss k upper aur lower sides par Shadow nahi hona chaheye, jab aik small si wick acceptable hai. Ye candle color main black ya red hoti hai. Three black crows PATTERN ki dosri candle bhi same pehli bearish candle ki tarah aik strong bearish candle hoti hai, jo k ziada tar aik marubozu candle hoti hai. Candle k upper ya lower sode par long shadow nahi hona chaheye, jab k ye candles bhi Sath Sath Trad Len gy aor Three Black Crows PATTERN aksar bullish trend reversal main prices ko bohut teezi k sath bearish push karti hai. Ye pattern assets k prices par buyers k pressure ki kami jab k market main STRONG bullish pressure ki waja se banta hai. Asset's k demand main kami se aksar prices teezi k sath bearish move karna shoro karti hai, jiss k nateejay main three black crows pattern wajood main ata hai. Ye pattern teen consecutive strong bearish candles par mushtamil hota hai, jiss main har aik candles apne se pechli candles k lowered side par close hoti hai. Pattern ki teeno CANDLES ka shadows nahi hone chaheye, lekin agar aik small wick small wicks bante hen, to bhi acceptable hai, jab k bagher shadow k Marubozu CANDLES ka hona PATTERN say hi Trad Len gy Trading Stradgy Dear Jab bh Three black Crows PATTERN prices main asani se pehchana ja sakta hai, jiss par market main sell ki entery ki ja sakti hai. Lekin pattern k leye long timeframe ka hona zarori hai, jab k candles ka strong real body main aur aik dosre k lowered side par close hona chaheye. PATTERN ki bearish confirmation candle k baad entry karen, lekin PATTERN k teeno candles ka strong hone par indicator jaise CCI INDICATORS ya Stochastic oscillator se confirmation ki ja sakti hai. Inn dono indicators ki value overbought zone main hona chaheye. Pattern k baad bullish candle banne par trade Take profit and Sto
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            IDENTIFICATION: Asslamoalaikum dear sir I hope aap sab khariyat sy hoon gy Forex tradings Marketing main Three black crows pattern aik bearish trend reversal candlestick pattern hai, jiss ko price chart par sab se asani se pehchana ja sakta hai. Yeh pattern ziada tadad main nahi banta, lekin dekhne main ya nazar ane main sab se wazih pattern hai. Three black crows pattern price chart par musalsal bearish trend ke amal ko zahir karta hai. Prices k top ya bullish trend main zahir hone wala three black crows pattern teen lagatar bearish candles par mushtamil hota hai, jiss ki strong real body hoti hai, jab k candles k upper aur lower sides par shadow ya to bulkul hota hi nahi aur ya aik small si wick ho sakti hai. Pattern ki teeno candles lower low par close hoti hai, jo market ki downside ko istemaal karty hen. EXPLANATION OF POST: Piyary friends Three black crows pattern prices main asani se pehchana ja sakta hai, jiss par market main sell ki entry ki ja sakti hai. Lekin pattern k leye long timeframe ka hona zarori hai, jab k candles ka strong real body main aur aik dosre k lower side par close hona chaheye. Pattern ki bearish confirmation candle k baad entry karen, lekin pattern k teeno candles ka strong hone par indicator jaise CCI indicator ya Stochastic oscillator se confirmation ki ja sakti hai. Inn dono indicators ki value overbought zone main hona chaheye. Pattern k baad bullish candle banne par trade ki entry nahi karni hotyi hey our yeh Pattren mukhtalif pannal par mushtamil hotaa hey.
            Dear members forex trading marketing Mei Three black crows pattern aksar bullish trend reversal main prices ko bohut teezi k sath bearish push karti hai. Ye pattern assets k prices par buyers k pressure ki kami jab k market main strong bullish pressure ki waja se banta hai. Assets k demand main kami se aksar prices teezi k sath bearish move karna shoro karti hai, jiss k nateejay main three black crows pattern wajood main ata hai. Ye pattern teen consecutive strong bearish candles par mushtamil hota hai, jiss main har aik candle apne se pechli candle k lower side par close hoti hai. Pattern ki teeno candles ka shadows nahi hone chaheye, lekin agar aik small wick small wicks bante hen, to bhi acceptable hai, jab k bagher shadow k Marubozu candles ka hona pattern se ziada mutabeqat tradings kar sakty hen our successful in the forex trading marketing Mei achy tareky sy proper response ky sath work karty hen our successful hoty hein our profite hasil karty hen.

            اب آن لائن

            Working...
            X