Hammer and hanging candlestick pattern Kia h..? jee ham bat krna ja rha ha Hammer Hanging Man candlestick pattern kya ha ya ak analysis mein aam istemal hone wale do important ishara hain jee aur candlestick patterns Ye ak patterns market sentiment aur paiso ki movement ke liye istemal hote hain.han aur Hammer ek bullish reversal candlestick pattern hain aur jo downtrend ke baad dikhai deta hain jee ha isi liya Is pattern mein candlestick ka body chota hota hain.jee ha aur ya week shadow body se lamba hota hain Yeh wick ka candlestick ke neeche extend hota hain.jeeasa hi ha aur woh generally 1 sa 3 times body ke size tak ho sakta hain.jabka aur be kafi Hammer ki shape jasa same hammer jaisa hota hain. jee ha aur jisme handle body ki taraf hota hain. wasa hi kabi bi asa hammer downtrend ke baad form ho toh iska interpretation hota hain jee ha isi liya smj jaya ka saler ki taraf se khridna ka kam ho raha hain.hanji aur ap kisi bi aur buyers ki taraf se recovery shuru ho sakti hain jee ha jasa ka market sentiment change ho raha hain je aur ap Hammer ki jankari ka puri tarha sa agli bar candlestick bullish hona chahiye jee asa hi aur ideally hammer ke high aga se start karke close hona chahiye jee asa thk samjha hain. Hammer candle stick pattern jasa ka ye candlestick bearish trend k end main appear hoti hain.jee ha asa hi or eski phchan ye ha hoti ha ka eski nechy se lambhi si wick hoti hain. jee ha asa aur choti si body hoti hain.isi liya isai lye ye dakhna main ak hammer jesi hoti hain jee ha aur dosra eski body bullish ya bearish ho skti haan. jee aur ager ya ak bullis body jasa ho to string pattern mana jata hain.aur next Candlestick design ek potential pattern inversion ka marker hota haian jee ha ap agar yeh fasla downtrend ke baad ak jasa nzar aya aur cost uper move kare to ap smj jaya iska matlab ho sakta hain ke selling pressure kam ho raha hain. jee ha aur phr market upturn course mein move kar sakta hain.jesa ka ak Hanging Man candlestick design bhi ek single ha aur agli candlestick development hain. jo downtrend ke baad seem hoti hain. jee han aur Is design ki pehchaan karne ke liye ye components dekhe bi bhot zruri ha asa ap aga ja sakte hain. aur bi asa Hanging Man design mein bhi candlestick ka body chota hota hain. jee ha n thk kha aur asa hi shadow lamba hota hain. aur Body upper side pe hoti hain. jasa aur shadow lower side pe hi expand hota hain. jee han asaa hi Shadow ki length aur body se zyada hoti hain. preferably 1 sa 4 times. ya aura asa Hanging Man design bhi downtrend ke baad dikhai deti hai jee han asa bi aur pattern inversion probability ko demonstrate karti hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим