forex market mein average directional index ka estamal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market mein average directional index ka estamal
    forex market mein average directional index ka estamal
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex market mein average directional index ka estamal agerchay forex market mein or bhe bohut say technical indicator ka estamal keya ja sakta hey bohut say dosray technical indicator bhe bohut kuch karnay ke koshesh kar rahay hein yeh forex market mein kahen bhe zyada maqbol ho saktay hein average directional index mein yeh kam bhe bohut zyada famous hota hey yeh forex market mein trend ke strength ko zahair karta hey thore towajah trader kay ley madad gar sabat ho sakte hey yeh forex market mein trend thoree khas alama samjhe jate hey trader es ko zyada tar cut off value kay sath estamal kar saken gay yeh aik aice reading hey jo keh trader ko yehbatate hey keh forex market mein cut off value keya hote hey trend ke es value mein strong trading strategy ka bhe estamal kar saktay hein yeh forex market mein range breakout strategy kay sath market ko address kar sakta hey or basic tor par apni strategy or market kay action ko daikhnay ke koshesh kar sakta hey ADX ka Cut off value estamal ADX indicator kay ley 30 ke value ka cut off kar kay dekhaya geya hey jab forex indicator 30 say oper read hota hey to yeh dekhaya geya hey to kam bohut he low trend ka hota hey laken kuch inflection point ke kame hote hey ADX ko trading point of view kay sath sanum karna bohut he asan hota hey or ADX ke tehreek register karna assan ho jata hy es time indicator ke value increase ho rehe hote hey phir trend strong ho raha hota hey bad mein indicator oper janay kay bad or jaisay he yeh 30 say nechay jana start kar dayta hey to os time yeh belkul wazah ho sakta hey keh forex market mein trend ke strength ache rehe hey or os time yeh market mein wazah nechay e taraf movement kar sakta hey ager sadge kay maksad kay ley daikha jay keh indicator cut off point madad gar sabat ho sakta hey jahan tak value ka taolaq hey to yeh indicator bohut he aam hey 35 ke value hey trend kay sath jare point of view trader ko es ke value 25 ke level tak increase kar sakta hey ADX mein moving average ka estamal chonkeh ADX reality mein aik data series hey es ley increase hotay hovay ya decrease hotay hovay movement ko zahair karnay kay ley moving average ka bhe estamal keya ja sakta hey or es kay bad trader trend par nazar dal saktay hein kunkeh woh start ke nazar kay ley jab woh khatam ho jata hey to trend ke nazar anay kay ley es bat ko identify kar sakta hey jo realiy mein kabhi bhe zahair nahi hota hey jaisa keh aap nechay dey gay graph mein daikh saktay hein bohut say ADX moving average cross over hotay hein jokeh 30 ke value say nechay hotay hein nechay dey gay chart mein simple moving average ka estamal keya geya hey
     
    bhali kay badlay bhali

    اب آن لائن

    Working...
    X