Explanation of RSI in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of RSI in forex trading
    Explanation of RSI in forex trading
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    INTRODUCTION OF RSI:- Friends Jab Ham different important indicators ko istemal karke Apne technical analysis ko perfect Karte Hain To Aisi situation mein humein maximum advantages Mil sakty hain aur ham apni trading per bahut hi best results produced kar sakty hain aur apne profit ko maximize kerny ke liye consistently hardworking ki zaroorat hoti hy.indications aik estimate aur prediction hoti hy jis sy guideline ly ker trend ko identify kiya ja sakta hy.jitne bhi professional traders hein woh sab RSI use kartey hein aur yeh professional traders hi ziada use kartey hein yeh bohot hi ziada old indicator hey aur mein samjhta hun keh agar hum is indicator ki demo account par achi trha se practice kartey hein aur isko learn kartey hein to yeh hamari trading mein bohot hi ziada helpfull sabit hota hey aur hum is se bohot hi achi earning kar saktey hein.RSI indicator sab sy ziada use honey wla indicator hai because isy samjhna asan hia auer isky zariye ham market ki movement asani sy predict kr sakty hian.agar aap market Mein Kamyab Hona chahte Hain To aapko is market ki is indicator ki importance ko understand karna hoga aur time ke sath sath iski proper learning Karni Hogi.market mein sucess hasil kerny ky leye RSI ko follow kerny sy bhot sey trader market mein achy trader ban chuky hein. CHARACTERISTICS OF RSI:- Dear fellows relative strength index indicator ko study Karte Hain To yah aapko market ke do different level se related bahut hi perfect information share kar raha hota hai jismein aapko market Mein overbought situation aur over sold situation se related analysis karne mein yah indicator aapke liye bahut helpful Hota Hai Jab market 30 level aur 70 level ke andar apni movement kar rahi Hoti Hai To Aisi situation main aap market mein perfect results produce kar sakte hain.Market mein koi bi trader RSI ki importance ko ignore nahi ker sakta. ess ko samajny ky leye RSI ky working range aur ess ky parmeters ko calculate kerny ki zaroorat hoti hy.Jab prices bahut increase ho Jaati Hai hain Jab Kisi chij Ko purchase Karne Waly increase ho Jaate Hain To Uske rates may automatically increase a Jata Hai is position ko Ham over bought situation Kahaty hein Jo Humko yah indicator batata hai ki market Mein Ab over bought condition chal rahi hay. iska aek level hota hai jis mein yeh limit 70 ko cross Karta Hai tab yah position market Mein create hoti hy.Ess condition mein sell ki trademarket mein place kerny sy traders ko profit ho sakta hy.ess ky against jab prices bahut Low a Jaati Hain aur uss mein sellers ki tadad increase ho jaati hay,ess condition ko Ham over sold position kahaty hein. RSI indicator ess particular position ko indicate karny key liye level 30 ki limit ko indicate karta hy. Jab yah is level ko touch Karta Hai To ess ka matlab Yahi hota hai ky market Mein prices bottom level ko touch kar rahi hai aur ab ess condition mein buy ki trade sy profit liya ja sakta hy.yeh indicator market ma neutral state ko b show karty hain jis sy trader ko andaza ho jata hay ky trade ko es time par hold rakhna hay kyu ky market neutral hoti hay aor koi b trade open karna traders k leye loss ki reason ban sakti hy.ess condition mein market ki kio clear direction identify ni ho sakti. TRADING WITH RSI:- Forex trading mein traders ko RSI Ki study sy hi market ki up wards movement ka indication milta hay aur pata chalta hay ky market mein kya trends chal rahay hain aur kis time per kon ce trade profitable ho sakti hy. agar market trend change karne ki state mein ho to oss particular time bhi is indicator Mein hidden divergence ban rahi hoti hai Jin ko dekh kar aap ess marketmein enter sakte hain.RSI ki range kay according trade place kerny ke liye aap ko ess indicator ki study kerna hogi kyun ky is indicator per trade karnaeasy hai aur is indicator ko aap jis timeframe mein use kar sakte hain ismein aap ko positive results mein help ho sakti hay.jab tak aesa perfect point na mil jaye trade place nahi kerni chehye.ess indicator ki reading ko follow ker ky mostly traders sucess hasil kerty hein ,ess leye forex market mein ess indicator ko special importance dee jati hy.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X