Dark cold cover candlestick pattern kia hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark cold cover candlestick pattern kia hai?
    Dark cold cover candlestick pattern kia hai?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    DARK COLD COVER CANDLESTICK PATTERN. My dear friends. Dark cloud cover candlestick pattern two days candlestick par mushtamil 1 bearish trend reversal pattern hai, jo ke prices k high peak area ya bullish trend main banta hai. Pattern ki khas bat ye hai k ye pattern dekhny me bullish thrusting line candlestick pattern ki tarah bullish aur bearish candles se mel kar bana hai, lekin bajaye trend continuation k ye pattern trend reversal ko zyada tarjeeh deta hai, jiss se prices same sabeqa trend ko hi follow karna shoro karti hai. Pattern ki pehli candle aik strong aur long real body main white ya green candle hoti hai, jab k dosri candle real body wali black candle hoti hai, lekin ye candle aik to bearish hoti hai, dosri ye candle white candle se above gap main open hoti hay. DARK COLD COVER CANDLESTICK PATTERN. FIRST CANDLE; Dark cloud cover pattern ki pehli candle aik long real body main bullish candle banti hai. Ye candle prices k top par ya high prices area main buyers ki dilchaspi dekhati hai, jo prices ko upper side par push karti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo k beal body k sath hoti hai. 2nd CANDLE; Dark cloud cover pattern ki dosri candle bearish trend wali candle hoti hai, jo k prices k direction ko badal deti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss ka open pehli candle k top par gap main hota hai, jab k close ussi candle k real body k centre se nechay hota hai. TRADING WITH DARK COLD COVER CANDLESTICK PATTERN Mery piary dosto.Dark cloud cover candlestick pattern dekhne main same meeting line pattern jaisa hota hai, lekin dosri bullish candle ka close point pehli candle k midpoint ya 50% se below hota hai, aur umoman ye pehli candle ka open point k qareeb hota hai. Ye trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banta hai. Ye pattern trend continuation pattern k muqabele main ziada successful nahi rehta hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai. Jab k dosri candle size main pehle candle k taqreeban barabar hoti hai, jiss ka open price pehli candle se above gap main hota hai aur closing price pehli candle k darmeyan se nechay hota hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k closing price se pehle close hoti hai, to ye pattern bullish on-neck pattern ban jata hai, jiss ki bullish trend continuation wali haseyat hoti hai.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Dark Cloud Cover Candlestick Pattern
      Dark cloud cover candlestick pattern two days candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k top trend k baad banta hai. Pattern aik bullish trend main uss waqat banta hai, jab market main aik bearish candle pechli bullish candle k ooper gap main open ho kar, aur real body banane k baad pechli bullish candle k real main darmeyan se thora sa nechay close ho jati hai. Pattern k mutabiq sellers market main ziada active ho jate hen, jo sabeqa bullish trend ko mustarad karte hen. Pattern ki dosri candle ka lazmi pehli candle k darmeyan se nechay aur open price se ooper close honi chaheye. Pattern ki dono candles shadow samet ho sakte hen, lekin dono candles ki real body lazmi honi chaheye.
      Candles Formation
      Dark cloud cover candlestick pattern ki dosri candle k bearish hone k baad market main investor trend badalne par majbor hote hen. Jiss se prices new semat bearish trend ko follow karna shoro karti hai. Pattern main shamil dono candles mukhtalif pattern ki hoti hai, jiss mein pehli candle bullish aur dosri bearish hoti hai, jiss ki tafseel darjazel tarah se hoti hai:
      1. First Candle: Dark cloud cover candlestick pattern main pehli candle aik bullish candle hoti hai, ye candle price k uptrend ko show kar rahi hoti hai, jo k white ya green color ki candle hoti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, yanni candle ki real body shadow se ziada hoti hai.
      2. Second Candle: Dark cloud cover candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k open to pehli candle k top par gap main hoti hai, lekin close pehli candle k real body k darmeyan se nechay hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, jo k bullish trend ko khatam karti hai, aur prices k bearish trend reversal ka sabab banti hai.
      Explaination
      Dark cloud cover candlestick pattern ko bearish trend reversal patteren ke tor par istemal kia jata hai, jo market mein musalsal ooper ki janib harkat karte howe prices main banta hai. Pattern k dosre din ki candlestick prices main waqfa dekhata hai, jahan bears market mein wapasi ki koshash karte hai. Pattern ka ahem nuqta yeh hai, k pattern ki dosri candle pehli candle k close price se ooper gap main open ho kar bearish real body banane k baad pehli candle k midpoint ya 50% se nechay close hoti hai. Pattern ye zahir karne ki koshash karte hen, k bulls market main control barqarar rakhne main nakam rahe hen, jiss se bears market ka control hasil karte hen. Pattern ki dono candles mukhtalif formate main hoti hai, jiss main pehli candle bullish aur dosri bearish hoti hai. Dono candles real body main lazmi honi chaheye jab k ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.
      Trading
      Dark cloud cover candlestick pattern prices main bears ki kamyab koshash ko zahir karti hai, jiss se prices bearish trend reversal ko follow karti hai. Pattern ki dono candles k closing price par aik dosre ko overlape karte hen. Pattern ki dosri candle pehli candle ki real body main lazmi close honi chaheye, q k bearish candle ki ye strong wapasi prices k trend reversal ka sabab banti hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur dosri bearish candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle k banne se ye pattern invalid ho jayega. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone se kam honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya dosri candle k open price se two pips above set karen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Introduce of Dark Cloud Cover Candlestick Pattern Aoa dear friend hopefully Ap Sab Theek hon gy Ess Dark cloud cover candlestick pattern two days candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k top trend k baad bantam hai. Pattern aik bullish trend main uss waqat banta hai, jab market main aik bearish candle pechli bullish candle k ooper gap main open ho kar, aur real body banane k baad pechli bullish candle k real main darmeyan se thora sa nechay close ho jati hai. Pattern k mutabiq sellers market main ziada active ho jate hen, jo sabeqa bullish trend ko mustarad karte hen. Pattern ki dosri candle ka lazmi pehli candle k darmeyan se nechay aur open price se ooper close honi chaheye. PATTERN ki dono candles shadow asaani Say kar Rahy Hein The Explanation of Dark Clouds Cover Candlesticks Dear Jab bh Dark cloud cover candlestick pattern ki dosri candle k bearish hone k baad market main investor trend badalne par majbor hote hen. Jiss se prices new semat BEARISH trend ko follow karna shoro karti hai. Pattern main shamil dono candles mukhtalif pattern ki hoti hai, jiss mein pehli candle bullish aur dosri bearish hoti hai, Ess Darker cloud cover candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k open to pehli candle k top par gap main hoti hai, lekin close pehli candle k real body k darmeyan se nechay hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, jo k bullish trend ko khatam karti hai, aur prices k ka Zarya Bany gi
        Trading Stradgy Dear Jab Darkes cloud cover candlestick pattern prices main bears ki kamyab koshash ko zahir karti hai, jiss se prices bearish trend reversal ko follow karti hai. Pattern ki dono candles k closing price par aik dosre ko overlape karte hen. Pattern ki dosri CANDLES pehli candle ki real body main lazmi close honi chaheye, q k bearish candles ki ye strong wapasi prices k trend reversal ka sabab banti hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur dosri bearish candles k bottom par close honi chaheye. PATTERNED k baad bullish candle k banne se ye PATTERN invalid ho jayega. PATTERN ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par values overbought zone Say Hi Kam Ho gy

        اب آن لائن

        Working...
        X