WHAT is hammer candlestick pattern and it's USES.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    WHAT is hammer candlestick pattern and it's USES.
    WHAT is hammer candlestick pattern and it's USES.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    HAMMER CANDLESTICK PATTERN
    Introduction to topic: Hammer candlestick pattern aik technical analysis tool hai jo stock market mein istemal hota hai. Ye pattern price chart par aik specific shape banata hai jo traders aur investors ko price movement ko samajhny mein madad deta hai. Hammer pattern typically trend reversal ky liye istemal hota hai aur ye bullish pattern hota hai, matlab ky iska use uptrend ku baad any waly downtrend ko predict karny mein hota hai. Hammer Candlestick Pattern Ki identification: Hammer pattern ki identification iski shape sy hoti hai. Is pattern mein candlestick aik small body ky sath hota hai aur usky neechy lamba wick (shadow) hota hai. Jahan candlestick ki body bullish ya bearish ho, woh is pattern ki pehchaan mein important hota hai. Agar hammer pattern uptrend ke baad aata hai to yeh bullish hammer hota hai, jabky downtrend ke baad aane wala hammer bearish hammer kehlata hai. Hammer Pattern Ka Formula: High: Price ka highest point hammer ki body se liya jata hai. Low: Price ka lowest point wick tak measure kiya jata hai. Open: Is pattern mein open price usually close price se similar hota hai ya phir thoda sa above ya below ho sakta hai. Close: Close price typically open price se oopar ho ya phir open price ke qareeb hota hai. Open > Close Close > Low Close - Open

    اب آن لائن

    Working...
    X