Gap Pattern iN fOREX
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gap Pattern iN fOREX
    Gap Pattern iN fOREX
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction gap pattern aik aisa pattern jo keh forex market mein aik baghair bhare hve jagah hote hey technical analysis chart par aik gap aik aisay area ko wazah kar sakta hey Japanese candlestick chart par es ko aik window say bhe tabeer keya ja sakta hey oper ke taraf trend mein aik gap hota hey jab aik den ke sab say zyada price aglay den ke low tareen price low ho jate hey to nechay ke taraf trend mein gap os time banta hey jab aik den mein sab say low price boland tareen price say zyada hote hey mesal kay tor par aik hassas ke price Wednesday ko 30.000$ ke peak tak pohnch choke hote hey Thursday ko 31.000$ tak pohnch choke hote hey sedhaha dobara 31.45$ tak pohnch choka hey or 30.000$ ya 31.000 tak koi gap nahi hota hey yeh forex market mein zone par aik chart kay tor par daikha ja choka hey Types of Gap Gap ke 4 types hein to es gap ko chor kar jo stock ke sabaq divined mein janay kay ley hota hey or har kesam ka apna mazmaraat he hta hey lahza en kay darmean mein gap karnay kay kabel hona chihay Breakaway Gap Breakaway gap os time banta hey jab prices bher wallay area say alag ho jate hein breakaway gap triangle say alag ho jate hey to es ka matlab yeh hota hey keh jazbaat mein tabdele strong ho rehe hote hey to yeh forex market mein anay wale movement par nazar rakhte hey gap ke movement strong banate hey ager bhare hey to es say cha chance market es ke movement ko fill kar deya jay prices apnay trend ko start karnay say pehlay es gap ko fill karte hein Common Gap common gapjaisa keh area gap ya pattern gap hota hey es ko arze gap bhe kaha jata hey jab trading thoray say time kay ley support or resistance level kay sath jore hove hote hey market ke price aiktaraf barah rehe hote hey forex market mein trend na ope ke janab hota hey na he nechay ke janab bhe hota hey price mein activity tang range kay darmean mein he hote hey Exhaustion Gap yeh frex market mein aik movement kay end ke taraf eshara karta hey yeh forex maket mein bullish raftar sedhe line paish kadme ya kame say wabesta hote hey jab yeh bhare volume kay sath sab say oper banta hey to es bat ka khasa imkan hota hey keh market khatam ho jay ge trend stop ho jay ga jes ke wajah say kese or area ke taraqe Measuring Gap es gap ko bhagnay wala gap bhe kaha jata hey jo aam tor par prce mei tabdele kay half rastay par he hota hey yeh forex market mei bher kay area say attached nahi hote hey yeh aam tor par bullish paish kadme ya average mein hona ka zyada imkan hota hey es ka estamal es bat ka andaza laganay kay ley keya ja sakta hey keh forex market mein koi step kitna agay barhta hey bhagnay walla gap aam tor par kafe arsay tak fill nahi hota hey
     
    bhali kay badlay bhali
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Bhai, "Gap Pattern" forex mein jab price ek din se dusre din ke opening price se alag khulta hai, toh gap create hota hai, indicating sudden price movement, lekin confirm karne ke liye aur analysis zaroori hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X