Explain Bearish Stalled Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain Bearish Stalled Candlestick Pattern
    Explain Bearish Stalled Candlestick Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Explain Bearish Stalled Candlestick Pattern Assalam o Alaikum dear friends Stalled bearish pattern bhi "3 White Soldier" pattern ki tarah 3 white ya bullish candles par mushtamil pattern hai, jis ko deliberation pattern bhi kaha jata hai. Stalled bearish pattern me shamil 3 candles white real body wali honi chaheye, jis me 1st aur 2nd candle ki real body bari honi chaheye, jab k last me banni wali white candle ki real body small (Spinning Top candle) hoti hai. "Advance Block pattern" ki tarah stalled pattern bhi bullish trend k khatme ka ishara deta hai, jo k 3rd number par banni wali spinning top candle se zahir hota hai. Ye aam tawar par ziada qeematon wale area me ya bullish trend k baad paya jata hai.Stalled candle stick pattern aik teen bar candle stick pattern hey jo keh market mein anay wallay trend kay re versal janay k indicate karta hey yeh aam tor par bearish reversal pattern hota hey phir bhe es bat kay kave imkanaat hein or market mein kame kay doran stalled pattern ke taize ke mokhtalef shakal bhe zahair ho sakte hey Bearish Stalled Candlestick Pattern ki Pehchan Friends Stalled Candlestick Pattern me pehle candle stick aik bullish candle stick hey jes ke body aik long hey dosre candle stick taize wale hey jo keh increase hotye rehte hey dosree candle stick bhe fast wale hey woh bhe increase hoti rehti hey laken last candle stick say small hey 3rd candle stick sab say chote hey laken yeh bhe jare rehte hey laken pehlecandle stick ke onchai zyada nahe ho sakte hey har candle stick ko pechle candle stick kay moqablay mein open or close nahe hona chahiye har candle stick pechle candle stick say oncha open or close karna chihay teesare candle stick teesare candle stick ko dosre candle stick kay kareeb close hona chihay or open hona chihay or aik long wick hone chihay Explained Bearish Stalled Candlestick Pattern Forex Traders apko pata hona chahye k Stalled bearish pattern aik bearish reversal pattern hai, jo k 3 white candles par mushtamil hota hai. Ye pattern 3 White Soldier Pattern se candles ki real body me tadeeli ki waja se mukhtalif hai. Pattern me shmail 1st aur 2nd candles aik lambi real body wali white candles hoti hen, jo market me buying pressure dekhati hai. Pattern me shamil teeno white candles high pe close hoti hai. Pattern me banni wali 3rd candle aik small real body wali hoti hai aur aksar ye candle aik Spinning top candle hi hoti hai, jo k 2nd candle k high k sath close ho jati hai. 3rd candle qeematon k buying pressure ko khatam karti hai, jis se market ka agla trend reversal ho jata hai. Agar Spinning top candle 2nd candle se thore se gap me ban jaye to is candle ko "star" candle kaha jata hai Stalled bearish pattern agar high price area ya bullish trend k baad banta hai, to yahan se prices ka reversal hone k chances bahut ziada barh (increase) ho jate hen. Stalled bearish pattern me 3rd candle k baad sell ki entry karni chaheye. Trend confirmation k leye 4rth candle ka intezar karna chaheye, agar wo bearish banne k baad 2nd aur 3rd candle k lower close hoti hai,
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Bearish Stalled Candlestick Pattern. Bearish Stalled Candlestick Pattern ek technical analysis ka pattern hai jise chart analysis ke liye istemal kiya jata hai. Is pattern mein market ki bearish trend ko highlight kiya jata hai, jismein buyers ki power kam hoti hai aur sellers ki power zyada hoti hai. Is pattern ko dekhne se traders ko samajh aa jata hai ki market mein selling pressure zyada hai aur price ko niche ki taraf jata dekhne ki sambhavna hai. Bearish Stalled Candlestick Pattern Structure. Bearish Stalled Candlestick Pattern ka structure do candlesticks se bana hota hai: Pehla candlestick. Pehla candlestick bullish hota hai, jismein price mein increase hoti hai aur market ki bullish trend highlight hoti hai. Dusra candlestick. Dusra candlestick bearish hota hai aur ismein price mein koi movement nahi hoti hai. Yeh candlestick pehle wale candlestick ki high level ke barabar ya usse kam level par close hota hai. Bearish Stalled Candlestick Pattern Interpretation. Is pattern ko dekhkar traders ko pata chalta hai ki market mein selling pressure zyada hai aur price ko niche ki taraf jana sambhav hai. Yadi traders is pattern ko dekhte hue apne positions ko close kar dete hai, toh unhe loss se bachne mein madad milti hai. Is pattern ko dekhne se pata chalta hai ki market mein bearish trend hai aur traders ko selling positions mein enter hona sahi rahega. Yadi market mein selling pressure zyada hai toh price niche jana sambhav hai. More Important. Bearish Stalled Candlestick Pattern ek bearish trend ko highlight karne wala pattern hai, jismein selling pressure zyada hoti hai aur price ko niche ki taraf jata dekhne ki sambhavna hoti hai. Is pattern ko dekhkar traders apne positions ko close kar sakte hai aur loss se bach sakte hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X