What is low volume pullback in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is low volume pullback in forex trading
    What is low volume pullback in forex trading
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam o elikum INTRODUCTION Friends kya haal hai aapki ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahen khush rahe aur mahfuj Rahen aaj jis topic per Ham discuss karenge vah Hai low volume ine fore x trading ek important topic hai jisko samajhna bahut important hai ki trading market mein low volum tab paida hote hain aur use mauke per traders ko kya careful hokar trading Karni chahie ya vate karna chahie isko Ham understand karne ki koshish karen DETAILS OF LOW VOLUME PULL BACK Forex trading market mein low volume pull back support ki jaane ek technical correction hota hai jo average ki bajay volume ki jyada low hone ki vajah Hoti Hai ismein traders yah dekhte hain ki market reversal mein wapas Nahin a Rahi balki uski moment uap trend mein ho rahi hai isliye traders apna profit margin badha lete hain yah dusre alfaaz hue apna take profit jyada pip per set kar dete Hain market mein ek important baat jo ki market weak ho jaane se average low volume jyada weak ho jata hai aur vah support se upar hi rahata hai market dobara up trend mein Chali jaati hai agar market mein high volume dec line a jaaye to market mein short term reversal a sakta hai to market mein up trend ke bad Jo short term dis line ya reversal aata hai usko Ham pull back ka naam dete Hain MORE EXPLANATION Forex trading market mein trend ke opposite direction daily basis per Jo movement Hoti Hai yah low volume ki surat mein hoti hai aur is ke sath yah normal fluctuation ki vajah se bhi hoti hai jiski vajah se market jald hi pullback Kar jaati Hai aur market reversal moment ki bajay mazeed up side mein moment start kar deti hai aur jab market mein high volume spike karta Hai To yah traders isko exit signal ka ke taur per lete hain aur ISI Tarah ine signal ki vajah se vah market se exit ho jaate Hain aur jab end per yah result nikalta hai ki current trend ke end mein reversal aane wali Hai To vah asal mein pull back hota Hai TRADING STRATEGY Forex market mein kam karte hue jab traders pullback strategy ke sath trading karte Hain To vah is koshish mein hote Hain ki market mein thodi si weekness hai to vah market mein entry Le saken aur per lo volume pullback unko isiliye bhi jyada suitable lagta hai kyunki Is Tarah risk and reward ratio unko apne liye bahut suitable mahsus hota hai aur vah support ke sath hi apna stop loss set kar lete hain aur is time per long term trading Karne wale traders Buy ki entry Laga dete Hain kyunki Is Tarah unko market se achcha profit hasil ho sakta hai
     

    اب آن لائن

    Working...
    X