Spinning Top Candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spinning Top Candlestick pattern
    Spinning Top Candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    . "Spinning Top Candlestick pattern" ek candlestick pattern hai jo mum ki shama ki shakal ko zahir karta hai. Is pattern mein shama ke upar aur neeche hisson ki lambai kam hoti hai jabke beech ka hissa chhota aur patla hota hai. **Rujhan ki Numaindagi:** Yeh ek maujooda rujhan ki numaindagi karta hai jahan khareedne wale aur farokht karne wale ke darmiyan mubadala kam ho raha hota hai aur aik imkaan hota hai ke market ki tabdeeli ki tawaqo hai. **Ishaariyat:** Agar is pattern ko aik ishaare ke saath dekha jaye toh yeh aik mumkin tabdeeli ka ishara bhi ho sakta hai, lekin aapko isko doosre tajarati isharon ke saath mawazna karna hota hai taa ke aap behtar faislay karne mein madad mile. **Tashkhees aur Mawazna:** Is pattern ko tashkhees dene ke liye doosre tajarti ishary bhi istemaal kie jate hain taakeh aapko mumkin tajarati munafa hasil karne mein madad mile. **Mumkin Tajarbat ki Tafseel:** "Spinning Top Candlestick pattern" ka matlab hota hai ke khareedne wale aur farokht karne wale ke darmiyan mubadala kam ho raha hai aur market mein tabdeeli ki tawaqo hai. Is pattern mein mum ki shama ka central hissa chhota hota hai, jo keemat ke samne aur peeche ki taraf barabar hoti hai. Is se yeh pata chalta hai ke tajarbat karne wale confused hain aur market mein uncertainty hai. **Tajarati Faislay:** Is pattern ko dekh kar tajarati faislay karne se pehle, zaroori hai ke aap isko doosre tajarati isharon jaise trend lines, moving averages, aur RSI ke saath mawazna karein. Aksar yeh pattern ek reversal ya trend change ki nishani ho sakti hai. Lekin aapko tajarati faisla lene se pehle market ki mukhtalif pehluon ko madd-e-nazar rakhte hue soch samajh kar faisla karna chahiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Spinning Top Candlestick pattern Hello dosto spinning top asi candle stick hoti hai jo up trend k peak par ya down trend k bottom par or trend k middle ma b ho aksar nazar ati hai. Ye candle bearish or bullish 2no kisam ki ho sakti hai. Ye candle small body par mushtamil hoti hai jis k opening point or closing point ik dosray k kareeb hoty hain. Ye pattern us sorat ma banta hai jb buyer or sell k dermeyan indecisive situation hu. Ye candlestick forex trend k possible change hony ko show karti hai. Traders ko market ma jb ya candlestick nazar ah jae to unko apni trade ko hold kar lena chahe or market ki next move k lae wait karna chahe.Ye candlestick market ki support or resistance k bary ma information b deti hai. So age ye Market k uptrend ma agr bullish spinning top candlestick support level par show ho jae to ham es point ko as a entery point hasil kar sakty hain es sorat ma stop loss ham support level k nechy place kar sakty hain k market agr support ko break kar jae to ham maximum loss sy bach jayn. Or agr bearish spining top wali candlestick resistance level par show ho jae to ham esko exit point k tor par use kar sakty hain. Ik bar ye candlestick pattern market ki reading ma help kar dey to ham esk sath trailing stop ko b use kar sakty hain. But trader ko ye bat zehan ma rakhni chahe k kio b pattern 100 percent success ki gurantee ni hota. Market kisi b place par apni position ko change kar sakti hai. Acha trader wo he hai jo market k unusual behaviour k lae ready rahy or es ka homework us ny pehle sy kiya howa hu. Spinning Top Candlestick pattern Hi friends Spinning top candlestick of maximum trading opportunity to provide Karti hai jisne of trade open karke profit le sakte ho bullish spinning top and bearish spinning top candlestick trading market main aapko entry and exit point decision deti hai spinning candle se hamen maloom hota hai ki market ka friend continue rahega ya river ho jaega iske sath agar ham trading ke liye moving average use Karen oscillator indicator best guidance ke liye use kar len do ham important information lekar maximum profit le sakte hain bullish spinning top ka matlab hota hai ki train abhi continue rahega. Spinning Top Candlestick pattern Hello mere aziz dosto aap spinning top candlestick ko kaise pahchan sakte hain to uska aasan tarika yah hai ki iski body jo hai vah chhoti hoti hai aur iske shadows Jo stick hoti hain vah badi hoti hai jab bhi aap Koi candle dekhen chahe vah police Ho ya bearish Ho isase Fark nahin padta lekin agar uski body chhoti hai matlab uski opening aur uski closing kareeb kareeb hai aur uske shadows bade Hain to iska matlab yah hai ki yah ek spinning top candlestick hai spinning top candlestick bullish bhi ho sakti hai aur bearish bhi ho sakti hai.jab bhi aap dekhen ke pichhali kuchh candles musalsal bullish a rahi hai aur usse aage aapko bearish engulfing spinning top candlestick milati hai to iska matlab yah hai ki yahan se market reverse hone wali hai aur aapki market it down ki taraf jaane wali hai to agar aapane buy Kiya hua hai to yahan per aapko apne share sale kar dena chahie kyunki agar aap nahin karenge to yah reversal sign hai aur aapko loss ho sakta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X