Envelope indicator kia h??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Envelope indicator kia h??
    Envelope indicator kia h??
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam alaikum! dear members umeed ha ap sb khairiat se hn gy or ap forex forum se knowledge gain kar rhy hn gy. aj ki es post main hum indicators guide series main agy barhty hovy envelopes indicator ko study karen gy hum dekhen gy k ye kia hota ha or keys kam krta ha or ap ko es se trading main kesy help ho skti ha. WHAT IS ENVELOPES INDICATOR? Dear members envelopes technical indicators hoty hain jo k forex price chart py plot kiye jaty hain or eski upper or lower boundary hoti ha. Envelopes ki aam example moving average envelope hai jis main 2 moving averages hoti hain jo k upper or lower price range k levels btati hain. Traders overbought or oversold situation ka pata lgany or price ranges ko judge karny k lye envelopes ko use karty hain. Sell signal: Envelopes main agr price envelopes k upper band ko cross kr jy to esy overbought situation kaha jata ha or es ko sell ka signal mana jata ha. Buy signal: Envelopes main agr price envelopes k lower band ko cross kr jy to esy oversold situation kaha jata ha or esy buy ka signal consider kia jata ha.HOW ENVELOPES WORK? Dear members jb market less volatile ho to prices envelopes k darmyan move karti hain or agr ye inko cross kr jaen ksi bhi side py to hamen sell ya buy ki indication milti ha. magar hihgly volatile market main hamen moving averages zada periods ki use karni chahyen ta k hm fakeouts or fake signal se bhi bach saken. Ye infact support or resistance k idea py kam karty hain upper band ko resistance or lower band ko support kaha ja skta ha. of agr envelopes ko dosry indicators k sth technical analysis main use kia jay to es k bhtr result mil skty hain.What are the limitations of envelopes? Dear members baki sb indicators ki trha envelopes ki bhi kch limitations hain. Baz okat esa ho skta ha k price envelopes ki range ko break kr jati ha ksi bhi side main sell ya buy or ap es k signal py trade lety hain laikin price ap k mukhalif simt mn jati ha. es chz se bachny k lye apko chahye k envelopes k sth sth koe or indicator bhi istmal karen or sth sth price action ko use kr k rejection ya breakout ki confirmation k bad trade len
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      "Envelope Indicator" ek technical analysis tool hai jo market trends aur price volatility ko samajhne mein madad karta hai. Ye indicator price chart par upper aur lower bands create karta hai jo price movement ke around hoti hain. Envelope indicator price ki average ke upar aur niche deviated bands dikhata hai, jisse traders ko potential buy aur sell signals ka pata chalta hai.Envelope indicator mein do primary components hote hain: Upper Band: Upper band price ki average ke upar create hoti hai. Is band ki value typically standard deviation ya fixed percentage se calculate hoti hai. Jab price upper band se bahar nikalti hai, to ye ek potential overbought condition ya uptrend ka indication ho sakta hai. Lower Band: Lower band price ki average ke niche create hoti hai. Is band ki value bhi typically standard deviation ya fixed percentage se calculate hoti hai. Jab price lower band se bahar nikalti hai, to ye ek potential oversold condition ya downtrend ka indication ho sakta hai.Envelope indicator traders ko ye samajhne mein madad karta hai ki market kis level par overbought ya oversold ho sakti hai, aur trend reversal ya trend continuation ka potential pata chalta hai. Ye indicator aksar Bollinger Bands ke saath milakar istemal hota hai jo bhi volatility aur price ranges ko dikhate hain.Jaise ki har technical indicator, envelope indicator bhi khud-ba-khud trading decisions lene ke liye istemal nahi hota. Traders ko is indicator ko samjhna, uske signals ko interpret karna, aur dusre technical aur fundamental analysis tools ke saath milakar trading strategies develop karna hota hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X