What is the hanging man candlestick pattern :
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the hanging man candlestick pattern :
    What is the hanging man candlestick pattern :
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    WHAT IS HANGING MAN CANDLESTICK PATTERN : Hanging man candlestick pattern ha ya ak single candle formation pattern ha, or ya or single candle pattern ki trha sa hota ha jasa ka bullish harami pattern, or doji star pattern. Ya handing man bana hota ha small body ka sath or is ki is body ka lower ma wick hota ha. Ya hanging man ak Japanese candlestick pattern ha or ya signal data ha reversal ka, ya jo pattern ha ya upwards ka trend ma banta ha or ya is uptrend ma reversal ka potential signal data ha. Hanging man bearish reversal indicator ki trha sa kam karta ha. Is pattern ki jo formation hoti ha ya neutral, Bullish or bearish varieties ma hoti ha. Jo is ma bearish wala version hota ha ya is ma highest efficacy hoti ha. Hanging man pattern infallible ni hota is ka liya proper risk management chaiya hoti ha jab is ma trading or is ki formation karta ha. HOW TO IDENTIFY AND USE HANGING MAN PATTERN : Is hanging man ki formation signals dati ha trend ka reversal ki. Ya pattern bahot hi simple hota ha identify or use karna. Jasa ka below ma EUR/USD ka chart ko dakh sakta ha, is ma hanging man pattern bana ha jab uptrend ha. Or is ma important ya ha ka hum na is ko note karna ka sara hanging man pattern bearish reversal ki formation hoti ha or ya teen trha sa banta ha neutral, bearish, or bullish. NEUTRAL HANGING MAN CANDLESTICK : Is neutral hanging man ma ya note karna hota ha ka ya hanging man ha ya ni or ya phir ya doji pattern to ni ha candlestick chart ma. Agar candle follow karti ha following criteria ko is ko hum consider karay ga ka ya neutral hanging man candle ha. Jab ya neutral hanging man banay gi to is ki candle ka opening or closing price same ho gi. Is ki candle kia bahot hi short upper shadow ho ga. Or is candle ka long lower shadow ho ga or ya candel banay gi jab bullish ka trend ho ga tab ya neutral hanging man ho ge. BULLISH HANGING MAN CANDLESTICK : Ya bullish hanging man pattern banay ga jab candle ka closing price jo ho ga ya above ma ho ga is ma opening price ka. Or is ko jo formation ho ge ya green ya phir hallow candle ho ge. BEARISH HANGING MAN CANDLESTICK : Bearish hanging man pattern banay ga jab candle ki opening price above ma ho gi closing price ka. Or ya red ya solid candle ki formation ho ge. Teen trha sa hanging man ho ga magar jo ya bearish hanging man pattern ho ga ya sab sa zada strongest reversal ka signal da ga. HANGING MAN VS HAMMER CANDLESTICK : Agar hum visually dakha to jo hanging man or bullish hammer, or inverted hammer pattern ha ya same hota ha. In ma kuch significant differences hota ha in dono ma. Jo hammer ha ya ak bullish reversal pattern ha, or ya pattern banta ha jab downward ka trend chal raha hota ha or jo hanging man ha ya ak bearish reversal pattern ha jo ka uptrend ki price direction ma banta ha. Jo hammer pattern ha ya signal data ha buying ki opportunities ka or jo hanging man ha ya signal data ha selling ki opportunities ka. In dono hanging man or hammer pattern ka long lower shadow hota ha or small body hoti ha. Agar hum dakha is ma upper ki traf long shadow ko to ya na hi hammer or na hi hanging man pattern ho ga. HOW TO TRADE USING HANGING MAN CANDLESTICK PATTERN : Is hanging man pattern ma trading karna ka liya bahit hi easy ho ga bullish ka trend ko identified karna or hanging man candle ki formation ka bannay ko. Is ma huma chaiya ho ga find karay ga market ka entry point ko or set karay stop loss or profit target ko. 1: PINPOINT MARKET ENTRY : Jasa ka bearish reversal pattern ha, jo hanging man ha ya banay ga jab uptrend ma price move kar rahi ho ge or is hanging man ki formation uptrend ma ho gi to is ma sell ki trade ko enter karay ga beneath ma lower wick sa jab ya hanging man candle complete ho jay gi, or is ko hum kar sakta ha stop limit, stop market or market order ka sath. Or new short position ko hum open kar sakta ha jab next bearish candle ka jo entry point ho ga os sa. 2: STOP LOSS : Jo stop loss hanging man pattern ma is ko located karay ga above ma is candlestick pattern ka. Jo stop loss order ha os ko place karay ga above ma upper shadow ka or ya phir hanging man ki candle ka. Jo is ma exact position ha ya ak ya is sa zada pip above ma ho gi is ka upper shadow ka. 3: LOCATE PROFIT TARGET : Profit target ko tab located karay ga jab entry or jo stop loss order ha is ko active kar da ga. Is ma profit target ko set karna sa phalay sab sa phalay describe karay ga risk vs reward ratio ko or using karay ga hanging man candle ki range ko or is ma huma apply karay ga ratio ko. Take profit ka liya Place karay ga buy limit order ko. HANGING MAN EXAMPLE : Is pattern ki jo sab sa bari advantage ha wo ya ka ya pattern user friendly ha. Is pattern ko identify karay ga upwards ka trend ma or is ma set karay ga trade ko. Jasa ka above ma chart ko dakh sakta ha jis ma hanging man pattern bana ha ya eur/usd ka chart ha. Is chart ma dakh sakta ha sab sa phalay is ma identify kiya ha formation ko upward ka trend ma. Phir is ma sell ka order ko place kiya ha or ya order 1.1342 sa place kiya ha. Or jo stop loss order ha os ko pattern ma place kiya ha 1.1355 ka level par. Is ma jo use kiya ha ya 1:2 ka risk /reward ratio ha or jo profit target ha ya 1.1316 par ha. Is ma short position ko opened kiya ha or is ma jo bearish ki candle ha ya confirming kar rahi ha market ma entry ko.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Hanging Man Candle
      Hanging man candlestick aik strong aur reliable trend reversal candle k tawar par istemal hoti hai. Price chart k top peak par ya bullish trend main banne wali aisi candle jiss ki aik small real body ho, lekin down side par aik long shadow ban jaye wo hanging man candle kehlati hai. Ye aik single candle hoti hai, jiss k leye zarori nahi hai, k ye candle formate main bearish ya bullish banne, bulkeh iss k leye price chart ki top peak position ka hona ziada aham hai, q k ye candle down bottom banne par "Hammer Candle" ban jati hai. Ye aik bearish trend reversal candle shumar hoti hai, q k ye prices k top par trend ka rukh bandal deti hai. Candle k upper side par ya to koi shafow ya wick nahi hona chaheye lekin agar banta bhi hai, to wo bohut small size ka hona chaheye, takeh candle k format badla na jayen.
      Candle Formation
      Hanging man candle prices k top par banne ki waja se bearish candle count ki jati hai, halankeh ye candle bearish aur bullish dono pattern ki ho sakti hai, lekin price ka top hone se candle ki formate main tabdeeli waqea hoti hai. Hanging man candlestick bhi supply aur demand ki akasi karti hai, jab bhi prices aik strong bullish trend k sath overbought zone trade kar rahi hoti hai. Hanging man candle ki formation darjazzel tarah se hoti hai; Hammer Candle Hammer candle chokeh aik single candle pattern hai, aur prices k top par banne ki waja se ye candle bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai. Candle ka color ziada important nahi hai lekin iss ki position top of the prices honi chaheye, jo bohut zarori hai. Hammer candle ki real body small hoti hai jab k iss k lower side par aik lamba saya (shadow) hota hai. Candlestick ki small real body mazeed upper side par demand mein kami aur lower side par supply mein izafa zahir karti hai.
      Explanation Financial market main prices kabhi bhi aik same trned makn mive nahi karti hai, q k iss ka aik qayeda hai k ye up aur down hoti rehti hai. Prices k up aur down trend badalne k amal k leye bas aik bahana chaheye hota hai, jiss ko trend reversal pattern kaha jata hai. Ye trend reversal pattern sigle candle se le kar 10 se ziada candles par mushtamil hote hen. Hanging man candle bhi aik single pattern hai jo k prices k top peak par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle bullish aur bearish dono ho sakti hai lekin price k top par hone ki waja se bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candle ki small real body hoti hai, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye. Jab k candle k down side par aik long shadow hota hai, jo k real body ka taqreeban dugna hota hai. Candle k upside par koi shadow nahi hona chaheye bulkeh aik small si wick ban sakti hai. Trading
      Hanging man candle k banne ki pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k jab bhi bohut ziada buying pressure ki waja se prices bullish jati hai, to assets ki demand khatam ho jati hai, jiss se sellers prices ko wapis push karte hen, lekin market main abhi tak buyers ki maojoodgi hone ki waja se wo mukamal tawar par aisa karne main nakam ho jati hai. Hanging man candle k top peak par banne k baad aik bearish candle ka confirmation k leye hona zarori hai, jiss k baad market main sell ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle real body main aur bearish honi chaheye, jab k bullish candle banne par hanging man candle ka asar khatam ho jata hai. Stop Loss candle k sab se top position jo uss ki real body banti hai, se above aik ya do pips top par set karen.
      • #4 Collapse

        IDENTIFICATION OF HANGING MAN CANDLESTICK PATTREN: Dear members forex exchanging Market Mei Hanging man candlestick aik strong aur reliable trend reversal candle k tawar par istemal hoti hai. Price chart k top peak par ya bullish trend main banne wali aisi candle jiss ki aik small real body ho, lekin down side par aik long shadow ban jaye wo hanging man candle kehlati hai. Ye aik single candle hoti hai, jiss k leye zarori nahi hai, k ye candle formate main bearish ya bullish banne, bulkeh iss k leye price chart ki top peak position ka hona ziada aham hai, q k ye candle down bottom banne par "Hammer Candle" ban jati hai. Ye aik bearish trend reversal candle shumar hoti hai, q k ye prices k top par trend ka rukh bandal deti hai. Candle k upper side par ya to koi shafow ya wick nahi hona chaheye lekin agar banta bhi hai, to wo bohut small size ka hona zarori hota ye Pattren ko kabel istemaal bnaty hei. EXPLAINTION HANGING MAN CANDLESTICK PATTREN:
        Dear friends Forex tradings Marketing main Financial market main prices kabhi bhi aik same trned makn mive nahi karti hai, q k iss ka aik qayeda hai k ye up aur down hoti rehti hai. Prices k up aur down trend badalne k amal k leye bas aik bahana chaheye hota hai, jiss ko trend reversal pattern kaha jata hai. Ye trend reversal pattern sigle candle se le kar 10 se ziada candles par mushtamil hote hen. Hanging man candle bhi aik single pattern hai jo k prices k top peak par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle bullish aur bearish dono ho sakti hai lekin price k top par hone ki waja se bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candle ki small real body hoti hai, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye. Jab k candle k down side par aik long shadow hota hai
        Dear members forex exchanging Market Mei HANGING MAN CANDLESTICK PATTREN pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k jab bhi bohut ziada buying pressure ki waja se prices bullish jati hai, to assets ki demand khatam ho jati hai, jiss se sellers prices ko wapis push karte hen, lekin market main abhi tak buyers ki maojoodgi hone ki waja se wo mukamal tawar par aisa karne main nakam ho jati hai. Hanging man candle k top peak par banne k baad aik bearish candle ka confirmation k leye hona zarori hai, jiss k baad market main sell ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle real body main aur bearish honi chaheye, jab k bullish candle banne par hanging man candle ka asar khatam ho sakty hen.
        • #5 Collapse

          Introduce of Hanging Man Candle Aoa Ummid karta hon Ap Sab khariat Say Hon gy AJ Hanging man CANDLESTICKS aik STRONG aur reliable trend reversal candle k tawar par istemal hoti hai. Price chart k top peak par ya bullish Trending main banne wali aisi candle jiss ki aik small real body ho, lekin down side par aik long shadow ban jaye wo hanging man candle kehlati hai. Ye aik single candle hoti hai, jiss k leye zarori nahi hai, k ye candle formate main bearish ya bullish banne, bulkeh iss k leye price chart ki top peak position ka hona ziada aham hai, q k ye candle down bottom banne par "Hammer Candle" ban jati hai. Ye aik bearish trend reversal candle shumar hoti hai, q k ye prices k top par Trending ka rukh bandal deti hai. Candles k upper side par ya to koi shafow ya wick nahi hona chaheye lekin agar banta bhi hai, to wo bohut lot minimum ho jay The Explanation of Hanging Man Candlesticks chart's Dear yeah HANGING man candle prices k top par banne ki waja se bearish candle count ki jati hai, halankeh ye candle bearish aur bullish dono PATTERN ki ho sakti hai, lekin price ka top hone se candle ki formate main tabdeeli waqea hoti hai. Hanging man candlestick bhi supply aur demanding ki akasi karti hai, jab bhi prices aik STRONG bullish trend k sath overbought zone trade kar rahi hoti hai. Aor Hammered Candle Hammer candle chokeh aik single candle pattern hai, aur prices k top par banne ki waja se ye candle bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai. Candle ka color ziada important nahi hai lekin iss ki position top of the prices honi chaheye, jo bohut zarori hai. Hammer candles ki real body small hoti hai jab k iss k lower side par aik lamba saya (shadow's) hota hai. Candlestick ki small real body mazeed upper side par demand mein kami ki Truf ho jay Tradings Stradgies Dear yah Say Financially market main prices kabhi bhi aik same trned makn mive nahi karti hai, q k iss ka aik qayeda hai k ye up aur down hoti rehti hai. Prices k up aur down trend badalne k amal k leye bas aik bahana chaheye hota hai, jiss ko trend reversal pattern kaha jata hai. Ye trend reversal pattern sigle candle se le kar 10 se ziada candles par mushtamil hote hen. Hanging man candle bhi aik single PATTERN hai jo k prices k top peak par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle bullish aur bearish dono ho sakti hai lekin price k top par hone ki waja se bearish Trending reversal pattern ka kaam karti hai. Candle ki small real body hoti hai, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye. Jab k candle k down side par aik long shadow hota hai, jo k real body ka taqreeban dugna hota hai. Candle k upside par koi Hanging man candle k banne ki pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k jab bhi bohut ziada buying pressure ki waja se prices Bullishness jati hai, to assets ki demand khatam ho jati hai, jiss se sellers prices ko wapis push karte hen, lekin market main abhi tak buyers ki maojoodgi hone ki waja se wo mukamal tawar par aisa karne main nakam ho jati hai. Hanging man candle k top peak par banne k baad aik bearish candle ka confirmations k leye hona zarori hai, jiss k baad market main sell ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle real body main aur bearish honi chaheye, jab k bullish candle banne par hanging man candle ka asar khatam ho jata hai. Stop Loss candle k sab se top position jo uss ki real body banti hai, Aor Trad take profit Say lon
          • #6 Collapse

            HANGING MAN CANDLESTICK PATTERN IN FOREX TRADING INTRODUCTION Hanging Man candlestick pattern, forex trading mein ek bearish reversal signal hai jo tijarat shuda area mein paida hota hai.Ye pattern market mein bearish reversal ka signal deta hai, jisse traders ko ye samajh aata hai ke buyers ka control kamzor ho raha hai aur sellers ka dominance barh raha hai.Hanging Man pattern ek single candlestick se represent hota hai. Iski structure mein ek chhota upper shadow hota hai, jabke lower shadow lamba hota hai. Candle ka body small hota hai aur niche close hota hai, jo ke bearish sentiment ko darust karta hai. Ye pattern often bullish move ke baad aata hai. UPPER SHADOW & INDICATORS CONFIRMATORY SIGNALS Hanging Man pattern ke upper shadow ka length aur confirmatory indicators ke sath milake dekha jata hai. Agar ye pattern substantial selling pressure ke sath aata hai, toh ye bearish reversal ke liye aur bhi mazboot hota hai.Trading mein risk management ka hona bohat zaroori hai. Hanging Man pattern ke istemal mein bhi stop loss aur risk ko control karne ke liye hifazati tadabeer leni chahiye.Hanging Man pattern ko samajhne ke liye, traders ko doosre market analysis tools aur indicators ke sath combine karna chahiye, taake unko ek comprehensive view mil sake. PSYCHOLOGICAL ASPECTS Ye pattern market sentiment ko bhi reflect karta hai. Agar Hanging Man pattern sahi dhang se confirm hota hai, toh ye dikhata hai ke market mein pessimism badh raha hai aur bearish trend hone ki sambhavna hai.Hamesha yaad rahe ke market dynamics change hote rehte hain, is liye ek pattern ko samajhne ke liye mukhtalif factors aur market conditions ko dhyan mein rakhna zaroori hai.Hanging Man pattern ko samajhne ke liye, traders ko doosre market analysis tools aur indicators ke sath combine karna chahiye, taake unko ek comprehensive view mil sake.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Forex business mein yeh aik strong aur reliable trend reversal candle k taur par use hoti hai. Price chart k top peak par ya bullish trend main banne wali aisi candle jiss ki aik small real body ho, lekin down side par aik long shadow ban jaye woh hanging man candle hota hai. Yeh aik single candle hoti hai, jiss ky leye zarori nahi hai, ky yeh candle formation main bearish ya bullish bann jaye kyu kay iss k leye price chart ki top peak position ka hona ziada important hay.ess say pattern complete ho jata hy. CHARACTERISTICS OF HANGING MAN CANDLESTICK PATTERN. Market mein Prices ky up aur down trend change ky process ky leye bas aik bahana chaheye hota hai, jiss ko trend reversal pattern kaha jata hai. Yeh trend reversal pattern single candle se le kar 10 se ziada candles par mushtamil hote hen.Jahan per bhi hanging man kandali Nazar Aaye vahan se trend receiver hota hai agar bullish trend hai to Barish Mein convert ho jaega aur Agar Barish Hai To police Mein convert ho jaega hanging mein use kindly ko kaha Jata Hai Jiska log shutdown aur candle ka showdown iski body Ke Niche ho to usko hanging man kahan Jata Hai Lekin yah uptrend mein iska Universe downtrend main iska inversehota hy Kyon Ke downtrend mein agar show down niche ho jaaye to pin bar ka behaviour rahata hay jis pattern ki completion process complete nahi hota aur ess point per market mein entry lena dangerous bi ho sakta hy. TRADING METHODOLOGY. Forex mein trading ky duran jab Bullish candle main market k support level pe bany ya phir jab market down aati ha tou phir form ho tou phir confirm up movement karti hay, ess leye humein ess ko dakh k immediately buy ki entry lagani chehye hay ta ky hum ziada sy ziada profit ho aor loss sey bach sakein.ess ky alawa humein stop loss zaror istamal karna chaeye ha ta ky humara account wash na ho.Bearish candle resistance level pe banti ha ya phr jab market up movement karti ha ror wahan per yeh candle banati ha to phr wahan sy market down aati ha is ley humy both soch samj k trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken.both conditions mein trading meihn entry ky leye accurate point per order place kerna sey hee profit earning easy ho saky gee.

              اب آن لائن

              Working...
              X