Forex Trading Terminology : Currency Pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Terminology : Currency Pairs
    Forex Trading Terminology : Currency Pairs
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex Currencies Pairs
    Currencies pairs do mukhalif currencies jora ka hawala hota hai, jiss ko aik dosre k reference k tawar par istemal kia jata hai. Currency pair main shamil pehli currency ko "Base" currency kaha jata hai, jab k dosri currency ko ko "Quote" currency kaha jata hai. Currency k joron ka maqsad aik dosre se muazena karna hai, takeh ye pata chal saken k "Base" currency ki aik unit khareedne k leye kitne "Quote" currency ki zarorat hai. Forex trading main har aik currency pair ko teen horof main lekha jata hai. Misal k tawar par American dollar ko "USD" ya Canadian dollar ko "CAD" se zahir kia jata hai.
    Explain
    Currencies pairs par trading foreign exchange market main ki jati hai. Forex market international trading aur investing k leye khareed-wa-ferokht aur currencies ki tabdeelion k qabil banati hai. Aam tawar par forex market hafte k panch din aur din k 24 ghante open hoti hai. Forex trading main currencies ki mustaqil khareed-wa-ferokht ki jati hai. Currency ka jora khareedte waqat sarmaya kar basic currency ko khareedta hai, aur quote currency ko ferokht karta hai. Bid currency ki qeemat basic currency ki aik ikaye hasil karne k leye darkar qoute currency ki numayendagi karti hai. Dosri taraf jab currency pair ko ferokht kia jata hai, to trader base currency ferokht karta hai aur qoute currency ko khareedta hai. Isi tarah currency jore ki ferokht ki qeemat wo raqam hai jo aik qoute currency main base currency ki aik ikaye dene osol karta hai. Currencies pairs ki trading se murad aik currency ko buy jab k dosri currency ko ferokht karta hai aur ferokht karne par dosri currency ko khareedta hai.
    Base aur Quote Currency
    Forex trading market main currency unit ki qeematon ko currency k joron k naam se jana jata hai. Currency jore main pehli currency ko base currency jab k dosri currency ko qoute currency kaha jata hai. Currency jore ko aksar "desh ya hesh" cheh (six "6") horof k main lekha jata hai, jaise AAA/BBB currency jore main AAA base currency aur BBB qoute currency hai.
    Currency Pairs Examples
    Forex market main sab se ziada trade hone wali currency jora Euro aur American dollar ka hai, jiss ko EUR/USD bhi lekha aur kaha jata hai. Misal k tawar par aik XYZ person America se Europe jana chahta hai, lekin uss k pas sirf American dollars hen. Pher wo foreign exchange market jata hai aur apne American dollars ko European Euro main tabdeel karta hai. Jab exchanger usse kehta hai k qoute 1.200 hai, to iss ka matlab hai k 1€ (EUR) 1.200$ (USD) k barabar hai. Mandarja-bala example main base currency Euro (EUR) hai jab k qoute currency American dollar hai. Pher XYZ person aik 1€ ko khareedne k leye 1.200$ pay karega.
    Currencies Pairs Types
    Forex trading main istemal honne wale currencies ko American dollar k base par mukhtalif types main taqseem kia hai. Currency pairs ko Major currency pair, exotic currency pair aur minor ya cross currency pairs main taqseem kia gaya hai, jiss ki tafseel darjazzel hai; Major Currencies Pairs Major currencies pairs forex trading main shamil wo currency jore hote hen, joss main American dollar k sath in saat (seven "7") EUR, GBP, AUD, NZD, CAD, JPY aur CHF main se koi aik currency shamil ho. Ye currencies pairs forex market main sab se ziada trade keye jate hen. EURUSD currency pair sab se ziada trade hota hai, jo k taqreeban 80% se above hai. Major currencies pairs ka spread aur commission sab se kam hai. Minor / Cross Currencies Pairs Forex trading k wo currency jore jiss main American dollar shamil na ho lekin in saat (7) EUR, GBP, AUD, NZD, CAD, JPY aur CHF currencies main se koi aik shamil ho to uss ko Minor ya Cross currency pairs kaha jata hai. Minor ya cross currency pairs main ye saat currency joron ka apas main trading ki jati hai. Exotic Currency Forex trading k Exotic currency pairs American dollar to hota hai, lekin iss main shamil dosre currencies normal ya kam trade hone wale currency hote hen. Exotic currency pairs main dosre major saat currency shamil nahi hoti hen.
    Volitilety aur Spreads
    Currencies pairs ka volitilety aur spreads k sath bohut bara taluq hai. Forex trading main major currency pairs ki volitilety bohut ziada hoti hai, iss waja se ye bohut ziada trade hote hen, jiss se in pairs ki spreads kam hoti hai. Minor ya cross currencies pairs ki volitilety major currency pairs ki nisbat to kam hoti hai lekin exotic currency pairs ki nisbat ziada hoti hai. Minor currency pair ka spreads major currency pairs ki ziada hoti hai lekin exotic currency pairs ki nisbat bohut kam hoti hai. Exotic currency pairs ki volitilety bohut kam hoti hai, jiss se uss ka spread sab se ziada hota hai. Jinn currency pairs ki trading ziada hoti hai, unn ki volitilety bohut bhi ziada hoti hai, jiss se un ka spreads bohut kam hota hai. Jab k jinn currency joron ki trading kam hoti hai uss ki volitilety ziada hoti hai aur uss ki spreads bhi uss k mutabiq ziada hoti hai.
     
    • #3 Collapse

      Introduction of Forex Currencies Pairs Aoa Ummid karta hon Ap Sab Theek Hon gy AJ Currencies pairs do mukhalif currencies jora ka hawala hota hai, jiss ko aik dosre k reference k tawar par istemal kia jata hai. Currency pair main shamil pehli currency ko "Based" currency kaha jata hai, jab k dosri currency ko ko "Quote" currency kaha jata hai. Currency k joron ka maqsad aik dosre se muazena karna hai, takeh ye pata chal saken k "Base" currency ki aik unit khareedne k leye kitne "Quote" currency's ki zarorat hai. Forex trading main har aik currency pair ko teen horof main lekha jata hai. Misal k tawar par American dollar ko "USED" Say hi Trad ho gyJab ham Currencies pairs par trading foreign exchange market main ki jati hai. Forex market international trading aur investing k leye khareed-wa-ferokht aur currencies ki tabdeelion k qabil banati hai. Aam tawar par forex market hafte k panch din aur din k 24 ghante open hoti hai. Forex TRADING main currencies ki mustaqil khareed-wa-ferokht ki jati hai. Currency ka jora khareedte waqat sarmaya kar basic currency ko khareedta hai, aur quote currency ko ferokht karta hai. Bid currency ki qeemat basic currency ki aik ikaye hasil karne k leye darkar qoute currency ki numayendagi karti hai.Dosri taraf jab currency pair ko ferokht kia jata hai, to trader base currency ferokht karta hai aur qoute currency ko khareedain hai. Isi tarah currency jore ki ferokht ki qeemat wo raqam say hi Following ho gy The Formation of Forex Currencies Pairs Dear Ess FOREX TRADING market main currency unit ki qeematon ko currency k joron k naam se jana jata hai. Currency jore main pehli currency ko base currency jab k dosri currency's ko qoute currency kaha jata hai. Currency jore ko aksar "desh ya hesh" cheh (six "6") horof k main lekha jata hai, jaise AAA/BBB currency jore main AAA base Currency's Hi Len saken gy Ess FOREX Market main sab se ziada trade hone wali currency jora Euro aur American dollar ka hai, jiss ko EUR/USD bhi lekha aur kaha jata hai. Misal k tawar par aik XYZ person America se Europe jana chahta hai, lekin uss k pas sirf American dollars hen. Pher wo foreign exchange market jata hai aur apne American dollars ko European Euro main tabdeel karta hai. Jab exchanger usse kehta hai k qoute 1.200 hai, to iss ka matlab hai k 1€ (EUR) 1.200$ (USDA) k barabar hai.Mandarja-bala example main base currency Euro (EUROPE) hai jab k qoute currency American dollar hai. Pher CUZ person aik 1€ ko khareedne k leye 1.200$ Pay her Seat Ho gu Dear FOREX trading main istemal honne wale currencies ko American dollar k base par mukhtalif types main taqseem kia hai. Currency pairs ko Major currency pair, exotic currency pair aur minor ya cross currency pairs main taqseem kia gaya haiJab bh Majority currencies pairs forex trading main shamil wo currency jore hote hen, joss main American dollar k sath in saat (seven "7") EUR, GBP, AUDIO, NDX, CAD, JPY aur CHEF main se koi aik currency shamil ho. Ye currencies pairs forex market main sab se ziada trade keye jate hen. EUR USD currency pair sab se ziada trade hota hai, jo k taqreeban 80% se above hai. Major currencies pairs ka spread Minor / Cross Currencies Pairs Say hi Trading Mei Len gy Trading with Currencies Pairs Dear Jab bh FOREX TRADING k Exotic currency pairs American dollar to hota hai, lekin iss main shamil dosre currencies normal ya kam trader's hone wale currency hote hen. Exotic currency pairs main dosre major saat currency shamil nahi hoti hen.Currencies pairs ka volitilety aur spreads k sath bohut bara taluq hai. Forex TRADING main major currency pairs ki volitilety bohut ziada hoti hai, iss waja se ye bohut ziada trade hote hen, jiss se in pairs ki spreads kam hoti hai. Minor ya cross currencies pairs ki volitilety major currency pairs ki nisbat to kam hoti hai lekin exotic currency pairs ki nisbat ziada hoti hai. Minor currency pair ka spreadsheet Major currency pairs ki ziada hoti hai lekin exotic currency pairs ki nisbat bohut kam hoti hai. Exotic currency pairs ki volitilety bohut kam hoti hai, jiss se uss ka spread sab se ziada automatically Increas ho Jay ga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dear friends The Head and Shoulders pattern is a common chart pattern in technical analysis used to predict trend reversals in financial markets, such as stocks, currencies, or commodities. It is named after its appearance, which resembles a human head and shoulders and is often seen as a bearish reversal pattern, indicating a potential shift from an uptrend to a downtrend. Here's how the pattern is formed and what it signifies. 1. Left Shoulder: The pattern typically begins with an uptrend in the price of the asset. During this uptrend, there is a price peak that forms the left shoulder of the pattern. This peak is usually followed by a minor price decline. 2. Head: After the left shoulder, the price continues to rise, forming a higher peak known as the head of the pattern. This peak is usually higher than the left shoulder and often represents a significant resistance level. 3. Right Shoulder: Following the head, there is another decline in the price, followed by a smaller rally that forms the right shoulder. The right shoulder typically reaches a level close to that of the left shoulder, and it often signifies a weaker attempt to push the price higher compared to the head. 4. Neckline: The neckline is a horizontal line drawn across the lows of the left shoulder, head, and right shoulder. It acts as a key support level. The pattern is considered complete when the price breaks below this neckline. 5. Confirmation: To confirm the validity of the Head and Shoulders pattern, traders often look for higher trading volume when the price breaks below the neckline. Increased volume suggests that there is strong selling pressure, reinforcing the bearish sentiment. 6. Price Target: Traders often estimate a price target for the potential downward move by measuring the vertical distance from the head to the neckline and then projecting it downward from the neckline's breakout point. This gives an approximate target for where the price might reach after the pattern is confirmed. 7. Trading Strategy:

        اب آن لائن

        Working...
        X