Consolidation range and it's strategies;
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Consolidation range and it's strategies;
    Consolidation range and it's strategies;
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam alaikum dear forum members! umeed karta hun aap sb khair khairiat se hn gy or apki trading bahut achi jaa rahi ho ge. dear members aj ki post main forex market main hony wali consolidation ko study karen gy k he kaisy banti ha or esko trade kesy kia jata ha. What is Consolidation in forex market? Dear members forex market main jb trading volume km hota ha to market main volatility ni hoti jski waja se market aik range main phns jati ha jesa aik hi area main market opr jati ha or wapis nechy aa ka wahen ae opr jati ha to es range ko consolidation khty hain. consolidation 2 lines se mil k banti ha js main se aik Resisting line hoti ha jb k dosri Supporting line hoti hai. jb market opr ja k resistance lin se takrati ha to wapis reject ho k nechy supporting line ki trf aa jati ha or yahan se reject ho k wapis resistance line ki trf chli jati ha. Breakout of Consolidation: Dear members jb market apni range se bahir nkl jati ha to esko consolidation range ka breakout kaha jata ha. Laikin jb tk eski confirmation na ho to esko breakout ni kaha jata. breakout ki confirmation ye hoti ha k js time frame main market ye range bnati ha usi time frame main market ko es range k bhr candle close karni chahye. es ki confirmation py hum trade lety hain. Laikin market dono trf eska breakout kar skti ha es lye es k breakout ko trade karny ki 2 strategies hain jo k nechy bayan ki gai hain. Breakout of resisting line: Dear members jo consolidatioj range ki opr wali line hoti ha esko resistance line kaha jata ha or market eska opr ki trf breakout karti ha to esko resistance ka breakout kaha jata ha or es k bad hum buy ki trade lety hain. es main hmara stop loss resistance line k equal ya us se nechy hota ha. Breakout of Supporting line: Dear members jo range ki nechy wli line hoti ha usko supporting line kaha jata ha or jb market esko nechy ki trf break karti ha to esko supporting line ka breakout kaha jata ha or es k bad hum sell ki trade lety hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      hai. is ke bar aks, poochnay ki qeemat woh qeemat hai jis standard forex brokr counter cash ke badlay bunyadi money farokht karne ke liye tayyar hai. boli poochnay ka phelao is qeemat ke darmiyan farq hai jo brokr cash kharidata hai aur bichta hai. lehaza, agar koi Sarif brokr ke sath farokht ki tijarat shuru karta hai, to boli ki qeemat ka hawala diya jaye ga. agar Sarif khareed tijarat shuru karna chahta hai, to poochnay ki qeemat ka hawala diya jaye ga. misaal ke peak standard, farz karen ke aik Amrici sarmaya vehicle taweel safar karna chahta hai ya e pehlay se tay shuda sharah tabadlah standard aik money ko doosri ke badlay mein tijarat karna shaamil hai. lehaza, krnsyon ko kisi doosri cash mein un ki qeemat ke lehaaz se hawala diya jata hai. forex spread conversion scale ke darmiyan farq hai jo aik forex brokr money bichta hai, aur is sharah ke darmiyan jis standard brokr cash kharidata hai. ghair mulki zar e mubadla ki manndi, jis ka yomiya tijarti hajam $ 5 trilion hai, mein bohat se shurka hain, jin mein forex brokrz, retail sarmaya vehicle, hadge reserves, markazi bank aur hakoomaten shaamil hain. yeh tamam tijarti sargarmi krnsyon ki maang, un ki sharah tabadlah, aur forex ke phelao ko mutasir karti hai. forex exchanging ya fx exchanging krnsyon ki un ki sharah mubadla standard khareed o farokht ka amal hai is umeed standard ke sharah mubadla sarmaya vehicle ke haq mein chalay gi. tajir euro khareed satke hain, misaal ke peak standard, murawaja sharah mubadla standard Amrici dollar ke badlay - jisay spot rate kaha jata hai - aur baad mein, tijarat ko khatam karne ke liye euro farokht kar satke hain. khareed ki sharah aur farokht ki sharah ke darmiyan farq lain deen standard tajir ka

      اب آن لائن

      Working...
      X