what is negative volume index

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is negative volume index
    what is negative volume index
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    what is negative volume index NVI aik ghair marof sa technical indicator hey es nay asal target ke kai taqreeren ke hein forex market mein es tool kay pechay ka concept yeh hota hey keh yeh forex market kay volume ko daikh kar tabdele ke taraf eshara karta hey market mein smart pattern ke tarah kai kesam kay negative analysis bhe key ja saktay hein bashamol hedge fuund or investr bank mein he hotay hein institute kaybaray mein kheyal keya jata hey keh woh higher educated hein or market mein wasee tar effect ho sakte hein negative volume index ka ak important hesa es bat ko identify karta hey keh nechay deya geya chart NVI line ko indicate kartay hein EMA line ko negative dekhata hey NVI Indicator ka work jaisa keh oper batya geya hey yeh indicator nesbatan assan tarekay say kam karta hey jahan par kese assert kay volume ko dekhta hey es kay ley market mein smart paisay kay trend ko daikhna hota hey es sorat mein indicator daily trading volume ko dekhta hey jo es ko day trading kay ley mesale banate hey yeh zyada tar swing trader ya long period kay investor es cheez ko identify karte hey forex market mein tol ke tashreh bhe itni he asan hote hey NVI indicator 225 moving average say up chala jata hey bulls market zyada hota hey jab yeh indicator moving average say nechay hota hey bear market short hote hey Trading Example NVI indicator NVI indicator 225 moving average kay sath mel kar hallat ko daikh kar kam karta hey lahza ye long period noeyaat ke wajah say he hota hey day kay trader es ko zyada tar moamlat mein estamal nahi kartay hein es ke bajay woh multi time frame kay analysis ka estamal kartay hein time es ko zyada tar estamal kartay hein multi time frame analysis aik aisa amal hota hey jahan par aik trader trend kay analysis mein kai time frame ko amal mein layte hey aap daily kay chart say 4H kay chart par ja saktay hein es kay bad 1H or 15 minut ka chart hota hey kam har tool ke aik ache mesal hote hey nechay tesla stock ke aik mesal dekhay gay hey long period investor kay ley stock buy ka sab say best chance tha or sab say best time 9 June tha jab indicator NVI moving average say oper chla geya tha
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Negative volume index Dear forex trader Asslam o Alikum umeed krta hon ap kheriyat say on gy Positive Volume Index indicator key sath negative volume index ka indicator be use karna bahot zarori hay, negative volume index bilkul be positive volume index se opposite hota hay jo key market key negative volume ko count karta hay, previous day key muqabley me market jo be negative volume key sath move karta hay negative volume index indicator es ki proper calculation kar key signals provide karta hay agar previous day key sath current day me market ki negative volume zeyda ho to previous day ki tarha market ki current movement be bearish ho sakti hay. jab hum ais market mai technial par kaam karty hai to aus k liay humry pass bahot sary indicators hoty hai jin ki help se hum ko ais market mai pata chalta hai k ye market kaisy move kary gi aor ais mai abi kai strenth chal rahe hai jab hum ais market mai koi trade lagaty hai to hum aus k liay indicators use karty hai ya koi pattern dekh k trade lagaty hai aisy hi volume indicator hai jo hum ko ye bata raha hota hai k ais market mai agar hum ne trade lagani hai to hum ne ais mai kai dekhana hai aor aus k baad trade lagani hai kun k hum ko volume dekh k pata chal jata hai k ais market mai abi kitny log hai jo ais ko sell kar rahy hai aor kitny log hai jo ais ko buy kar rahy hai ais liay hum ko time k sath pata chalta rehta hai. Trading with Negative volume index Dear friends forex mai hamy negative volume ko samj kar kam karna chahey tab he hum achi earning hasil kar sakty hain forex aik bohat bara business hai hum is mai 24 ghanty mai sy kisi bhe time kam kar sakty hain hum isy apna professional career bana sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain . Real me 1 indicator hota hai jo negative value ko calculate Karke Hum logo ko batata Hai Aur Hum Log is so follow karke Agar Ling karte hain toh phir Hum Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai aur hum log iski madad se Kafi achha kar sakte hai aur iska Hum logo ko bahut jyada fayda Hota Hai

      اب آن لائن

      Working...
      X