what is trend trading in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is trend trading in forex
    what is trend trading in forex
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction forex market kay teen kesam kay hallat mein say aik trend trading hote hey or trend zyada tar sab say zyada strong hotay hein trader kay ley forex market aikkhas hallat hote hey jen mein say aik important trend hota hey yeh forex market mein anay wallay time kay ley ghair yaqene hote hey or jab es trend kay majood honay ke koi wajah hote hey jaisa keh central bank mein ezafa kar raha hey or inflation ke tadad mein bhe ezafa ho raha hey jes ke wajah say trader central bank mein ezafay kay ley omeed rakhtay hein or es mein montaqee tor par mazeed prices mein ezafa hta ja raha hey or inflation kay sath yeh trend bhe jare rehtay hein laken forex trading mein boht say dosray pehlaon ke tarah trend darja bande ke bhe aik kesam hote hey or trend ko zahair karnay kay kuch tareekay bhe ho saktay hein trend trading ka maksad strong trend ka analysis karna hey bad mein es step ke direction or strong trend ka analysis karna hey low par buy or zyada sell karna aik porana tareka hey or en k zyada tar hallat kay doran trader ko shamel keya jata hey what is trend trading yeh forex market mein new trader kay ley aik important sticking point hey laken aap ko 5 minut ka chart par aik trend ka analysis karna chihay laken yeh fee ghanta kay ya daily kay chart par indicate ho raha hey es say mokama tor par alag ho sakta hey or intermediate trder kay ley bhe daily chart ko indicate kar raha hey jo zyada tar swing ke strategy kay ley bhe estamal hota hey sab say pehle cheezen trader ko es bat ke taraf yaqeen hona chihay keh woh apple say apple ke base par markt kay setup jaiza lein or es maksad ke taraf barhnay kay ley forex market ka aik tareka kar or strategy hote hey yeh trend trading strategy kay ley khas tor par important bhe ho sakta hey kunkeh trader zyda tar forex market ka jaiza lay kar entry kayy ley new trade mein enter ho saktay hein or aik short trade kay ley low par buy or zyada par sell karna chihay Trend trading with moving average darja bade kay trend ke trading kay baray mein jananay ka yeh sab say zyada aam tareka hota hey yahan par chand maqbolkesam ke moving average hote hein jen ko trader estamal karen gay 200 day ke moving average zyada aam mein say aik hote hey yeh sab say zyada makbol kesam ka indicator hota hey jes ko bohut say trader apnay chart par rakhen gay to pricesab say zyada moving average ko talash karnay mein jab forex trend end mein porsakon ho jata hey trade bohut he long period tak moving average ko sakon day sakte hey price es indicator say por sakon ho jate hey jes ko bohut say trader apnay chart par rakhen gay j keh tajarba kar new trader kay ley hote hey 200 day ke moving average ka negative pehlo yeh bhe ho sakta hey keh market mein price close honay paish e nazar market mein zyada kabel e amalnahi ho sakta hey t price boht he long period tak moving average say oper charah sakte hey jab frex market mein trend finally porsakon ho jata hey or aik strong trend filter ho sakta hey or forex markt mein price es indicatr say bht he door movement karte hey or kai technicalmakreen boht zyada makbol tareen indicator ho sakta hey es ko trader trend ke tashkhees kay moamllay mein lago kar saktay hein
     
    bhali kay badlay bhali

    اب آن لائن

    Working...
    X