Lagging Indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lagging Indicator
    Lagging Indicator
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Lagging Indicator Lagging indicator forex trading ka aik aisa tool hey jo keh forex trader kay ley pechle price action ka data estamal karnay ko tarjeh dayta hey jo keh forex market ka analysis karnay kay ley estamal keya jata hey lagging indicator bohut he pechay rehnay wala indicator hota hey jen say market kay trend entry or exit ka pata chalta hey trend saze mein forex market kay doran entry signal ay ley estamal keya ja sakta hey yeh forex market mein yeh zyada effective hotay hein tahum bohut say indicator ke movement honay kay bad hotay hein jes ke wajah say trader ko low profit he melta hey Example of lagging Indicator sab say zyada effective estaml hnay wallay indicator woh hota hey jo keh moving average say relate karta ho es mesalen SMA , EMA or MACD hote hein yeh tamam indicatr forex market kay alag formulas mein mokhtalef signal bananay kay ley kam kartay hein es kay elawah formulas andar explanation kay signal banakar estamal keya ja sakta hey parameter ko tabdel kar kay trader kay motabaq en indicator mein tarmeem ke ja sakte hey Simple Moving Average forex market mein simple moving average bhe lagging indicator ke aik mesal hote hey jo keh kese khas time frame kay sath financial instrument kay sath estamal ke ja sakte hey Exponential Moving Average Exponential moving average bhe forex market mein lagging indicator mein say aik hey or yeh simple moving average calculation ka result hota hey EMA prices ke tabdele kay haq mein he hote hey Moving Average Convergence Divergence MACD bhe aik pechay reh janay wala indicator hota hey jo mokhtalef kesam kay EMA kay darmean mein relation ko indicate karta hey
     
    bhali kay badlay bhali
    • #3 Collapse

      گ انڈیکیٹر سے مراد ایک ہسٹریکل ہوتا ہے جو کسی گزشتہ واقعے یا تبدیلی کو پیش کرتا ہے۔ یہ اکثر معیاری طور پر معلومات کا تجزیاتی استعمال کرتا ہ
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        FOREX TRADING ME LOGGING INDICATORS:-
        Lagging indicators, jo ke forex trading mein istemal hoti hain, woh woh indicators hain jo past price data ko analyze kar ke current market trends ya price movements ka pata lagane mein madad karti hain. Ye indicators price movements ke peechay chalne wale trends ko dikhate hain, lekin inka response time zyada hota hai. Yani ke in indicators ki information milne mein waqt lagta hai, jo ke market mein changes ho chuke hote hain. Lagging indicators ko "lagging" is liye kehte hain kyun ke inka istemal karke hum pichle price movements ki information par tawajjo dete hain, jabke market mein trends ya price changes pehle se hi ho chuke hote hain. Ye indicators traders ko historical data par focus karne ke liye madad dete hain lekin inka istemal short-term price movements ya sudden market changes predict karne mein kam mufeed ho sakta hai.
        Kuch common lagging indicators forex trading mein:
        Moving Averages: Moving averages pichle price data ki average ko calculate karte hain. Ye trend ko samajhne mein madad karte hain lekin inka response time slow hota hai. Bollinger Bands: Bollinger Bands price volatility ko measure karte hain aur price ke upper aur lower bands create karte hain. Price range ko identify karne mein istemal hote hain. MACD (Moving Average Convergence Divergence): Ye indicator moving averages ki convergence aur divergence ko measure karta hai. Trend changes aur momentum ke signals provide karta hai. RSI (Relative Strength Index): RSI price ke upar ya niche hone wali changes ki strength ko measure karta hai. Overbought aur oversold conditions detect karne mein istemal hota hai. Lagging indicators ki wazahat yeh hai ke ye past price data par mabni hoti hain, jin se trend aur market movements ka pata lagaya ja sakta hai, lekin unka response time zyada hota hai aur wo market ke current dynamics ko capture karnay mein kam madadgar ho saktay hain, khas kar short-term trading mein.

        اب آن لائن

        Working...
        X