what is tweezer top explain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is tweezer top explain
    what is tweezer top explain
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    "Tweezer Top" ek candlestick pattern hai jo market analysis mein istemal hota hai. Is pattern mein do consecutive candles hote hain jo ek hi price level par close hote hain, lekin unke tops alag alag hote hain. Yeh pattern typically uptrend ke baad aata hai aur bearish reversal ya trend reversal ki indication deta hai. Tweezer Top Pattern Ki Tafseel: Tweezer Top pattern ki tafseel niche di gayi hai: Pehli Candle (Bullish): Pehli candle ek bullish candle hoti hai jo uptrend ko represent karti hai. Ismein buying interest hoti hai. Dusri Candle (Doji or Small Bearish): Dusri candle choti body wali hoti hai ya doji hoti hai. Agar doji hai toh iska matlab hota hai ke buyers aur sellers ke beech uncertainty hai. Agar body wali hai toh woh pehli candle ki body ke neeche hoti hai. Tweezer Top Pattern Ka Tashreeh: Tweezer Top pattern ka tashreeh yeh hai ke jab market mein price ek level par pohanch kar rukta hai aur do consecutive candles ke tops alag alag hote hain, toh woh bullish trend mein reversal ki possibility bata sakta hai. Yeh pattern traders ko indicate karta hai ke buying interest kam ho rahi hai aur price neeche jana mumkin hai. Tweezer Top Pattern Ka Trade Tariqa: Tweezer Top pattern ko trade karte waqt yeh steps follow kar sakte hain: Trend Ka Pata Lagayein: Pehle toh trend ko identify karein. Tweezer Top pattern typically uptrend ke baad aata hai, is liye pehle trend ko confirm karein. Doji Ki Confirmation: Dusri candle doji hai ya small bearish candle hai, toh uski confirmation ke liye doosre bearish indicators ya patterns ka istemal karein. Support/Resistance Levels Ko Check Karein: Agar Tweezer Top pattern kisi important support level ke qareeb bana hai, toh woh is pattern ki credibility ko barha sakta hai. Volume Ko Dekhein: Trading volume ko check karein. Agar doji ke saath high volume hai, toh yeh indicate kar sakta hai ke trend reversal hone ki sambhavna hai. Stop-Loss Aur Target Levels Set Karein: Apne trade ke liye stop-loss aur target levels set karein taa ke aap apni trading capital ko protect kar sakein aur target profit achieve kar sakein. Risk Management Ka Istemal Karein: Hamesha risk management ka istemal karein. Apne trades mein sirf chhote hisse ko risk karein. Tweezer Top pattern ko samajhne aur us par trade lene ke liye practice aur experience zaroori hai. Is pattern ko istemal karne se pehle backtesting aur demo trading se familiarize ho jana bhi faida mand ho sakta hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      WHAT IS TWEEZER PATTERN: Dear forex community forex trading mein sucess Hasil karna chahte hain tu apko ess tarah ki sari information ka pata hona chehye. ess leye mein aap kay sath kuch information share karna chahta hun aor sb say pehly aap ko tweezer top ki definition say start krta hun.Jab market apni top positions per jati hai or usk bad aik esi candlestick banti hai jahan per last candlestick close hui thi same usi point say next candlestick bearish trend ki form hoti hay tu oss point ko aap tweezer top khety hain. Last bullish closing candlestick or next bearish candlestick ka point or shadows same point same hona chehye.yah candlestick support and resistance level ke upar form hoti hy tu phir ess ki accuracy kya ho sakti hai, tu iske liye aap ko sab sey pahle support and resistance level ki calculation Ka Pata Hona chahie phir oss kay baad aap properly iski accuracy find out kar sakte hain, aur aapko pata chal sakta hai ya kaun se level ko touch kar sakti hai.ess calculation ky baad order place kerna easy ho jata hy. CHARACTERISTICS OF TWEEZER TOP PATTERN: Dear fellows ess busineess mein kamyabi ki shart sirf hard working aur knowledge gain kerna hy.forex trading mein Jab candle sticks patterns per jab tweezer top ka trends hota hay tou iss situations may market mein bullish trend chal raha hota hay, uss time market may up wards trends hota hay jo traders ko trading karney Kay liye market ki movement key according trade open karni hoti hay.forex trading may hamein kamyab trading karney Kay liye bohat zayada efforts Kay saath saath learning aur information ki zarorat hoti hay.tweezer Top sa morad ha k jab two candles pehli hamasha bullish aur second hamasha bearish ho aur bullish ka high taqreban ya bilkul bearish candle k high equal ho. Is pattern k according market jahan per close hoi waheb sa he nicha i. Tweezer top pattern strong signal tab hoga jab ye uptrend k bad ae.weezer top tweezer bottom ky inverse hota hai ky jab market continuously upward movement kerty huey kisi bhi time frame main candle without reversal close ho jaey aur next candle wahan sy open hoty hi downward movement start ker dy aur bearish candle complete ho tou aesy pattern ko tweezer top kerty hain aur aesy time per market main down Trend main movement expected ki jati hay aur ham sell ki trade enter ker ky profit hasil ker sakty hain.yeh pattern uptrend mein appear hota hay aur ess mein 1st candle large aur bullish hoti ha jb kay second candle bearish aur small body wali hoti ha. ess mein both candles same hight ki honi chaian ya unki body same high level par honi chaiay. yeh pattern normaly resistance ya high trend lines k kareeb appear hota hay.aur traders ess ko identify ker ky positive trading ker sakty hein. WAY FORWARD: My friends yahan yeh baaat lazmi mind mein rakhni chehye ky koi bi indicator ya pattern 100 percent accurate reading ya prediction nahi dy sakta.ess leye complete reliability dangerous result bi dy sakti hy.ess leye zaroori hy ky always smal lot sy trading ki jaye aur stop loss ko apni trading ka mein lazmi use kerna chehye. tweezer top uptrend ma us waqt show hota ha jb buyers prices ko higher push kartay hain lakin session k end par further top push nhi kar saktay, is ma bulls highest price k above buy karnay par agreenhi hotay but agar tweezer top ko bearish engulfing pattern ya dark cloud cover pattern follow karain tu yeh ziada reliable bn jay ga.after all traders ko order place kerny ky leye kisi na kisi pattern ya indicator ko follow tu kerna parta hy.ess leye forex business mein mein ess pattern ko bhout importance di jati hy aur traders mostly ess pattern ko follow ker ky acha profit earn kerny mein sucessfull ho jaty hein.

      اب آن لائن

      Working...
      X