what shooting star pattern ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what shooting star pattern ?
    what shooting star pattern ?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    "Shooting Star" ek bearish reversal candlestick pattern hota hai jo price chart par dikhai deta hai. Yeh pattern typically uptrend ke baad develop hota hai aur indicate karta hai ki market ka price reversal ho sakta hai aur bearish trend shuru hone ki possibility hai. Shooting Star pattern ka appearance ek star ke tarah hota hai jismein ek chhota body aur upper shadow hoti hai. Shooting Star pattern ko recognize karne ke liye, yeh key features hote hain: 1. **Chhota Body:** Shooting Star pattern ke body ka size chhota hota hai aur ideally body ke upper side par hone wala price movement body ke lower side par hone wale movement se zyada hota hai.2. **Long Upper Shadow:** Pattern mein upper shadow (wick) body se lambe hota hai. Yani ki, pattern ke upar ke taraf ki tail body se bahut lambi hoti hai.3. **No or Short Lower Shadow:** Pattern mein lower shadow missing hota hai ya fir bahut chota hota hai.Shooting Star pattern ka name isliye hai kyunki yeh ek tarah se star ki appearance rakhta hai jahan ek bright star ke niche ek lambi tail hoti hai.Trading strategy using Shooting Star pattern:1. **Identify the Pattern:** Price chart par Shooting Star pattern ko identify karna hota hai, jahan ek chhota body wala candlestick ke upper ek lambi upper shadow (wick) dikhe.2. **Confirmation:** Shooting Star pattern ko confirm karne ke liye, next candlestick ka behavior dekhna hota hai. Agar next candlestick bearish hai aur price downward move karta hai, toh yeh confirmatory signal ho sakta hai.3. **Entry:** Confirmatory signal ke saath entry lena hota hai. Yani ki, Shooting Star pattern ke baad next bearish candlestick ke upar sell trade lena hota hai.4. **Stop Loss:** Stop loss ko set karna bhi important hota hai. Traders ko trade ke entry point se thoda upar, recent highs ke upar stop loss lagana chahiye.5. **Target:** Target ko previous lows ya support levels ke paas set karna chahiye.Shooting Star pattern ek bearish reversal signal deta hai, lekin yeh pattern bhi 100% accurate nahi hota. Market mein risk aur uncertainty hota hai, isliye traders ko sabhi factors ko samajhkar, saath hi saath risk management ka bhi dhyan rakhkar trading decisions lena chahiye.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Shooting Star Candle
      Shooting star candlestick jaise single candles bhi baaz awqat price chart par dosre candlestick charts pattern ki tarah k asarat rakhte hen, jab bhi ye candles prices k top ya bottom par bante hen. Shooting star candle bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banti hai. Shooting star candle k aik small real body hoti hai, jiss ka upper side par aik lon shadow banti hai. Ye shadow Shooting star candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Shooting star candle ki real body k lower side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki real body ka lower aik "Bozu" candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada lamba na ho jiss se candle ki hososeyat tabdeel ho jaye.
      Candles Formation
      Shooting star single candle honne ki waja se ye zarori nahi hai, k dosre patterns k tarah ye candle lazmi kisi aik color main ho. Shooting star candle bullish trend main ya high price main banti hai, jis ki information darjazzel tarah se hoti hai; Shooting Star Candle: Shooting star candle prices k top main bullish trend main banti hai, jiss k baad bearish trend reversal ho jata hai, to iss waja se ye candle kisi bhi color main ho sakti hai, lekin agar ye bearish ban jaye to ye bearish trend reversal pattern se ziada mutabeqat rakhti hai.
      Explaination Shooting star candle jo k prices k top aur bullish trend k baad banne par brearish trend reversal pattern ka kaam karta hai, inverted umbrella family se taluq rakhni wali aik single pattern candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath upper side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Candle k real body k lower side par aik small si wick to acceptable hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher lower shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Shooting star candle ki real body bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle k leye color ka hona zarori nahi hai, lekin iss ki position ziada zarori aur aham hai. Trading
      Shooting star candle jo dekhne main aik inverted T jaise lagti hai, prices k top ya bullish trend main banne par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle bearish trend ya low prices par banne wali Inverted hammer candle ki tarah hi hoti hai, lekin prices ki position change hoti hai. Shooting star candle ki inverse Hanging Man candle hoti hai, jo k same bullish trend main bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Shooting star candle par trade entry se pehle iss ki bullish trend ya top prices position ka hona bohut ziada zarori hai. Ye aik single pattern candle hone ki waja se trade k leye bohut riski hai, iss waja se aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, trader next bearish candle par market main sell ki entry kar sakte hen. Stop Loss candle ki sab se upper position ya candle ki shadow k top se two pips above set karen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        INTRODUCE OF SHOOTING STAR CANDLESTICKS PATTERN Aoa dear jab Ess SHOOTING star candlestick jaise single candles bhi baaz awqat price chart par dosre candlestick charts pattern ki tarah k asarat rakhen hen, jab bhi ye candles prices k Top ya bottoms par bante hen. Shooting star candles bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banti hai. SHOOTING star candle k aik small real body hoti hai, jiss ka upper side par aik lon shadow banti hai. Ye shadow Shooting star candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Shooting star candle ki real body k lower side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki real body ka lower aik "Bought" candles hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada HiSHOOTING star single candle honne ki waja se ye zarori nahi hai, k dosre patterns k tarah ye candle lazmi kisi aik color main ho. SHOOTING star candle bullish trend main ya high price main SHOOTING Star Candle: Shooting star candle prices k top main bullish trend main banti hai, jiss k baad BEARISH trend reversal ho jata hai, to iss waja se ye candle kisi bhi color main ho sakti hai, lekin agar ye BEARISH bany gi..... THE FORMATION OF SHOOTING STAR CANDLESTICKS PATTERN Dear jab bh SHOOTING star candles jo k prices k top aur Bullishness trend k baad banne par brearish trend reversal pattern ka kaam karta hai, inverted umbrella family se taluq rakhni wali aik single pattern candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath upper side par aik long Shadow rakhti hai. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Candle k real body k lower side par aik small si wick to acceptable hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher lower shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. SHOOTING star candle ki real body bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle SHOOTING star candle jo dekhne main aik inverted T jaise lagti hai, prices k top ya bullish trend main banne par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle bearish trend ya low prices par banne wali Inverted hammer candle ki tarah hi hoti hai, lekin prices ki position change hoti hai. Shooting star candle ki inverse Hanging Man candles hoti hai, jo k same bullish trend main bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Shooting star candle par trade entry se pehle iss ki bullish trend ya top prices position ka hona bohut ziada zarori hai. Ye aik single pattern candle hone ki waja se trade k leye bohut riski hai, iss waja se aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, trader next bearish candle par market main sell ki entry kar sakte hen. Stop Loss candle ki sab se upper position Sayy hi le saken gy.....

        اب آن لائن

        Working...
        X