Homing pigeon Candlestick Pattren.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Homing pigeon Candlestick Pattren.
    Homing pigeon Candlestick Pattren.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Homing Pigeon Candlestick Pattren: Homing Pigeon candlestick pattern ek technical analysis tool hai jo kefiyat ke mutabiq market trend ka andaza lagane mein madadgar sabit ho sakta hai. Yeh ek reversal pattern hai, jo ke uptrend ya downtrend ke baad market ki mukhalif manzil ki taraf ishara karta hai. Candles Formation: Homing pigeon candlestick pattern ik bearish trend reversal pattern hai jo do candles par mustamail hota hai jis ki formation ap ko darja zail Tara sy hoti hai. First Candle: Homing Pigeon pattern do candlesticks se bana hota hai. Pehli candlestick ek long bearish candle hoti hai jo bearish trend ko darshata hai. Second Candle: Dusri candlestick ise follow karti hai, lekin range mein kam honay ke bawajood close pehli candlestick ki body ke andar ya qareeb hoti hai. Explanation: Is pattern ko "Homing Pigeon" is liye kaha jata hai kyun ke yeh candlesticks jese kabutar ki raftar par asar andaz hoti hain, jo aksar apni ghar ki taraf laut kar chala jata hai. Isi tarah, market ki raftar mein bhi ek palatav hoti hai jab yeh pattern nazar aata hai Agar market uptrend mein ho aur Homing Pigeon pattern nazar aaye, to yeh ek bullish reversal ka ishara ho sakta hai. Yani ke bearish trend ke baad ab market mein bullish trend shuru ho sakta hai. Trading With Homing Pigeon Candlestick Pattren: Is pattern ki sahi tasdeeq ke liye, traders ko volume aur dusri technical indicators ki taraf tawajjo deni chahiye. Kabhi kabar yeh pattern galat tashkil mein bhi nazar aata hai, is liye is ke akhrajat ke faislay se pehle tafsil se tajwezat karna zaroori hai Homing Pigeon candlestick pattern market analysis mein ek ahem tool hai. Lekin, iska istemal sirf dusri technical tashkheesat ke sath hi kiya jana chahiye. Is pattern ki malumat hasil kar ke traders market ke mukhtalif scenarios ko behtar samajh sakte hain aur maqool faislay kar sakte hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Homing pigeon Candlestick Pattern. Hello dosto Homing pigeon candlestick pattern asa pattern hai jo 2 candlestick par mabni hai or es ma ik large candlestick banti hai or second candlestick choti hoti hai or ye pehle ki body k andar he banti hai. Both candlestick ka colour ik he hona chahe. Ye pattern ye information deta hai k market ka current trend weak par chuka hai or market apna trend change karny wali hai.2 session wala homing pigeon pattern zayada flexible ni hota. Ye pattern harami pattern ki tarha hai but es ma ik farak hai k ye 2 candlesrick par mabni hota hai. Bhot sary patterns ki tarha ye pattern b price target provide ni karta. Asa b ho sakta hai k price fast move kar jae or asa b ho sakta hai k serf kuch pip ki he movement ho. Price target k lae trader ko risk reward method ko use karna chahe. Explanation of Homing pigeon Candlestick Pattern. Hi friends homing pigeon pattern se related aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain. no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam karte hue different important market patterns ko study Karke apni trading per reply karte hain To Ham maximum advantages Hasil karne ki position Mein a sakte hain. Agar Ham different market patterns ko properly apni trading per reply Nahin Karte to ismein hamare liye bahut jyada problem ho sakti hain aur ham kabhi bhi Forex trading Mein successful trader Nahin Ban Sakte homing pigeon pattern se related main bhi aapse kuch important information share karna chahta hun jisse a junior member ke liye bahut jyada help ho sakti hai aur vah apni trading Mein iska istemal Kitni Hui Hai apne account ki safety ko maintain kar sakte hain aur apni trading ko bhi effective aur profitable banaa sakte hain.Agr es pattern k bad market bull ma move kar jae to asi sorat ma hamy stoploss homing pigeon pattern k low point par set karna chahe. Agr trader es pattern ko downward continuation k tor par use karna chahty hain to enko tb tak wait karna chahe jb tak price homing pigeon pattern sy low move na kar jae or es sorat ma unko stop loss homing pigeon ka high point set karna chahe. Bearish and Bullish Homing pigeon Candlestick Pattern. Mere pyare aziz dosto Bearish homing pattern bhi hamare liye kimati hota hai kyunki ham is se downtrend mein trading karte hain aur yah pattern hamen resistance area pe milta hai resistance area pe jab Kisi bullish candle ke sath ek chhoti si behre special Banti hai to hamen vahan se a ek bahut achcha signal milta hai aur resistance area se hamari trade shuru ho jaati hai aur Is Tarah se hamari trading kafi acchi ho jaati hai hamen chahie ki ham is pattern ki practice karen to tab ham downtrend mein acchi trading kar sakte hain. Bullish homing pigeon aur bearish homing pigeon bahut acche behtarin hote hain aur ham in pattern ko bahut hi aasani ke sath analyse kar sakte hain isliye hamen chahie kya ham bilkul acchi tarike se Na Karen aur inko samajhne ki koshish karen to bar ki main ham bahut hi aasani kisan Baki friend ko find kar sakte hain aur acchi training kar sakte hain ham jitni mehnat aur practis karenge to hamen uttara hi market se fayda milane ki chances honge hamen jarur is per ek acchi practis Karni chahie aapke hamen profitable trade mil sake. V\S

      اب آن لائن

      Working...
      X