Bearish Stalled Candlestick Pattren.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Stalled Candlestick Pattren.
    Bearish Stalled Candlestick Pattren.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Apna achha kaam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily basis per target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai agar aap is market Mein proper time Dete Hain To aapko bahut hi fayda Milta Hai market Mein different patterns bante Hain Inko Samajh Kar trading karna hoti hai aaj main ap sy bearish Stalled Candlestick Pattren k related information share karon gi. Bearish Stalled Candlestick Pattren: Bearish stalled Candlestick Pattren bearish trend reversal signal dene wala pattern Hai Jo Ek wazaiya up Trend ke bad yah pattern Amal Mein aata hai start pattern ki taskeel teen bullish ya white candle sparm mister hai aur jo price chart per bottom price per banne wali 3 white soldier pattern se mushahbat rakhti hai bearish stalled Candlestick pattern ki tasvir Mein Pahli candles De cake lambi Bullish candal Hai Jiske Upar ya Lo aur side per Shadow bahut Kam Banta Hai pattern ke Baki do candle se Jaani dusri or Teesri candle bhi Bole candle Hoti Hai candle ke mukabale mein kam hoti hai lekin dusri candle ke Apar side per Shadow bahut Lamba hota hai pattern ki dusri or Teesri candle ke real body mein open Hoti Hai jismein Teesri candle Ek Small Marobuzu candle hoti hai. Candles Formation: Bearish stalled candlestick pattern price ke top mein jyada buying ke baad market ke Muk Naam reversal ka Ishara deta hai jo ki teen musalsal bullesh candle per mustmile hota hai yah pattern bullish candle Ka Hona Ke bavjud Bhi bullish trend confirmation ke mukabale mein price ko down trend ka rasta Deti Hai pattern Mein candle ki formation darja zail Tarah Se Hoti Hai. First Candle: Bearish Stalled candlestick pattern ki Pahli candle Ek bullish candle hoti hai jo ki real body Mein strong candle banti hai aur yah candle price ke up trend ki taslli ki alamat Hoti Hai pattern ki Pahli candle Ek bagair upper aur lower Shadow ke Hoti Hai Jiska open price close price se upar Hota Hai. Second Candle: Bearish Stalled candlestick pattern ki dusri candle B same Tally candle Ki Tarah Ek bullish candle hoti hai yah candle Peli candle ke real body Ja Uske close price ke bad open hoti hai jo ki Apar per close hoti hai iska candle ki real body Pahli candle ke mukabale mein kam hoti hai Jab Ke Apar side per Ek Lamba Shadow Hota Hai. Third Candle: Bearish Stalled candlestick pattern ki Teesri candle B same pichhali do candles Ki Tarah Ek bullish candle hoti hai jo ki dusri candle ke real body ya Uske close price per open hokar Apar close Hoti Hai Jake candle jyadatar pichhali donon candle se size mein kam hoti hai jabki yah candle Ek Marobuzu candle hoti hai. Explanation of Bearish Stalled Candlestick Pattren: Bearish Stalled candlestick pattern chart 13 lagatar bullish candles ka ek majma Hua Hai Jiske Liye market ka top area Hona jaruri hai yah pattern teen bullish candles per mustameez hai jo ke price ke liye bearish trend reversal pattern ka kam Karta Hai pattern Dekhne Mein sem 3 white soldier pattern Jaisa Hai Kyon Ke teenon candles bulls hone ke sath sath hire hi per close hoti hain pattern ki Pahli candle Ek long real body wali bullish Marobuzu candle Hoti Hai last Teesri candle Bhi Ek Marobuzu hoti hai lekin size mein pahle candle se bahut Sambhal Hoti Hai pattern ki dusri candle upper Shadow ke sath Hoti Hai Jiski real body candle ki nisbat kam hoti hai. Trading With Bearish Stalled Candlestick Pattren: Bearish Stalled candlestick pattern Mein Pehli candle strong bullish trend ki alamat hoti hai lekin bad wali dusri aur Teesri candle market Mein bullish ki kamjori jahir Karti hai jo ki market mein dilchas bhi Lena kam Karti Hain pattern ki teenon candles ka bullish hone ki vajah se confirmation candles Ka Hona jaruri hai jo ki real body Mein bearish Hona chahie aur last police candle ke bottom per close Hona chahie pattern ke bad bullish candle Banane se pattern invalid tasawar Hoga jabki trend ki confirmation indicator Se Bhi ki Ja sakti hai agar CCI RSI indicator aur oscillator per value avar both Jon Mein trade kar raha ho stop loss pattern ke sabse top ya Teesri bearish candle ke high price se do Peps above set Karen.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X