MACD Indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD Indicator
    MACD Indicator
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    rend following momentum indicator ha jo ka show karta ha relationship ko between ma exponential moving average ma security price ka . MCAD line calculated karta habor subtracting karta hab26 period EMA ko or banata hav12 period ka EMA ko. Is ma jo result ata calculation kar ka is MACD line ko. Jo nine day EMA hota ha MACD line ka is ko am single line kahta gab, jo ka plotted hoti ha MACD line ka top ma, jo ka function karti ha or ya trigger karti ha buy or sell signals ko. Trafers is ma buy Marta ha security ko jab us MACD li line crosses karti ha above ma signal line ko or is ma sell karta ha security ko jab MACD line crosses karti ha below ma signal line ko. MACD Lin indicator interpreted hota ha several ways sa mil kar , magar is ma jo common method ha wo crossover, divergence orbrapid rises or falls ha.MACD best use hota ha jab is ko daily period ma use karta habor ya traditional setting hoti ha 26/12/9 days ka norm sa. MACD technical signal data ha jab MACD line cross karti ha above ma or below ma signal line ko. MACD help karta ha security ka overbought or oversold ka liya ,jab traders strength karta ha directional move ki ,or ya warn karta ha price ka potential reversal hona ka. MACD investors ko ya bhi alert karta ha ka bullish or bearish divergence ko or ya new high price ko confir ni karta jab new high ho is MACD ma ya suggesting karta ha potiential failure or reve MACD Indicatorex trading chief o wazeh tor pr byan kya jana chahiye aur is par amal karna aasaan hai. Is nizaam ko Macd cross over ke naam se jana jata hai. Is misaal ke trading system ke usool hasb zail hain. Long short jab qeemat do so period moving average se oopar ho to lambay Macd signals len jb MACD sifr line se tajawaz kar jaye to phir khareedain exit munafe ya nuqsaan par farokht karen jabmkin ho is up trend ko agy barhana hai jab macd ishara karta hai ke qeemat wapas neechay ki taraf barh rahi hai. Ye izafi miyaar bhi hai ke qeemat do so muddat ki ost se ziyada honi chahiye taakay barray rujhan ki simt ke khilaaf tijarat nah karen. Ye aik tijarti hikmat e amli ka khaka hmarket ke different outline plans ke revealed mein apni focus on ko complete kah Rahe Hote Hao wazeh tor pr byan kya jana chahiye aur is par amal karna aasaan hai. Is nizaam ko Macd cross over ke naam se jana jata hai. Is misaal ke trading system ke usool hasb zail hain. Long short jab qeemat do so period moving average se oopar ho to lambay Macd signals len jb MACD sifr line se tajawaz kar jaye to phir khareedain exit munafe ya nuqsaan par farokht karen jab Macd sifar line se neechay cross karta hai yahan aap kam pr hikmat e amli ki aik misaal dekh satke hain Macd flow four ye system kaisay kaam karta hai ke is ka maqsad khareedna hai jab MACD is baat ki tasdeeq karta hai ke qeemat neechay ke rujhan waly mahol se oopar ke rujhan walay mahol ki taraf barh rahi hai. Is ke baad is ka maqsad farokht karne se pehlay jab tk mumkin ho is up trend ko agy barhana hai jab macd ishara karta hai ke qeemat wapas neechay ki taraf barh rahi hai. Ye izafi miyaar bhi hai ke qeemat do so muddat ki ost se ziyada honi chahiye taakay barray rujhan ki simt ke khilaaf tijarat nah karen. Ye aik tijarti hikmat e amli ka khaka haiin ismein Ham dekhte hain ki hamare pass 1 pennnat plan hota hai Jaisa ke Ham ismein Dekh Rahe Hote Hain Ki hamare pass ismein Ek flag model hota hai same like ka standard model 1 customarily used hone wala configuration market Mein hota hai jo ki market mein bahut jyada Kamal use Hote Hain Jisko Ham aasani se market Mein find kar sakte hain aur is per Ham apni trade Laga sakte hain der ik flag model hote hain Jis ke horrendous aap apni trade lgate Hain aur Iske Breakout ke terrible aap apni area market mn lettrading signals using the banner plan.Specialist ko pennat plan ko observ significantly karna chahe or es plan k horrendous market k break out ka stand by karna chahe. Normally, we move cardi hai jis side standard es plan sy pehle move kar rahi hoti hai, as side market to us. Es o ham banner plan ko continuation plan kaha jata hai. With everything taken into account, the market, the discipline plan in the awful maze of the paternity in the lab of the s k jo merchant es when cash achi trade open ni karty wo kbi acha kar hasil karny mom kamyab ni ho sakty. So banner plan k anadar market jb move karna start ho jati hai market ik channel mom move karna start ho jati hai or you cut off channel standard o last hota hai. the vendor that help k lae experts to make ny bhot sary plan
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      MACD Indicator
      Moving Average Convergence Divergence (MACD) indicator aik mashahoor indicator hai, jiss ko Gerald Appel ne 1970’s, main invent kia hai. Iss indicator ko market main traders k leye wo trend talash karne k leye banya hai, jiss ka normal trader ko information nahi hoti hai, k kab market main entry karni hai. MACD indicator ko trending markets mein kaam karne wala aik behtareen indicator samjha jata hai. Yeh traders ke liye un ki trading hikmat-e-amlyon ke lehaaz se aik achah result muhaya karta hai. MACD indicator do mukhtalif time period k exponential moving averages (EMAs) kinmadad se market ki current trend ko malom karta hai.
      MACD Indicator Kaam Kese Karta Hai?
      Basically, MACD indicator aik trend momentum indicator hai, jo do moving averages ka istemal karta hai aur un ke darmiyan faraq ko maloom karta hai. MACD indicator do moving averages ko aik momentum oscillator mein badal deta hai, jo trader ke liye tasawur karna aasaan banata hai. Standard MACD indicator ke teen ahem ajzaa main taqseem kia jata hain. MACD line kaam kuch iss tarah karta hai, k 12-days ki exponential moving average ko 26-days ki exponential moving average se tafreeq kia jata hai. MACD indicator ki doosri line signal line hai jo ke MACD ki sirf simple aik 9-baar exponential moving average hoti hai. Indicator ka aakhri juzz un lines ke darmiyan faraq hai, jo indicator k window mein histogram k sorat main zahir hota hai.
      Adding MACD Indicator to Trading Plateform
      MACD indicator ko apne trading plateform main set karna bohut hi asaan hai, jiss k leye darjazel tareeqa kar ko apnaya ja sakta hai;
      • Apne trading plateform main dropdown manu main seach "MACD" karen, jiss se MACD indicator ka option samne ayega, jiss par click karne se MACD indicator open ho jayega.
      • Pehle page par by-default setting hogi, jiss main 12-days moving average aur 26-days moving average k sath 9-peroid simple moving average zahir hoga, trader apne trading strategy k mutabiq iss main changes kar sakta hai.
      • Iss k elawa dosre setting jaise color waghera bhi yahan par adjust kia ja sakta hai.
      • Jaise hi end par OK ka button press kia jata hai, to MACD indicator trading plateform main add ho jata hai.
      MACD indicator aik aur mashahoor indicator hai, jiss se traders ko ko aksar aik achah aur behtar result milnay ka imkaan hota hai. Trader MACD indicator ko pasand karte hain, q k yeh signal peda karne ke mukhtalif tareeqay faraham karta hai aur trend ka semat bhi wazeh kar sakta hai. lehaza, agar aap aisay traders main se hain, jo trading karte waqat sirf aik indicator ko dekhna pasand karte hen, to shayad MACD indicator aap ke liye aik behtareen intekhab hai.
      Trading
      Short term k trading k leye MACD indicator aik behtareen indicator hai, jo k bohut sare traders iss ko market main entry k leye istemal karte hen. Iss k teen main tareeqay hen iss k istemal karne k leye;
      • Jab MACD line nechay ki taraf morne par signal line ko cross to yahan par ye signal aik bearish trend ka hota hai.
      • Jab MACD line upward turn karta hai aur signal line ko ooper cross karta hai, to ye aik bullish trend ka sihnal deta hai.
      • Jaise hi histogram dono averages k darmeyan difference show karta hai, to ye signal ka strongness zahir karta hai.
      • Jitna histogram ziada hoga, trend utna hi ziada strong hoga.
      • Aggar dosre oscillator jaise RSI, stochastic oscillator par divergence show ho raha hota hai, to yahan par trend reversal ki soratehal hone wali hoti hai.
      MACD indicator bhi dosre indicators ki tarah false sihnals de sakta hai, iss waja se iss ko dosre indicators jaise RSI indicator ya price action k sath ekhata istemal karna chaheye.

      اب آن لائن

      Working...
      X