Forex and education????
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex and education????
    Kia forex ka ta'aluq taleem say b hy agar han to phrr kesay or yeh taleem men kis kisam ka kirdaar ada karta hy kia yeh education ko support karta hy or kia is say hamari taleem men koi faida b hota hy???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex and education????

    G han bhai jan Forex trading market ka taulaq bilkul han education or yehi bi bohat hi zaroori han kyun ka gr app is man educated nai hogay app ko is Forex trading market business ko samajhny man utni hi dair lagy gi or agr app educated hogay or app ki English achi hogi to app thoray time man achi tarah sy seekh jaye ga.
    • #3 Collapse

      Re: Forex and education????

      g han sir humain chaiye k hum iss main jab be kam kariye toh soch samj kar kariye jis main fidaa humain bhot he acha milta hain humain chaiye k hum jab be iss main kam kriye toh humain iss main educated hona chaiye jis sy humain iss main or be acha knowledge mil sagta hain or hum iss main kamiyaab ho sagt hain humain iss main mazeed mehnaat sy kam karna chaiye joh humain kamiyaab or successful trader bana sagta hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex and education????

        Bhai jan ham ko forex main kam karne k liye ache educaation ki zaroorat hoti hai ager hamare apss ache education hoge to ham acha knowlage aur expiriance haisl ker sakte hain aur ham acha knowlage aur expiriance k saath he kam,yab ho sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex and education????

          G han forex main education ka hona zaruri hai q k education k beger naa to foram main achi posting hosakti hai or naa he forex main experience hasil kar k achi or expert trading ki ja sakti hai isliye thori bhot education hasil karna forex k liye bhot zaruri hai isliye trading ko seekhne k liye thori bhot education ka hona zaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex and education????

            G ha my dear friend forex ka taluq education sy bhe h kun k ager hm kuch parh likh sakty hongy to hm kuch sekh sagy gy ager nhe to pher mushkil h baqi education jn ki kam h wo log bhi kar rahy hn aur acha khasa profit kama rahy hn zaruri bat ye h k forex ki education ho ap k pass
            • #7 Collapse

              Re: Forex and education????

              G han dear ap nay such farmaya h q k forex ka or education ka bht gahra contact hay agr education na ho to trading bht mushkil hy blkay trading ho gi hi nhi is mari tama members say darkhast hy k wo apni study ko ahmeyat dyn or usay jari rakhain. thanks
              • #8 Collapse

                Re: Forex and education????

                forex aik unique business hain hamy is mai mahnet sy kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex and education????

                  hamy basic learning hasial karne ho ge hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bahtern business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex and education????

                    forex aik best busienss hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain forex aik unique busienss hain hum is mai live trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar km kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex and education????

                      ji han bhai jaan aapki baat bilkul sahi hai ki Forex Mein education lajmi hai agar aap Forex Mein education hokar kam kar rahe hain to Inshallah office mein Kamyab ho sakte hain aur Kamyab Vahi hota hai jo mehnat Karta Hai ismein learning ka ilaj nahi hota hai agar aap ismein profit Hasil karna chahte hain to aapko experience aur learning last Mein Hona chahie tabhi aap ismein profit Hasil kar paoge
                      :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex and education????

                        Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein taleem ki Itni limit Nahin Hai Lekin Forex ki education ki Bahut hi zarurat hai Forex ka knowledge karna bahut zaroori hai Kyunki Iske bagair kamyabi Hasil karna Namumkin Hai Aur Baki Forex ke liye aapko education ki ki Itni Zaroorat Nahin Hai Bus Itna Hona chahie ki aap Forex Mein kam kar sake aapko Koi Mushkil Na Ho aap Khud posting kar sakte ho trading Karni aati ho Itni education Hona zaroori hai Baki is Business mein education ki koi limit Nahin Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X