Bearish Stalled Candlestick Pattren.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Stalled Candlestick Pattren.
    Bearish Stalled Candlestick Pattren.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Hai Ki khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily hard work ke sath kam karna hota hai aur Mani management ke sath kam karna hota hai agar aap acchi strategies ke sath kam Karenge to aapko is market Mein Achcha result Milega isliye aapko koshish Karni chahie kya aap is market mein jyada Se Jyada hard work in Taki aapko is market Mein Achcha result Mile aaj main aapse Kaise patterns ke related information discuss karungi jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic hai stalled Candlestick Pattren kia hai. Bearish Stalled Candlestick Pattren: Bearish Stalled candlestick pattern price chart ke top per banne ke bad market inverse moment start karti hai aur yah pattern teen bullish candles per mushtamil hota hai pattern ki Pahli candle Ek long real body wali bullish candle Hoti Hai Jab Ke middle wali candlestick candle se size mein Chhoti lekin long upper Shadow wali Hoti Hai pattern ki last candle Ek Saman Maro bhuji candle hoti hai price chart per aapko hairani Hogi ki Jab aap advance block pattern ko bhi sem ISI pattern se Milta julta dekhenge lekin advance block pattern ki last candle Ek Samal shooting star candle hoti hai. Candles Formation: Bearish Stalled candlestick pattern price ke top Mein assets k resistance level per Banta Hai Jahan se price Ne Bearish trend reversal Mein tabdil Hona hota hai yah pattern teen lagatar Bullishe candle ka ek majma Hua Hai jismein teenon candles higher high per close hoti hain jinki tafseel darja Sel hai. First Candle: Bearish Stalled candlestick pattern ki Pahli candle Ek police candle hoti hai jo ki real body Mein strong candle banti hai aur yah candle price ke up trend ki taslsul ki alamat Hoti Hai pattern ki Pahli candle Ek bagair upper aur lower Shadow ke Hoti Hai Jiska open price close price se upar Hota Hai. Second Candle: bearish stalled Candlestick pattern ki dusri candle bhi same Pehli candle Ki Tarah Ek police candle Hoti Hai yah candle candle ke real body ya Uske close price ke baad open hoti hai jo ki Apar per close hoti hai iska candle ki real body Pahli candle ke mukabale mein kam hoti hai jabki yah candle Shadow ke sath hoti hai. Third Candle: Bearish Stalled candlestick pattern ki Teesri candle be same Pehli do candles Ki Tarah Ek police candle hoti hai jo ki dusri candle ke real body house ke close price per open hokar upper per close Hoti Hai Jake and zadatar Pichle donon candle se size mein kam hoti hain Jab Ke yah candle Ek Marobuzu candle hoti hai. Explanation Of Bearish Stalled Candlestick Pattren: Bearish Stalled candlest state pattern price chart for banne wala UN patterns Mein Shamil Hain Ki jismein Shamil Tamam candle same pattern ke hone ki bavjud bhi yah trend reversal ka kam Karti Hain pattern price chart per bullish trend ya high price area Mein banta hai jo ke matlab time frame Mein Ja position price ke liye resistance Jon Sabhi hota hai pattern teen Bulls candles per mustamel hota hai jismein pichhali candles Ek long real body wali bullish candle hoti hain Jo ke price ke higher higher side per strongness show Karti hai pattern ki dusri candle Peli candle se real body Mein kam hoti hai lekin ab and down Shadow ke sath Pahli candles ke upper per close Hoti Hai pattern ki last candle Ek Saman real body wali bullish candle Hoti Hai Jiske upper aur lower side per Koi Shadow Nahin Hota yani candle Ek Marubozu candle hoti hai. Trading With Bearish Stalled Candlestick Pattren: Bearish Stalled Candlestick Pattren per trading bhi dusri bearish trend reversal Ki Tarah Ki Jaati Hai Lekin market Mein entry se pahle confirmation candles Ka Hona jaruri hai Kyunki pattern ki teenon candles bulis hoti hain confirmation candle real body Mein honi chahie jo ki Teesri police candles Ke Bhi Lo clos honi chahie lekin Agar pattern ke bad bullish candle banti hai to yah friend continuation pattern ka kam Karegi Jis per Sel ki entry ki Bajaye bye ki entry ki Ja sakti hai stop loss pattern ke hisab se Apar side per ya last Teesri Samal candles ke upper price se do Peps above set Karen.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X