Importance of channel in Forex Trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of channel in Forex Trading?
    Importance of channel in Forex Trading?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum aj is thread me apko me Pakistan forex trading ke ak bhot he important topic channel trading ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke Jo information me apse share Karo ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa Kare ge. Importance of channel in Trading;
    Forex market Jab Bhi move Karti hy tu woh Kisi Na Kisi trend line ya phir Kisi channel Mein move kar rahi Hoti Hai. forex market mein agar aap ny kamyabi Hasil karni hai to uske liye aapko right knowledge Hasil Karke kam karna hoga aur aapko ismein right learning Karke kam karna hoga tab hi aapko ess mein success mil sakti hai.market Jab Bhi movement Karti Hai To ismein right aik Trend ke through card hai aur channel oss movement ko kaha Jata Hai Jab market movement kar rahe hoti hai aur woh right aik line Mein vah mat kar rahi Hoti Hai Jis Tarah aap dekhte hain ky market 1 point for jaati hai aur wahan sy phir Wapas 1 point Tak aati hai aur phir Apna twist Leti Hai ess chij ko Channel ka naam Diya jata hai. trading karte shade Hamesha Hamen Aise pattern ko Jarur dekhna chahie tabhi Ham apni trading fayda Utha sakte hain aur apne liye acchi trading karte shade apni trading ko successful banaa sakte hain.J ab market main channel pattern create hota hai tou aesy time na hamain channel break hony ka wait kerna hota hai, ky agar ham market main channel pattern ko identify ker flights hain ky market gradually aik channel ko watch kerty huey movement ker rehi hai tou aesy waqat mein jesy hi channel break hota hai tou ham trade enter ker sakty hain ky channel main market upward break kerty tu buy ki trade aur agar downward break kery tu sell ki trade open ker ky acha profit hasil kia ja sakta hai.but ess method ki trading sy pehly market mein ess pattern ki identification bhout zaroori hy,jis ky baghair tradin Kerna possible ni he Trading parameters Forex mein jab bhi market ek channel main moment karti hay, ess mein hamein yeh faida ho jata hai ky hum only do lines ko analyze karte hein. jab market chanel ki top ko touch kary ya bottom ko ham support and resistance level par entery kar ky earning kar sakte hai lekin hamein hamesha wait karna chaiye ta ky market agar pattern cross kare to oss ka b pata chal jaye.ess tarah pattern complete ho jata hy aur trading place kerny ky leye yeh bedt time hota hy.f orex market main trade kerty huey in candles ki madad sy mwrket ki move ki achi forecast ker ky jab trade open kerty hain tou hamari trades profit main close hoti rehti hain.Jab b market prices lower trend ko hit kara to buy ha area. Jahan ham buy ki trade entry le sakta han. Aur jab market prices lower trend line ko hit kara to ye Sales area ha jahan for ham sell ki trade laga sakta han.jab market aik traf move kr laiti on aik jagaa aisi aati on keh WO two particulr trend line k center mein correction karnay lagti hey ess correction mein market 3 moves ya 5 moves k baad markets ess channel ko braek ker daiti he. Or Apna trend correct krti he.trading ky leye yeh ideal situation hoti hy,ess mein trading sy profit guaranteed hota hy.
    • #3 Collapse

      IMPORTANCE OF CHANNEL IN FOREX TRADING EASY TRADING Channel forex market mein tijarat ko asan banata hai. Yeh chart pattern hota hai jo currency pairs ki keemat ke aik had tak baqi rehne ki tendency dikhata hai. Is se traders ko tijarat karne mein madad milti hai. EXPERIENCE OF PRICE Channel forex market mein keemat ki tajarba hasil karne mein madad deta hai. Channel ki madad se traders ke liye asani hoti hai ke woh samajh sakein ke market kis taraf ja raha hai aur keemat kis range mein reh rahi hai. MARK FOR TRADING Channel forex traders ke liye trading ke liye nishan ki tarah kaam karta hai. Agar currency pair ki keemat channel ke andar aa jaye, to yeh trader ke liye kisi khaas action lene ka mouqa hota hai. INSTRUCTIONS ABOUT TRADING Channel forex market mein tijarat karne walon ko sahi raaste par le jane mein madad karta hai. Yeh traders ko samjhne mein madad karta hai ke market ka trend kis direction mein hai. MINIMUM RISK MANAGEMENT Agar channel sahi tareeqay se samjha jaye to, yeh traders ke liye risk ko kam karne ka zariya ban sakta hai. Isse traders ko ziada behtar entry aur exit points milte hain. TRADING STRATEGY Forex mein channel trading ki strategy banane mein madad deta hai. Traders isse price movement ko samjh kar apni trading ki strategy tayyar kar sakte hain. HISTORICAL ANALYSIS Channel traders ko historical analysis karne mein madad deta hai. Isse traders ko past price movements aur unke impacts ko samjhne mein madad milti hai. ENTRY AND EXIT POINTS Channel ki madad se traders ko entry aur exit points tayyar karne mein madad milti hai. Yeh unko sahi waqt par tijarat karne mein madad karta hai. In khason mein se kuchh aham tareeqon se channel forex tijarat mein ahmiyat rakhta hai, jo traders ko market ko samjhne, tijarat karne aur risk kam karne mein madad dete hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Aj is thread me apko me Pakistan Forex Trading me channel ki importance ke bare me btao ga .Forex market Jab Bhi move Karti hy tu woh Kisi Na Kisi trend line ya phir Kisi channel Mein move kar rahi Hoti Hai. forex market mein agar aap ny kamyabi Hasil karni hai to uske liye aapko right knowledge Hasil Karke kam karna hoga aur aapko ismein right learning Karke kam karna hoga tab hi aapko ess mein success mil sakti hai.market Jab Bhi movement Karti Hai To ismein right aik Trend ke through card hai aur channel oss movement ko kaha Jata Hai Jab market movement kar rahe hoti hai aur woh right aik line Mein vah mat kar rahi Hoti Hai Jis Tarah aap dekhte hain ky market 1 point for jaati hai aur wahan sy phir Wapas 1 point Tak aati hai aur phir Apna twist Leti Hai ess chij ko Channel ka naam Diya jata hai. trading card shade Hamesha Hamen Aise pattern ko Jarur dekhna chahie tabhi Ham apni trading fayda Utha sakte hain aur apne liye acchi trading karte shade apni trading ko successful banaa sakte hain.Jab market main channel pattern create hota hai tou aesy time na hamain channel abort hony ka wait kerna hota hai, ky agar ham market main channel pattern ko identify ker flights hain ky market gradually aik channel ko watches kerty huey movement ker rehi hai tou aesy waqat mein jesy hi channel breakhota hai tou ham trade enter ker sakty hain ky channel main market upward break kerty tu buy ki trade aur agar down break kery tu sell ki trade open ker ky acha profit hasil kia ja sakta hai.but ess method ki trading sy pehly market mein ess sample ki identification bhout zaroori hy,jis ky baghair tradin Kernapossible ni he.

        اب آن لائن

        Working...
        X