What is the three white soldiers candlestick pattern?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the three white soldiers candlestick pattern?
    What is the three white soldiers candlestick pattern?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    WHAT IS THREE WHITE SOLDIER CANDLESTICK PATTERN : Three white soldiers ak bullish candlestick formation ha jo ka huma dakhna ma candlestick chart par mil jata ha or ya pattern banta ha bottom ma bearish trend ka or ya pattern indicates karta ha price ka reversal hona ka. Ya pattern triple candlestick pattern ha or, ya three white soldier pattern banay ga three consecutive bullish ki candlesticks ka sath chart ma bottom ki traf downward ma trend ma. Traders is ma interpret karta ha is charting formation ko ak indecator ki trha sa jo ka price reversal or end hona ka selling pressure ka batata ha. Is three white soldier pattern ka opposite ma three black crows pattern ha jo ka bana hota ha three consecutive bearish ki candles ka sath or ya pattern banta ha top ma uptrend ka or ya ak bearish trend reversal chart pattern ha. HOW TO IDENTIFY AND USE THREE WHITE SOLDIER PATTERN : Identity karna ha is three white soldiers candlestick pattern ko to is ka liya chaiya ho ga find karna three consecutive bullish ki candles ko jo ka bani ho ge bottom ma downtrend ka. Is ma addition ya ho ga ka is ma jo bhi candle ho ge ya relatively long body sa bani ho ge or is ki opening price above ma ho ge closing price ka or previous candle sa or ya pattern ultimately bana rahi ho ge letter V ki shape ko. Jasa ka below ma ak example ha is ma three white soldiers pattern bana ha ya Aud/usd ka 1H ka chart ha is ma dakh sakta ha. Jasa ka dakh sakta ha ya pattern bana ha bottom ma bear market ka or ya bana ha three bullish ki candles ka sath. Is ma ko candle ha os ki opening price high ma ha previous candles ka closing price ka, jo ka huma indicates kar raha ha momentum ka prior trend ka weakening hona ka or is ma sharp bullish ka reversal bana ha. Jab is three white soldiers ko identify kar la ga to is ma kuch key steps ha jin ko hum follow kar ka is pattern ko use karay ga : 1: Identify karay ga three candles ko jo ka banay gi or following karay gi downward ka trend ko or ya close above ma hoti ha other ka. 2: Add karay ga is ma additional technical analysis tools ko or confirm karay ga price ka reversal ko jasa ka RSI, MACD, Stochastic, or Fibonacci levels. 3: Enter karay ga long buying ki position jab is pattern ki jo third candle ho gi ya completed ho jay gi. 4: Set karay ga is ma stop loss order ko jo ka below ma ho ga lowest level ka is pattern ki first candle ka or set karay ga take profit target ko highest level ma is ka previous trend kam HOW TO TRADE USING THREE WHITE SOLDIER PATTERN : Jasa ka or bahot sa advanced candlestick chart patterns ha jo three white soldiers candle pattern ha ya sufficient ni hota indicate karna trend reversal ko or enter karna buying ki position ko. Ya hamari madad karta ha confirm karna ka liya pattern ko jasa use karta ha or technical analysis tools ka sath. Is ma hum bat karay ga two Japanese candlestick charting techniques ko jo ka confirm karay ga trend ka reversal ko. USING TREND REVERSAL INDICATOR RSI AND STOCHASTIC OSCILLATOR : Do bahot hi effective indicator ha jo confirm karta ha trend reversal ko ya ha Relative Strength Index (RSI) or Stochastic Oscillator ha ya dono technical analysis tools ha or ya indicate karta ha overbought or oversold areas ko or ya madad karta ha identify karna ka liya potential reversal ka zone ko. Jasa ka dakh sakta ha AUD/USD ka chart ko below ma, dono RSI or Stochastic Oscillator use huha ha below ma or oversold area ka bata raha ha os exact time ma jab three white soldiers pattern bana ha. Ya validates kar raha ha candlestick pattern ki or ya provides kar raha ha additional signal ko or upcoming trend reversal ka bata raha ha. Is above example ko dakhta hua trader enter karay ga long position ko jab third bullish candlestick completed ho jay gi or is ka sath stop loss ko below ma lowest level par first candle ka. Or take profit ko placed karay ga highest level par previous bearish ka trend ka. ADDING FIBONACCI RETRACEMENT LEVELS : Using karay ga trend reversal indicators ko is ma hum Fibonacci retracement ko bhi use kar sakta ha or is ka levels sa detect karay ga possible areas ko support or resistance ka or determine kara ga trend reversal ka bannay ko. Jab draw karay ga Fibonacci retracement levels ko to is ma liya huma chaiya ho ga find karna complete trend ko or is ma drag karna lowest sa highest level ma prior trend ka. Jasa ka dakh sakta ha below ka chart ma. Jab Fibonacci retracement levels drawn ho jay ga to is ma search karay ga market ma entry lavel ko or use karay ga Fibonacci ko or is sa find karay ga stop loss ki placement ko or take profit ka target ko. Above example ko dakhta hua jo is na entry level ho ga ys is ki third candle ka closing price ho ge or ya 78.6% par ho gi Fibonacci level ka. Or jo stop loss ho ga is ko placed karay ga lowest level ma first candle ka jo ka 0.0% ho ga Fibonacci level. Ka, or jo profit target ho ga is ko highest level ma placed karay ga kisi ak Fibonacci levels par. ADVANTAGES AND DISADVANTAGES OF THREE WHITE SOLDIER PATTERN : Three white soldiers pattern ki advantages ya ha ka is pattern ko bahot hi easy hota ha identify karna or ya ak accurate chart pattern ha or ya zada tar tab used hota ha jab is ko combination karta ha trend reversal indicators ka sath or Fibonacci level ka sath. Or is ki advantage ya bhi ha ka is ma hum short term ma kam kar sakta ha or long term ma bhi. Jo is there white soldiers ki disadvantages ha wo ya ka ya pattern produce karta ha false signals ko or ya frequently banta ha middle ma price range ka or consolidation mode ma or is ma jo stop loss hota ha is ka jo distance hota ha ya bahot tight hota ha or is ma using ni karta fib levels ko.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      What Is the Three White Soldiers Pattern? Three white soldiers candle aur three green soldiers yeh tamam eslehaath hain jo aik taizi ke ulat patteren ka hawala dete hain jo neechay ke rujhan ke aakhir mein zahir hota hai. is se zahir hota hai ke bail market ka control sambhaal rahay hain. yeh bohat aasaan hai aik tajir pichli candle ke asli body mein kholny wali teen shammen talaash karta hai aur pichli candle stuck ki ziyada ya qareebi qeemat se oopar band hota hai. ya to mom btyon ka oopri saya nahi hota, ya saya bohat chhota hota hai . What Is the Difference Between 3 White Soldiers and 3 Black Crows? taqreeban har candlestick ki tashkeel ko zahir kya jata hai aik down trained mein hota hai aur dosra up trained mein zahir hota hai. teen safaid faam fojion ka aik pair bhi hai. teen siyah kvon ki tashkeel teen safaid sipahiyon ke bar aks hai. teen kalay kaway aik bearish revarsal set up hai jo aik taizi ki harkat ke ekhtataam par tashkeel diya gaya hai, jo lagataar teen lambi bearish candles par mushtamil hai, har aik pichli candle ke asli body ke andar khilta hai aur pichli kam se ziyada qareeb hota hai. yeh mazboot farokht ke dabao aur taizi se mandi ke rujhan mein mumkina tabdeeli ki tajweez karta hai, jab ke 3 safaid sipahi aik oopri rujhan mein nazar atay hain, jo is baat ki nishandahi karta hai ke raftaar reechh se belon mein tabdeel ho rahi hai . How to Trade the Three White Soldiers jaisa ke teen safaid sipahi market mein mumkina taizi ke ulat jane ka ishara dete hain, aik tajir tijarti hajam par ghhor kar sakta hai. barhti hui hajam market ke shurka ki barhti hui taaqat ko zahir karti hai aur aksar aik naye rujhan ki tashkeel ki nishandahi karti hai. tajir is signal ki bunyaad par lambi pozishnon mein daakhil honay ka intikhab kar satke hain. taham, tijarat karne se pehlay darj zail par ghhor karna zaroori hai teen safaid sipahiyon ki tijarat kaisay ki jaye. patteren ki shanakht karen teen lagataar lambi sabz ( ya safaid ) candle talaash karen jin mein ounchay band hotay hain jo neechay ke rujhan ke baad ya istehkaam ke douran hotay hain ( 1 ). entry point ka taayun karen. aik baar tashkeel ki tasdeeq ho jane ke baad, aap teesri mom batii ke qareeb ya is se thora oopar khareed order day satke hain ( 2 ). aygzt points ka taayun karen teen safaid sipahiyon ke set up ki tijarat karte waqt aam tor par istemaal honay wali kharji hikmat amlyon mein agli muzahmati satah par munafe lena ya traling stap tareeqa istemaal karna shaamil hai, jis se qeemat aap ke haq mein bherne ke sath hi aap ko munafe ko band karne ki ijazat deti hai. jaisa ke hamari misaal mein muzahmat ki sthin aik entry point ( 3 ) ke bohat qareeb hain, yeh behtar hoga ke market ke jazbaat ki pairwi karen aur take praft ke hadaf ko haasil karen. aap –apne sarmaye ki hifazat mein madad ke liye teesri mom batii ki kam ya haliya numaya kam se neechay aik stap las order day satke hain ( 4 ). barah karam note karen ke yeh sirf aik bunyadi rehnuma hai aur tijarat mein kamyabi ki zamanat nahi deta. tijarat karne se pehlay deegar takneeki aur bunyadi awamil par bhi ghhor karna zaroori hai .

      اب آن لائن

      Working...
      X