forex ke liye internet

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ke liye internet
    Dosto forex per kam ke liye internet zarora hai ap internet k bena forex ka kam nahi karsakty internet k zirreye ap tamam mamaliq sy kam karsakty hain asia ho ya eurrab internet sy assane sy kam karsakty hain internet forex k kam ke liye bohat ihmeyat rakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ke liye internet

    Assalam o Alikum dear forex member umeed ha ap khariat sa ho ghy bahi pak forex ka lia koi b net chal jata ha aghar ap ka pora din is ma kam karta han to ap ka zahida sa zahida 100 MB internet istamal ho gha shukria. Aghar ap mobile ma kam karta han to pc ka muja ni pata.
    • #3 Collapse

      Re: forex ke liye internet

      Aslam O Alaikum dear bilkul sahi kaha apne forex me internet zaroori hai forex me kam karne ke liye hum sab se pehle jis cheez ki zaroort hai wo mobile ya pc ko.chalane ke liye internet ki internet hogi to ap online hoke forex ki dunia me in hosakte ho agar internet connection nahi to phir online nahi asakte forex ko chalane ke liye internet hona laazmi.hai
      • #4 Collapse

        Re: forex ke liye internet

        i lia To ic ke zaroriyat khatam he nahi Hoti Or ici lia ye paiso c b kabi razi nai ho sakta ka ye kafi han Insan acha c or acha ke tarf bhagta ha or ic pecha parna ke waja c or acha ko B kho Beathta h Par forex me jo insan greed karta par apna total pisa laga kar har jatay ha is ka lia ma to ap sa bs itni si bat karta ho k ap ko apnay jazbat ko kabo ma rakhna cahea hay ta k ap kohe bari galti nahe karay
        :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
        • #5 Collapse

          Re: forex ke liye internet

          Bhai jan forex k ;iye acha internet hona chatye joo bahut teez ho acha ho ager hamare pass acah internet hoga to he ham acha profit hasil ker lete hain aap ne akser dekha hop ga k kise trader k pass acha internet nahi hota hai to wo trade ko profit main close karne ki bajae loss main close ker deta hai.
          • #6 Collapse

            Re: forex ke liye internet

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
            Dosto forex per kam ke liye internet zarora hai ap internet k bena forex ka kam nahi karsakty internet k zirreye ap tamam mamaliq sy kam karsakty hain asia ho ya eurrab internet sy assane sy kam karsakty hain internet forex k kam ke liye bohat ihmeyat rakta hai
            Forex trading 1 online business hai jis mein net ki bahut jarurat hoti hai lekin ismein aap sab se low speed wala internet use Karke bhi kam kar sakte hain aapane sirf trade Lagani aur close Karni hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: forex ke liye internet

              Aslam o alikum my dear friend forex k lye internet bahut ziada ahmet ka hamel h is sy hm kam kar sakty hn warna ni kun k forex treading tamam countries mn hota h aur is kam mn dosry countries sy rabta karna parta h to is lye is mn internet zaruri h warna is mn hm kam nhe kar sakty
              • #8 Collapse

                Re: forex ke liye internet

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                Dosto forex per kam ke liye internet zarora hai ap internet k bena forex ka kam nahi karsakty internet k zirreye ap tamam mamaliq sy kam karsakty hain asia ho ya eurrab internet sy assane sy kam karsakty hain internet forex k kam ke liye bohat ihmeyat rakta hai
                Assalamu alaikum bhai jaan agar aap Forex trading kar rahe hain aur aap Chahte Hain Ki ismein aapko koi problem na ho to aapko chahie ki aap ek hi speed wale internet ko choose Karen Kyunki agar aap Slow speed wale internet per kam Karenge to sometime aapki trade closing aur opening mein problem kar deti hai
                • #9 Collapse

                  Re: forex ke liye internet

                  AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhai ap ny sawal kia hy kh forex main internet ki zarorat hoti hy jo bhi members hn un ko chahiay kh wh apny apny ip use krin kisi ky ip per trading na krin iss sy ap ka account wash ho sakta hy forex to online business hy is main internet ki zarorat hoti hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ke liye internet

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                    Dosto forex per kam ke liye internet zarora hai ap internet k bena forex ka kam nahi karsakty internet k zirreye ap tamam mamaliq sy kam karsakty hain asia ho ya eurrab internet sy assane sy kam karsakty hain internet forex k kam ke liye bohat ihmeyat rakta hai
                    G han sir Agr hme ne apne forex business ko continue rakhna hai to hmen aik internet ki jarort hoti hai. or Internet b aesa lena chaey jo hmary kam me asni paida kry.yani k aesi fast internet use krn jo jald hi Order place krne or close krne me hmari help kr saky. slow net se hmary kam me kafi err aa sakty he jis se hm trading me mushkil mehsos krn gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ke liye internet

                      Asslam o Alikum, dear respected members forex aik aisa business hai jo bina investment ap ko kam karny ka moka dayta hai, lehaza hamen is business ma kam karny k liye internet k facility bhi chahye hoti hai choonk forex international business hai or sites linked hoti hain is ki jo bina internet ap kisi bhi surat kam nahi kar patay, is liye internet ap k liye bohat zarori hai.
                      Asslam-0-Alikum, dear respected members
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ke liye internet

                        Forex trading ke liye aapke pass internet ka bahut Achcha connection Hona jaruri hai Agar aapke pass internet ka Achcha connection Nahin hoga to aap market per grifus nahin kar sakte Forex trading Ek Aisa business hai Jisko karte hue aapko Harkat market per Najar rakhni padati hai
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ke liye internet

                          ahm log agr forex ka bara ma zada sa zada knowledge aur experience wagra hasal karna chata ha to hamay chayia ka ham log is ka liya internet wagra sa be help laiya ham log is par online be is ka bara ma search kar ka is ka bara ma knowledge wagra hasal kar sakhta ha aur hamay zaada sa zada knowledge aur experinece wagra hasal karna ki koshis karni chayia achi ttrading ka liya
                          • #14 Collapse

                            Re: forex ke liye internet

                            dear sir aap bahut acchi baat ki hai mujhe Forex trading mein internet ka bahut fast hona zaroori hai isase hamen Koi tension nahin hoti aur hamari post bhi fastly Ho jaati Hai aur sath mein trading karte hue bhi internet ka han fast hona bahut jaruri hai isiliye internet aisa Ho Jo acche signal aur acchi speed ke sath Pakistan Forex forum per kam kar raha hun
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex ke liye internet

                              Akose aapki baat bilkul thik hai internet ke Bajar to nahin ho sakti hai na bhai trading karne ke liye hamen Kisi Na Kisi broker ke online Hona padta hai online. Aur aapki baat to Kaisi Lag Rahi Hai kyunki har Banda jaanta hai ki Internet connection Hona jaruri hai
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X