Parabolic SAR indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic SAR indicator
    Parabolic SAR indicator
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What Parabolic SAR Indicator Parabolic SAR Indicator Welles Wilder nay develop keya hey Parabolic SAR say morad price or time par mbne trading system hota hey welled nay esay Parabolic SAR system ka naam deya hey SAR say morad stock or reversal ka system hota hey jo keh system mein estamal honay walla real indicator hota hey time kay sath sath trend kay barhtay kay sath sath SAR price ko agay increase karta hey Understand SAR parabolic Indicator SAR price ko follow karta hey or es ko forex market kay trend ko follow karnay wala indicator samjha jata hey yeh aik forex market kay nechay kay trend ko reversal jana start kar dayta hey es kay bad SAR prices ko follow karta hey jes say trilling stop ya stop jare barhta rehta hey jab tak oper ka trend apni jagah par rehta hey dosray lafzon mein SAR apni jagah par nahi barhta hey prices kay increase honay kay sath apni jagah par rehta hey os kay sath SAR up trend mein kabhi nahi rehta hey profit ke jare safe rakhta hey stop loss k kam karnay kay ley trend against trade mein madad karta hey jo keh forex market mein SAR kay nehay aa jate hey or SAR kay jare trend ko care karte hey SAR trilling stop kay sath low prices ko identify karta hey stop jare gerta rehta hey jab tak nechay ka trend barhta hey kunkeh SAR kabhi bhe nechay kay trend mein nahi barhta hey yeh short position mein profit mein jare position ke care karta hey SAR parabolic Day Trading Strategy SAR parabolic ka estamal karna kafe zyada asan hota hey or ap ko bas es ko lago karnay ke zaroorat hote hey aap acceleration factor ya acceleration ke imit ka analysis kar sakta hein or pehlay say tay shodah element ke limit 0.02 or 0.2 he hey zyada tar trader pehlay say tay shodah number ko estamal karnay ke tarjeh daytay hein jaisa keh tamam indicator ke tarah wahan par kai chezen hote hein jo ap ko jananay ke zaroorat hote hey sab say pehlay oscillator ko yeh jananay kay ley estamal kar saktay hein stop loss kahan par he hota hey dosra jab tak yeh indicator estamal keya ja sakta hey or yeh bhe hamaisha tajveez keya jata hey keh aap es ko dosray tools kay sath bhe estamal kar saken or Fibonacci retracement kay sath mell kar bhe estamal karen Parabolic SAR Trend follow Trend ko follow karna aik trading strategy hey jahan ar koi aik aisa assert buy karta hey jo pehlay say tashkeel shodah oper ke taraf barah raha hota hey r aik aisa assert buy karta hey jo pehlay say tashkeel shodah nechay ke taraf chal raha hota hey or es ka maksad es time trend follow hota hey jab tak price reversal start na kar sakay Parabolic SAR best indicator mein say ik indicator hota hey jes ko aap trend ko follow kartay time estamal kartay hein mesal kay tor par ager aap bullish ko trend ko follow kar rahay hotay hein t aap es ko time kay sath kaim kar saktay hein ese tarah ager aap gertay hovay assert ko follow kar rahay htay hein mesal kay tor par aap bullish ke trade ko foolow kar rahay hotay hein jab tak SAR parabolic nechay na chala jay price ka yeh action nechay chhart par dekhay dayta hey
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. Parabolic SAR indicator Parabolic SAR (Stop and Reverse) ek technical analysis indicator hai jo ke market trends ko identify karne mein madad deta hai. Ye traders ko samjhne mein madad karta hai ke market kis direction mein move ho raha hai. Parabolic SAR ek line ko chart par plot karta hai, jis ka matlab hota hai ke aapko kis taraf trade karna chahiye. Is indicator mein, price movement ko consider kar ke dots ko chart par plot kiya jata hai. Agar dots price ke neeche hain to ye bullish trend ko show karte hain, jabke agar dots price ke upar hain to ye bearish trend ko indicate karte hain. Jab market trend reverse hota hai, dots ki position bhi reverse ho jati hai. Parabolic SAR ka formula samjhne se aapko iska concept samajhne mein madad hogi. Yeh indicator price movement aur acceleration factor (AF) ke combination se calculate hota hai. Initial mein, dots price movement ke against plot kiye jate hain, lekin jab price trend continue hota hai, dots apni position gradually change karte hain. Parabolic SAR ka main purpose ye hai ke ye traders ko potential entry aur exit points provide kare. Agar aap bullish trend mein hain to aapko dots price ke neeche plot kiye jayenge, jis se aapko trade ko hold karne ka indication milta hai. Jab bearish trend mein dots price ke upar hote hain, to ye sell karne ka indication ho sakta hai. Iske sath hi, Parabolic SAR ek trailing stop-loss tool bhi hai. Jab price trend move karta hai, dots bhi move karte hain, jis se stop-loss level bhi adjust hota hai. Ye traders ko help karta hai ke woh profits lock kar sakein jab market trend reverse hota hai. Parabolic SAR ka istemal akele na karen. Isko dusre indicators aur analysis tools ke sath istemal kar ke hi trade karna behtar hai. Iske bawajood, ye indicator market trends ko samjhne aur trades ko manage karne mein madadgar ho sakta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X