Bearish Engulfing Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Engulfing Pattern
    Bearish Engulfing Pattern
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is Bearish Engulfing Pattern Bearish Engulfing pattern forex market mein strong tareen signal paida karta hey jab yeh up trend kay end par zahair hota hey to yeh pattern 2 mokamal candlestick ke tashreeh kar kay banaya ja sakta hey pehle candlestick bullish pattern ke end ke strength ko zahair karte hey yeh aik chote bullish candlestick hote hey jes ka sie different bhe ho sakta hey laken yeh bhe zarore hey keh es candlestick ke body es kay bad ke candlestick engulfing ho ho jate or es ko mokamal tor par cover kar layte hey Doji or dosree chote bullish candlestick sab say strong signal ko paida karte hein kunkeh yeh majodah trend mein market kay ghair faisla ken honay ko zahair karte hein es pattern mein dosree candlestck bhe reversal signal dayte hey yeh candlestick aik long red candlestick par moshtamel hote hey jo taza nechay ke price ke raftar ko paida karte hey es bearish candlestick ko pechle close candlestick kay oper open ho jate hey pechle candlestick kay nechay ache tarah say close hona chihay or seller kund gan ke qowart ko pechay chornay ke akace karte hey zyada tar price mein jare kame say pehlay hote hey or bearish candlestick say agay gerte hey signal itna he strng hota hey Trade with Engulfing Pattern zail mein EUR/USD ka daily chart deya geya hey jo keh forex market mein upper kay trend kay oper hesay mein zahaire shape ko identify karte hey agerchay trend against trade karnay monasab nahi hota hey laken reality mein reversal hotay hein laken reality mein tamam trader ko yeh malooom karnay kay kabel hona chihay kes es kay zahair honay ka imkan kab hota hey nechay deya geya chart dekhata hey Euro ko saraha ja raha hey wahan say out nekal raha hey mazeed yeh keh relative strength index bearish signal ko identify karte hey Risk Management Entry trader ko bearish candlestick kay lower darjay kay nechay rehnay ka intazar karna chihay ya serf low say kam nechay rehnay kay ley order day saktay ho stop loss stop ko recently swing kay oper rakha ja sakta hey kunkeh yeh step ko fake kar day ga or risk o reward ratio ka maqool risk frahm karta hey Target/Take Profit chonkeh bearish Engulfing candlestick pattern long nechay kay trend kay aghaz ke taraf eshara karte hey yeh serf low say nechay kam karnay ke taraf order day saktay hein es ley yeh faida mand hota hey keh start mein take profit level ke taraf eshara karna chihay mazeed nechay kay ley bhe open ho sakta hey es ley take profit level ko adjust karen ya phir trilling stop ko set kar saktay hein
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Bearish Engulfing Candlestick Pattern
      Bearish engulfing candlestick pattern hamesha prices k resistance level par us wa1at banta hai, jab bhi financial market mein buyers market k top control mein hote hen. Financial market main kisi stock ya assets ki prices same barqarar nahi rehti hai. Jab bhi supply ya demand main kami beshi hoti hai, to stock ki prices par bhi uss ka impact parta hai. Supply main izzafay se hamesha assets ki qeematen gerti hai, jab k demand main izzafay se qeematen main izzafa hota hai. Supply aur demand ka ye sisela chalta rehta hai, jiss se assets ki prices bhi up and down hoti rehti hai. Forex trading main supply aur demand ka andaza humen price chart par candles ki pattern ki shape main melta hai, jiss main long real body wali candles humesha aik strong indication dete hen. Jab bhi kisi assets ki stock main bohut ziada izzafa waqea hota hai, to uss waqat demand main kami k chances ziada ho jate hen. Aksar long candlestick jaise bearish engulfing pattern main dosri bearish candle hoti hai, bohut ziada strong reaction deti hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai.
      Candles Formation
      Bearish engulfing candlestick pattern prices chart par do candles ka aik bearish trend reversal pattern hai, jo k high prices ya uptrend main banta hai, jahan se prices k downtrend main badalne k chances hote hen. Pattern strong bearish signlas deta hai, q k dosri bearish candle pehli candle ko mukamal hazaf kar deta hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Bearish engulfing candlestick pattern ki pehli candle bullish trend k mutabiq hoti hai, q k ye bullish trend main akhari candle hoti hai, iss waja se ye aik real body wali white candle hoti hai. Ye candle upper side par close hoti hai, jiss ka close price open price se ooper hota hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.
      2. Second Candle: Bearish engulfing candlestick pattern ki dosri candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k market main low demand ki waja se banti hai. Ye candle pehli candle k top gap main open ho kar ussi k bottom se below close hoti hai. Bearish candle bhi shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai, lekin real body main ziada honi chaheye, jiss se ye candle pehli candle ko mukamal apne andar engulf kar deti hai.
      Explaination
      Bearish engulfing candlestick pattern candles k opposite direction main same aik bullish harami candlestick pattern jaisa dekhaye deta hai. Ye pattern prices k top ya bullish trend main banne par bearish trend reversal ka kaam karta hai. Ye pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices main bullish trend continuation ka kaam karti hai, lekin ye candle pattern ki last candle hoti hai, q k iss baad pattern ki dosri candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k upper gap main open ho kar ussi k bottom se below close hoti hai. Dosri candle pehli candle ko apne andar mukamal jazap kar leti hai, aur price chart par maojoda trend ka khatema kar deti hai.
      Trading
      Bearish trend reversal pattern asal main aik single candle pattern hai, q k pehli candle to normal bullish teend k mutabiq hoti hai, lekin dosri candle long real body aur strong banne se prices par hawi bhi ho jati hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai. Pattern par trading se pehli prices ka top area ya bullish trend main lazmi honi chaheye, jab k pattern k baad aik confirmation candle ki bhi zarrorat hoti hai. Confirmation candle aik to bearish candle honi chaheye aur dosra ye candle dosri bearish candle k bottom par close honi chaheye, jo k real body main hoti hai. CCI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main honi chaheye, jab k pattern ka Stop Loss sab se upper position ya dosri candle k open price se two pips above set karen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        **Bearish Engulfing Pattern in Forex** **1. INTRODUCTION Bearish Engulfing Pattern, yaani girawat wala engulfing pattern, forex market mein ek aham candlestick pattern hai. Is pattern mein do consecutive candles hoti hain jo ke market direction ko indicate karte hain. **2. Kya Hota Hai Bearish Engulfing Pattern?** Bearish Engulfing Pattern mein pehli candle ek uptrend ki taraf indicate karti hai, jo ke generally ek choti body wali green (bullish) candle hoti hai. Dusri candle, jo ke isse directly follow karti hai, uski body pehli candle ki body ko puri tarah engulf karti hai aur ye typically ek badi body wali red (bearish) candle hoti hai. **3. STRUCTURE AND PURPOSE** Is pattern ka maqsad market mein possible reversal ki indication dena hota hai. Pehli candle ki upar wali movement se traders ko lagta hai ke uptrend continue hoga, lekin dusri candle ke bearish movement se trend ki reversal ki possibility barh jati hai. **4. UNDERSTANDING THE PATTERN** Bearish Engulfing Pattern samajhne ke liye, traders ko candlestick chart par tawajjo deni hoti hai. Pehli candle ki body, dusri candle ki body ko puri tarah engulf karte waqt, market sentiment change hone ka indication hota hai. **5. APPLICATION** Traders is pattern ko market analysis mein istemal karte hain. Agar ek bearish engulfing pattern uptrend ke baad appear karta hai, to yeh sell (short) ki indication deta hai aur traders downtrend mein dakhil ho sakte hain. **6.APPLICATION IN DIFFERENT MARKET CONDITIONS** Bearish Engulfing Pattern different market conditions mein istemal kiya ja sakta hai, lekin iska istemal badey trend changes ko identify karne mein khaas tor par kiya jata hai. **7. CAUTION** Har pattern ki tarah, bearish engulfing pattern bhi khud mein ek confirmation signal nahi hai. Traders ko is pattern ke saath aur technical analysis tools ke saath confirmations dhundhne chahiye. **8. Maqasid aur Stop Loss** Bearish Engulfing Pattern ke maqasid aur stop loss levels traders apni trading strategy ke hisab se set karte hain, taki woh potential loss ko manage kar sakein. **9. TREND IDENTIFICATION** Is pattern ko samajhne ke liye trend identification zaroori hai. Agar uptrend ho to bearish engulfing pattern bearish reversal indicate karta hai. **10. CONCLUSION ** Bearish Engulfing Pattern, forex market mein trend reversal ki possibility ko highlight karne wala ahem tool hai. Traders ko is pattern ko samjhna aur sahi tarike se istemal karna maharat aur practice se hasil hota hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X