Piercing Line Candlestick Pattren in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Piercing Line Candlestick Pattren in Forex Trading.
    Piercing Line Candlestick Pattren in Forex Trading.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Hai Ki khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily hard work ke sath kam karna hota hai aur acchi anal se is Karke trading karna hoti hai agar aap market Mein proper analysis karte hain aur hard work karte hain to aapko bahut hi fayda Milta hai aapko Hamesha Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada apni learning ko complete Karen aur acche experience ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein Achcha result Mile market Mein different patterns bante Hain Har patterns ko Samajh Kar trading karna hoti hai aaj main aapse pricing line candlestick pattern ke related information discuss karungi. Piercing Line Candlestick Pattren: Pricing line candlestick pattern ek 2 days ka pattern Hai Jisko use time Ek valid pattern tasawar Kiya Jata Hai Jab Bhi pattern price ke bottom Yara se Trend ke and Mein paya jata hai yah pattern ek strong bullish trend reversal pattern hai jismein dusri candle ek strong word side per reject karti hai aur price new Bullish trend reversal Mein tabdil Ho Jaati Hai pattern Mein Shamil donon candles real body Mein Ilaaj Mein honi chahie jismein Pahli candle Ek bearish candal hoti hai jo price ko down ki taraf push Karti Hai pattern ki dusri candal bearish trend Mein rukavat Paida karti hai jo ki open to Pahli candle se down gap Mein hoti hai lekin close Usi Ke Darmiyan se upar hoti hai. Candles Formation: Pricing line candlestick pattern Mein Shamil candle bresh aur bullish pattern ki hoti hai jo ki price ke bullish trend reversal ke liye use hota hai pattern ki dusri candle Pele candle ke lower per open hokar Usi ke real body Mein close hoti hain pattern Mein Shamil candles ki formation darja zail Tarah Se Hoti Hai. First Candle: pricing line candlestick pattern ki pehli candle market ke current trend ke mutabik Ek Baar trend Hoti Hai Jiska close price open price ke down hota hai bearish candal Shadow simmat ya Uske bagair ho sakti hai jo ki real body Mein hoti hai. Second Candle: pricing line candlestick pattern ki dusri candle Ek bullish candle Hoti Hai yah candle candle ke bottom per gap mein open hokar Usi ke real body ke Center se abhav per close hoti hai dusri candle large me real body Mein honi chahie aur Pahli candle ke open point se pahle close honi chahie. Explanation Of Piercing Line Candlestick Pattren: Pricing line candlestick pattern price chart per ek strong bullish trend reversal ka signal use time Deta Hai Jab Bhi buyers market ka full control Hasil karte hain pattern do candle Se Milkar banta hai jismein Pahli candle Ek beerus candle hoti hai jo price ko down ki taraf push karti hai aur Market Mein seling control ki aakashi Karti Hai pattern ki dusri candle Pahli candle ke bar aapse ek bullesh candle banti hai jo price ko Masjid down ki taraf jaane se rokati hai Kyunki yah candle open to Pahli candle se down gap mein Hoti Hai Lekin close Usi Ke Darmiyan se thoda sa Upar Hoti Hai police candle use time ek strong signal Deti Hai Jab yah strong real body Mein banne ke bad Pahli candles ke real body ka size hissa cover kar Leti Hai. Trading With Piercing Line Candlestick Pattren: Pricing line pattern sabse Aasan pattern Hai Jis per trading use time Hoti Hai Jab Bhi pattern ke bad Ek confirmation signal Milta Hai pattern ki dusri bullish candle ke bad Ek Aur bullish candle Ka Hona jaruri hai jo pahle candles ke open price se top per close honi chahie pattern bye signal Deta Hai Jis per market Mein entry ki Ja sakti hai pattern ke bad Bhi Ye bearish candle Banane per entry Nahin Karni chahie Kyunki pattern invalid ho jata hai pattern ki confirmation price ke bottom ya friend Mein indicator Se Bhi ki Ja sakti hai Jis per value Mein ya Uske Kareeb hone chahie pattern per top loss sabse bottom position ya dusri candle ke Low price se 2 Pepsi below set Karen.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X