What is Bullish Engulfing Candlesticks Pattren.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Bullish Engulfing Candlesticks Pattren.
    What is Bullish Engulfing Candlesticks Pattren.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily hard worker Sath kam karna hota hai aur Market ko acche tarike se focus Karke trading karna hoti hai agar aap proper learning ke sath kam karte hain to aapko bahut jyada fayda Milta hai aapko Hamesha Koshish Karna Hogi kya aap is market Mein acchi strategies ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein Achcha result Mile market Mein different analysis available hote hain aapko different indicator ko use Karke market Mein analysis karne hote hain tab bhi aap is market Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aaj main aapse bullish Engulfing ke related important information share karungi jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai. Bullish Engulfing Candlestick Pattren: Bullish Engulfing candlestick pattern price chart ke support level job bottom area Mein banne wala Ek bullish trend reversal pattern hai jo Ke Do Din candle Se Milkar banta hai pattern Mein Shamil candles market ki situation batati Hain jismein Pahli candle Ek real body wali bear is Candle hoti hai jo price ke down trend ya race trend ki aakashi Karti Hai pattern ki dusri candle Ek police candle hoti hai jo ke Ek Laung real body Mein banne ki vajah se trend reversal ka kam Karti Hai pattern ki Pahli candle ek normal real body Mein banti hai jabki dusri candle bhi real body Mein hoti hai lekin Pahli candles ke bar aapse long real body Mein banti hai jisse vah Pahli candles ko Apne andar lipat Leti Hai yah pattern Ek strong bullish trend reversal ke liye mashhur hai. Candles Formation: Bullish Engulfing candlestick pattern bhi jyadatar dusri 2 days candlestick pattern Ki Tarah trend reversal ka kaam Karti Hai jismein pattern ki location ka down trend Mein Hona jaruri hai pattern Mein Shamil candles ki formation darja Zail tara se hoti hain. First Candle: Bullish Engulfing candlestick pattern ki pehli candle bearish candal hoti hai jo price ke bottom per Ja bearing stand ki continuation ka kam Karti Hai Kyunki yah Ek real body wali candle hoti hai jo ki black ya red color ki candle hoti hai. Second Candle: Bullish Engulfing candlestick pattern ki dusri candle Ek real body wali bullish candle Hoti Hai yah candle long real body candle hoti hai jo ki open Pahli candle ke bottom per hoti hai aur close Pahli candle ke upper side per Hoti Hai bulish candle white ya green color Mein hoti hai jo ki price ko bearish jaane se rokati hai. Explanation Of Bullish Engulfing Candlestick Pattren: Bullish Engulfing candlestick pattern ki price chart per banane ki Piche ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hoti Hai Ke pattern ki dusri candle Peli candle ke real body ko gher Leti Hai dusri candle Peli candle se lajmi size mein badi honi chahie Pahli candle ka high aur Lo dusri candle ke open aur close price ke inside per banta hai yah pattern price ke bottom per banne ki vajah se police friend reversal ke liye Jana Jata Hai jismein pattern maarpeet ke current bear is trend kya khatma karti hai pattern ki dusri candle ka lajmi long real body Mein honi chahie jo ki Pahli candles ko ine girl Karti Hai pattern ki dusri candle Agar pahle candle ke close price Se Jyada upper side per close Hoti Hai To yah ek strong bullish trend reversal ka message Hota Hai. Trading With Bullish Engulfing Candlestick Pattren: Bullish Engulfing candlestick pattern price ke liye bhi rest trend Mein Banta Hai Jis per Bhai Ki entry ki Ja sakti hai pattern ki dusri candle candle ke close price se jitni Jyada upper side per close hoti hai utani hi yah pattern Jyada strong reversal ka message Deta Hai pattern per trading karne se pahle pattern ke bottom ya Lo price area Mein Hona jaruri hai Jab Ke trade entry confirmation candles ke bad hoti hai jo ki ek police real body wali candle honi chahie confirm mission candle ki dusri candle ke top per close honi chahie jabki confirmation candle Agar Ek bhi scandal banti hai to is per trade entry Nahin Karni chahie indicator per trend confirmation ke liye value ko over sold Jon Mein Hona jaruri hai top loss pattern ke sabse bottom position ya Pehli candle ke Low price Se Two pipes below set Karen.
     
    • #3 Collapse

      **BULLISH ENGULFING CANDLESTICKS PATTERN:** Bullish Engulfing ek mumtaz candlestick pattern hai jo typically downtrend mein paaya jaata hai. Yeh bullish reversal signal deta hai. BULLISH ENGULFING PATTERN TWO TYPES CANDLESTICKS: pehla candlestick bearish hota hai aur doosra candlestick usse bada aur bullish hota hai. Doosre candlestick pehlay candlestick ko poori tarah engulf kar leta hai. **2. 1st CANDLESTICK (BEARISH):** Pehla candlestick downtrend mein hota hai aur iska close price neeche hota hai. Yeh ek bearish trend ka indication hai. **3. 2nd CANDLESTICK (BULLISH):** Doosra candlestick pehlay candlestick ko engulf kar leta hai aur uska open price pehlay candlestick ke close price se ooper hota hai. Iska close price bhi ooper hota hai. Yeh ek bullish trend ka signal hai.Bullish Engulfing pattern ek reversal signal deta hai aur yeh indicate karta hai ke market sentiment badal raha hai. Bearish trend se bullish trend ki taraf shift hone ki possibility hoti hai. **5. CONFIRMATION IS NECESSARY** Bullish Engulfing pattern ko confirm karne ke liye, traders aur investors dusri technical analysis tools aur indicators ka istemal karte hain. Volume aur trend lines is pattern ki validity ko confirm karne mein madadgar ho sakti hain.Agar Bullish Engulfing pattern sahi samay par dikhe, toh traders long position le sakte hain, matlab ke wo stock ya asset khareed sakte hain, ummid karte hue ke bullish trend aage badhega.Technical analysis mein candlestick patterns sirf ek hissa hote hain aur unka istemal dusri tools aur indicators ke saath kiya jaata hai. Kabhi bhi sirf is pattern par depend karke trade na karein, aur hamesha risk management ka khayal rakhein.
      • #4 Collapse

        Assalamu alaikum dear for x member ummid karta hun aap khairiyat se honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki hamen pata hai ki forex market mein kamyab hone ke liye hamen is mandali work karna hota hai acchi Tarah analysis ko follow karke kam karna hota hai to uske bad hi Ham ismein kamyab ho sakte hain ismein hamen different type ka knowledge lene ke uske bad kam karna hota hai aur ismein hote Hain inko follow karke Ham market mein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain market ka knowledge Le ke acchi Tarah ham acche trader Ban sakte hain bullish engulfing candlestick important candle hai isko Ham market mein job follow karenge to hamen iske chart ko dekhkar market ka knowledge Mil jata hai aur ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain ismein. Bullish engulfing candlestick pattern Bullish engulfing candlestick market mein ek bahut hi important hai market mein jab Ham iske price chart ko old level ke bottom area mein follow karte Hain to hamen vahan se ek bullish trend reversal trends milta ha Jo ke दो-तीन candle se milkar banaa hota hai ismein Ham market ki situation ko follow karke market se pahli candle ki real body wali bear candle hoti hai jo price ke down train ya train ke har mein banti hai dusri candle bullish candle Hoti hai Jo ek long rail body ki hoti hai ismein price Kafi jyada hoti hai aur Market ki length bhi jyada hoti hai ine donon ko follow karke Ham market mein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain iski hamen opening price aur closing price ko acchi tarike se follow karna hota hai to Ham market se fayda le sakte hain Trading Explanation Achcha Banda vahi hota hai jo market ko Sahi time Deta hai market mein regular apna time spend karta hai aur uske bad market mein work karta hai to bahut hi aasani se kamyab ho sakta hai agar Ham is candle stick ki baat karen to ismein pahli candle bearish candle Hoti ha Jo market chart k bottom level mn ja k continue hoti hai isko ham market ki pahli candle kahte Hain iski hamen closing price aur opening price ko follow karna hota hai to hamen market mein pata chalta hai ki Kya hone wala hai yah candle red color ki hoti hai aur iske bad Jo candle banti hai usko Ham bullish candle ka naam dete Hain iski move ka bhi jyada hoti hai aur iski candle ki length bhi bahut jyada hoti hai iski hamen lower price opening price large price ko follow karke market mein dekhna hota hai aur apne point ko take out karna hota hai to market se Ham bahut hi aasani se fayda le sakte hain. Market hamesha usi bande ko success deti hai Jo market mein achcha kam karta hai market mein regular time spend karta hai vah is mein bahut hi aasani se kamyab ho sakta hai jo koi bhi pattern hota hai hamen pahle uski confirmation ko dekhna hota hai aur uske bad market mein kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai kyunki hamesha usi bande ko success milati hai jo market ko Sahi time Deta hai market mein quality wala kam karta hai to vah aasani se kamyab ho sakta hai
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          How to trade bearish and bulish engulfing candlestick pattern Salam dusto! kami ke rujhan ke ekhtataam par aik taizi se lapaitnay wala candle stuck patteren hota hai. yeh do mom btyon par mushtamil hai, pehli candle ka jism nisbatan chota hai aur chhootey saaye hain, jinhein VICKS bhi kaha jata hai. doosri taraf, doosri mom batii mein lambi VICKS aur aik haqeeqi body hai jo pichli candle ke jism ko ghair layte hai. taizi aur mandi ki lapait mein anay walay patteren jaisa ke oopar di gayi misaal mein dekha gaya hai, doosri mom batii pichli mom batii par poori terhan haawi ho jati hai. blush engulf ke tor par qualify karne ke liye patteren ke liye, doosri candle ki onche qeemat pehlay wali candle ki onche qeemat se ziyada honi chahiye. yahi manzar nichale tabqay ke liye bhi laago hota hai. misali tor par, ikhtitami qeemat ( jism ka oopri hissa ) bhi pehlay wali candle ki batii ke sab se ounchay maqam se ziyada hona chahiye. yeh manzar nama doosri mom batii ko mazeed ahmiyat deta hai aur yeh zahir karta hai ke belon ka ab qeemat ke amal par control hai. bearish candle stuck patteren isi tarz fikar ki pairwi karta hai, farq sirf itna hai ke yeh aik bearish revarsel patteren hai jo oopri rujhan ke oopar hota hai. pehli candle aik taizi ki candle hai jo oopri rujhan ke tasalsul ka ishara deti hai, taaqatwar bearish candle ke zahir honay se pehlay jo pehlay ki candle ko mukammal tor par band kar deti hai. mazeed bar-aan, agar doosri mom batii barri aur lambi hai, to yeh amli tor par aap ke liye tijarat kholnay ka darwaaza band kar sakti hai, kyunkay aap ka stop dakhlay ki qeemat se bohat daur rakha jaye ga yani ziyada khatrah hai nah ke itna ziyada inaam. blush aur bearish engulf patteren ke sath sath deegar candlestick farmishnz ki khoobiyon aur weaknesses ko jan-nay ka behtareen tareeqa yeh hai ke meeta tridr 5 trading plate form ka istemaal karen aur is baat par poori tawajah den ke yeh farmishnz kab banti hain aur price action kaisay bartao karta hai . The importance and limitations of engulfing patterns tijarat mein candle laganay ki ahmiyat bohat ziyada hai. ba-hasiat tajir, hamara maqsad naye rujhanaat se faida uthana hai jab markitin simt badalti hain. Revarsel patteren, jaisay ke taizi aur mandi ki lapait mein anay walay patteren, qeemat ki simt mein anay wali tabdeeli ka ishara dete hain, kyunkay ab tak ki ghalib qowat ne raftaar khona shuru kar di hai, jo doosri qowat ko faida uthany ki ijazat deti hai. dono namoonay aik mazboot rujhan ke ekhtataam par hotay hain. taizi ki lapait mein anay walay patteren ke peechay ka khayaal is baat ka ishara deta hai ke doosri mom batii itni taaqatwar hai ke aik naya rujhan shuru kar sakay. chunkay doosri mom batii ka nichala hissa pehli mom batii mein se aik se kam hai, is se yeh ishara milta hai ke bail qeemat ke amal ko session kam se ziyada qeematon ki taraf dhakelnay ke qabil thay, jo pehlay session ke douran nahi dekha jata hai. taham, deegar mom batii ke namonon ki terhan, engulf farmishnz ki apni hudood hain. agarchay woh kaafi taaqatwar hotay hain jab woh aik mazboot rujhan ke ekhtataam par hotay hain, jab woh katay hue trading mein zahir hotay hain to woh taqreeban na qabil tijarat hotay hain. taizi se jurey hue patteren ki tijarat kaisay ki jaye. neechay diye gaye chart mein, hum aud / usd yomiya chart dekhte hain. qeemat ki karwai bil akhir teen soyng lovs bananay ke liye nichli bulandiyon aur nichli sthon ki aik series mein daal rahi thi. aik nai qaleel mudti kam ke baad, qeemat ka amal achanak aik mazboot, taaqatwar blush candle bananay ke liye ouncha dabata hai. tamam anasir apni jagah par hain, aur taizi ki lapait mein anay wali tashkeel ban gayi hai. sarmaya car is tarz ko pehchante hain aur rujhan ki simt mein anay wali tabdeeli se faida uthany ke liye is mauqa ko istemaal karte hain. is ke baad qeemat ki karwai do soyng oonchaiyon ko record karne ke liye ounchay ko dhkilti hai, aur bil akhir aala sthon par tijarat par khatam hoti hai . How to trade the bearish engulfing pattern doosri misaal jo hum yahan dikhata hain woh engulf patteren ko behtareen tor par dekhnay ka aik behtareen mauqa hai. yomiya chart par usd / cad qeemat kam trade kar rahi hai. aik mauqa par, qeemat mein mazbooti se rebound hota hai is se pehlay ke yeh kam trading jari rakhnay ke liye dobarah palat jaye, aur bil akhir nai qaleel mudti kam printing

          اب آن لائن

          Working...
          X