Stochastics Oscillator in forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stochastics Oscillator in forex market
    Stochastics Oscillator in forex market
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction oscillator forex trading market mein aikkesam ka indicator hota hey jo keh forex market mein es bat ko indicate karta hey keh forex market kahan say sell/buy ho rehe hey yeh aam tr par forex market mein sell signal kay ley estamal keya jata hey tahum forex market mein en signal par limit zyada tar depend karte hey forex stock es oscillator ke deeply samjh kay baghair forex market mein limit say zyada depend kartay hein or gehre samajh kay baghair mayse paida hnay ka imkan hota hey es tarah mayoce say bachnay kay leytrader ko market kay majodah hallat or es ko yeh daikhnay kay ley stock or oscillator say help layne chihay Stochastic Oscillator stochastic oscillator aik momentum indicator jo keh forex market mein es bat ka hesab lagata hey keh aya forex market mein security ke price overbought ke gay hey or oversold ke gay hey or akkhas period mein price ke movement kay tayon mein oscillatr basic tor par fix keya ja sakta hey oscillator aam tor par range kay period kay doran mein aikkhas fix period kay tayon mein madad karta hey yeh sab say recently price ke level ka tayon karta hey Trade stochastic oscillator forex stock oscillator ke 2 moving average line par depend karta hey jokeh 2 Horizontal line kay darmean mein he hote hein nechay de gay tasweer mein black line ko K% line ka naam deya jata hey or es ka tayon aik khas formula say keya jata hey jabkeh red line ko K% line ke 3 moving average ka naam deya jata hey price es time overbought dekhai dayte hey jab 2 moving average line horizontal line say nechay ke taraf jate hey or oper break ho jate hey to overbought hote hey jab lower Horizontal line nechay break ho jate hey to oversold level ban jate hey USD/SGD ka chart nechay deya geya hey jes stochastic oscillator ka estamal keya geya hey trader ko overall trend ka analysis karna chihay or na serf overbought ya oversold level ke trade nahi karne chihay chonkeh overall trend down ja raha hey trader ko overbought level par aik short ce entry layne chihay woh bhe serf es sorat mein jab trend tadel ho jay yeh forx trading limit mein aik ache tarah say kaim ho jay ga trader ko oversold kay hallat mein long entry ko talash karna chihay
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduction of Stochastic Oscillator Assalam walekum forex friends ummid karta hun aap theek hon gy. Stochastic Oscillator ek momentum indicator hai jo security ki khas ikhtatami kimat ka ek maksus muddat ke dauran iski kimat ki hadd se muazna karta hai market ki nakal o harkat ke liye Stochastic Oscillator ki hassassiyat is waqt ki madad ko adjust Karke janatija ki mutaarak aosat lekar kam hoti hai. yah kadron ki 100-0 range ka istemal karte hain jyada kharide gaye aur jyada firokhat hone wale tejarti single paida Karne ke liye istemal Kiya jata hai. Understanding Stochastic Oscillator Stochastic Oscillator range ke Sath paband hai yani yah hamesha 0 aur 100 ke darmiyan hota hai yah aise jyada kharidi Hui aur jyada firaun hone wali shart ka ek mufeed indicator banata hai revayati taur per 80 se jyada ratings ko aur vote range mein samajh a jata hai aur 20 se kam ki rating ko over sel samjha jata hai kam yah hamesha aane wale ulat jaane ke ishare Nahin hote hain bahut majbut ruzan ek madad ke liye jyada kharidi hui ya jyada firak sudha halat ko barkrar Rakh sakte hain iske bajay taajar ko mastak bil ke ruzan ki tabdiri ke bare mein ishare ke liye Star Plus accelerator tabdiliyon ko dekhna chahie aamtaur per do lineon per mujhmein per Hoti hai ek har session ke liye uski later ki asal Kadar ki aakashi Karti hai aur ek iski teen din ki sada harkateri ko jahar karti hai jo ki kimat ke bare mein Socha jata hai ki raftar ki pervi Karti hai ine donon lineon ka ek dusre ko Milana is baat ka ishara samjha jata hai ke ek ulat kam ho sakta hai kyunki yah din badal raftar mein bade tabdili ki nishani karta hai started oxalate training price action ke darmiyan Fark ko bhi ek aham reversal signal ke taur per dekha jata hai misal ke taur per jab train ek nai nikali satah se pahunch jata hai Lekin oxydation ko satta per friend karta hai to is baat ka ishara ho sakta hai ke berash apne raftar ko khatm kar rahe hain aur teji se ulat palat ho raha hai ummid karta hun is indicator ko Sahi tarike se samajhte hue kar sakte hain aur achcha munafa generate kar sakte hain shukriya

      اب آن لائن

      Working...
      X