Lot Kitine ho aur kehse usklo manage kare wo is thread ma hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot Kitine ho aur kehse usklo manage kare wo is thread ma hy
    Lot Kitine ho aur kehse usklo manage kare wo is thread ma hy
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hello every one is thread ma apko ak achi bat share karuga dekhy jab be ap koi trade lagaye usse phele lot ko jannle koshish kiya kare k trade kam lots ki use kare q k market ka kuch pata nahi hota hy isliye ap log koshish kiya kare k lot kam laga k profit be hasil kare aur loss se bachy agar ap k pass 100 usd hy to ap 0.01 lot use kare usse ziyada lalch nahi agar ap k pass 1000 usd hy to 0.10 agar ap k pas 10000 usd hy to 1.0 ye hy sahi tareeqa koshish kare k kam lot use kare aur acha profit uthaye aur suno agar apse khbi wromng trade lag jati hy to usko kehse sahi kiya jaye wo be mai apko next thread ma share karuga baki mai apko is mai itina he bata skhta hu agar kisi ko be Qs pouchne hy to pouchle mai apko sab bataoga bina kisi bat k aur be knowledge chahye to wpo be duga waise yahan pe sab new hy isliye mai ap k liye achy achy threads send karuga taha k ap log seekh jao sab baki koshish kare k commnests kare taha k aur knowledge share ki jaye aur be janna hy to please like my post taha k aur btan share karu about forex ab yahan pe clear idea share krha hu apse Forex me trading karne ke liye aap lot size ka use karte hain. Lot size aapke trade size ko define karta hai, yani kitne amount ke trade ko aap open kar rahe hain. Lot size aapke account size aur risk tolerance par depend karta hai.1. Standard Lot Size:Standard Lot size ka size 100,000 currency units hota hai. Agar aap EUR/USD currency pair me trading kar rahe hain aur aapne 1 standard lot ka size chuna hai, to aap $100,000 worth ke EUR/USD purchase ya sell kar rahe hain.2. Mini Lot Size:Mini Lot size 10,000 currency units ka hota hai. Agar aap kisi bhi currency pair me mini lot size ka use karte hain, to aap $10,000 ke trade ko open kar rahe hain.3. Micro Lot Size:Micro Lot size 1,000 currency units ka hota hai. Agar aap kisi bhi currency pair me micro lot size ka use karte hain, to aap $1,000 ke trade ko open kar rahe hain.Abhi, forex broker ki taraf se diye gaye leverage ke sath, lot size ka use karke aap apne account se adhik amount ka trade open kar sakte hain. Lekin aapko is baat ka dhyan dena chahiye ki leverage ka use karne se aapki risk bhi badh jati hai, isliye leverage ko wisely use kare.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X