Head and Shoulder Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Head and Shoulder Pattern
    Head and Shoulder Pattern
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is Head and Shoulder Pattern head and shoulder pattern forex market mein aik kesam ka chart pattern hota hey jo keh forex markt kay trend kay reversal ko talash karnay kay ley estamal keya ja sakta hey yeh pattern forex market mein os time banta hey jab forex market ke trend oper ketaraf trade kar raha hota hey yeh pattern aam tor par new nechay ke trade talash karnay kay ley hota hey yeh pattern forex market mein up trend kay doran three kesam ke eaks ko identify karta hey or forex market ke 2nd peak say bhe high hota hey yeh forex market mein result kay tor par aik tasweer ko paish karta hey head and shoulder pattern es kahesa samjha jata hey yeh forex market mein reversal pattern kay naam say bhe jana jata hey jo keh forex market mein Double ya triple top pattern bearish ya bullish engulfing pattern kay naam say bhe jana jata hey rising wedge pattern falling wedge pattern yeh reversal jare pattern kay opposite chalte hey jare mein kuch mashhoor patern hein rising wedge, falling wedge triange pattern rectangle pattern , bearish flag pattern or bullish flag pattern shamel hein formation Head and shoulder pattern sab say pehlay rice action kay start mein sab say oper ka bullish trend hona chihay es kay bad head and shoulder tashkeelnahi ho sakte hey bain shoulder: yeh head and shoulder pattern mein sab say start ke peak hote hey jab forex market aik up trend mein aik chote ce peak banate hey forex market price aik chota sa nechay ke taraf trend banate hey Head: start mei kame kay trend kay bad bante hey yeh forex market mein os time banta hey jab forex trend mein start mein aik kame kay trend hota hy head kay start mein trend kay bad price mein kame start ho jate hey rally thore ce dair kay ley rehte hey bad mein bain shoulder say oper ke taraf barh jate hey dain shoulder: jab head banta hey to assert kam ho jata hey es kay bad kamee aik per ke taraf trend ko lay kar jate hey or es kay badkamee aik per ke taraf tren lay kar jate hey jo bain shoulderke level tak pohnch jate hey neckline: pattern ke neck line bain shoulder, head or dain shoulder kay lower hesay ko jor kar bante hey yeh oper ke dahlwan nechay ke dahlwan ya horizontal ho sakta hey Importance of Head and Shoulder Pattern forex market mein head and shoulder pattern neck line shamel hota hey laken yeh forex market mein es bat ka sabot frahm karta hey keh pattern reality mein head and shoulder pattern hota hey aik dosre wajah yeh hte hey keh pattern reality mein forex market ka head and shoulder pattern hota hey zyada tar tradeer head and shouldeer pattern kay darmean mein ditance ke pemaish kartay hein target ka tayon kartay hein Head and Shoulder Forex Chart analysis sab say pehlay aap ko es assert k forex chart kp daikhnay ke zarorat hote hy jo keh ap ko trade kar raha hey or es stage o daikho jes men yeh hey es tarah jab yeh bain head and shoulder ho to es ko daikhna bohut he moshkel hota hey es kay bad bain shoulder head wallay chart ko daikhna chihay keh yeh forex market mein agay kaisay increase hota hey ap ko neck line bhe draw karne chihay or dain shoulder ka intazar bhe karna chihay es kay bad ap ko yeh daikhna chihay or es bat ka intazar karna chihay keh yeh frex market mein es line say nechay jata hey ya nahi jata hey or wapes chala jata hey ap ko yeh daikhnay kay ley bhe intazar karna chihay keh yeh kahan par pohnch jata hey line kay nechay koi bhe katron ke taraf eshara frahm kartay hein
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      HEAD AND SHOULDER PATTERN:-
      "Head and Shoulders" ek technical analysis pattern hai jo stock market ya financial markets mein istemal hota hai. Is pattern se traders aur investors price movements ka analysis karte hain aur potential trend reversals ko identify karte hain.Head and Shoulders pattern typically ek trend reversal pattern hota hai, jo uptrend (price increase) ke baad downtrend (price decrease) ki taraf indicate karta hai. Is pattern mein generally teen prominent peaks hote hain, jo shoulders aur ek head ko represent karte hain. Yeh pattern price chart par visual representation mein ek human head aur uske shoulders ki tarah dikhta hai. Yahan main is pattern ke components aur unki wazahat dein ga:
      HEAD AND SHOULDER PATTERN KE COMPONENTS:-
      Left Shoulder (Bayen Kandha): Pehla shoulder uptrend ke baad dikhai deta hai. Yeh price movement typically upar ki taraf hota hai aur phir ek minor decline (kam honay wala price) hota hai, jo pattern ki left shoulder ko banata hai. Head (Sar): Iske baad price fir se upar jata hai aur ek higher peak tak pohochta hai. Yeh peak head ko represent karta hai. Head usually shoulders ke peak se higher hota hai. Right Shoulder (Dahen Kandha): Head ke baad ek aur decline hota hai, jo price ko neeche le jata hai. Is decline ke baad price phir se upar jata hai, lekin pehle shoulder ke peak se kam. Yeh peak pattern ki right shoulder ko banata hai. Head and Shoulders pattern complete hojata hai jab: (1)Left shoulder ke peak ko head ke peak se connect karte hue ek trendline draw ki jaati hai (neckline). (2)Right shoulder ke peak bhi is neckline ko touch karta hai. (3)Price neckline ko neeche se break karta hai, typically right shoulder ke neeche ja kar. Is pattern ki wazahat se traders aur investors yeh samjhne ki koshish karte hain ke market trend reverse ho raha hai aur downward movement shuru ho sakta hai. Pattern ki neckline ko break hone par, traders sell positions enter karte hain kyunki expected trend reversal down ki taraf hota hai. Lekin yaad rahe ke, yeh pattern hamesha perfect nahi hota aur false signals bhi ho sakte hain. Isliye, is pattern ko confirm karne ke liye aur bhi technical indicators aur price analysis ki zarurat hoti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X