What is spread in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is spread in forex
    What is spread in forex
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading mein brokrz ki taraf se charge kya jane wala commission trading ki majmoi laagat mein ahem kirdaar ada karta hai aur tajir ke munafe ko mutasir kar sakta hai. is wazahat mein, hum forex trading mein commission charges ke mukhtalif pehluo ko talaash karen ge, Bashmole commission ke mukhtalif models, commission ki shrhon ko mutasir karne walay awamil, aur brokr ka intikhab karte waqt ghhor o fikar . forex brokrz zar e mubadla ki manndi mein tijarat ki sahoolat faraham karte hain, taajiron ko currency ke jore kharidne aur farokht karne ki ijazat dete hain. riwayati stock ya commodity trading ke bar aks, forex trading mein markazi tabadlah nahi hota hai. is ke bajaye, brokrz بیچوان ke tor par kaam karte hain, taajiron ko likoyditi faraham knndgan ya market mein deegar shurka se jorhte hain. brokrz commission samait mukhtalif zaraye se aamdani haasil karte hain . Spread-based Commission: forex trading mein commission ka sab se aam model spread hai. phelao currency ke jore ki khareed ( boli ) aur baichnay ( poochnay ) ki qeematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai. brokrz aam tor par taajiron ko do qeematein paish karte hain : boli ki qeemat, jis par tajir currency ka jora beech satke hain, aur poochnay ki qeemat, jis par tajir currency ka jora khareed satke hain. un do qeematon ke darmiyan farq phelao hai. brokrz spread ko thora sa berhate hain aur farq ko –apne commission ke tor par rakhtay hain. misaal ke tor par, agar eur / usd currency ke jore ki boli ki qeemat 1. 2000 hai aur is ki qeemat 1. 2002 hai, to spread 2 pips ( 0. 0002 ) hai. brokr –apne commission ke tor par 1 pip haasil karte hue pooch gach ki qeemat ko 1. 2003 tak barha sakta hai . Percentage of Trade Value: doosri mandiyon ki terhan, brokrz tijarti qeemat ke feesad ki bunyaad par commission wusool kar satke hain. misaal ke tor par, agar brokr 0. 1 % commission wus oil karta hai aur aik tajir $ 100, 000 ki tijarat karta hai, to commission ki fees $ 100 hogi. yeh model commission ko tijarat ke size ke sath tarteeb deta hai . Broker Type: brokr ki qisam commission ki shrhon ko mutasir kar sakti hai. market bananay walay ya dealing desk brokrz apni aamdani bunyadi tor par spread se kama satke hain, jabkay ecn ( electronic communication net work ) brokrz fi tijarat aik allag commission wusool kar satke hain lekin sakht paish karte hain .
     
    • #3 Collapse

      Introduction About Spread: Mery Aziz Dosto Forex trading me Spread ussy kehty hain jo biocel ke darmiyaan mein fark hota hai voh spread hota hai aur ya block kar deta hai credico trading ke liye friend ki jo qimat hoti hai voh pips per mushtamil hoti hai jo ke broker ki taraf se har pair mein hoti hai kyunke unki kimat mein jo fark hota hai usi ke hisab se set kiya jata hai inki mitron ko ask aur bed ka name diya jata hai for example ask price 1100:00 aur bid 1160 :00 2in pair mein jo pips ki tadaat hai voh 60 hai to 60 is pair ka spread hai. Spread Accounts: Fix Spreads Account : Dear Friends Forex trading me jo fix spreads account hote hein, us me brokers ne har aik pair ke liye fix spread ka option rakha hota hai. Is me spreads kisi bhi surat change nahi hote hain. Fix spreads me traders ko brokers ke spreads ka pata hota hai is waja se traders zyada tar fix spreads account ko pasand karte hain. Variable Spread Account : Dear Brokers ke sath traders ya investors jo dosri qisam ka account open karte hain wo hai variable spreads account, variable spread accounts ke name se zahir hai ke is qisam ke account me spreads change hoti hai halat ki nazakat ko dekhte hoe. Jab bhi market high volitile ho jata hai to spreads high ho jata hai. Zero Spread Account : Hello Zero spreads account me brokers traders se har aik lot pe commission hasil karta hai. Is me do qisam ke brokers hoty hain, koi broker spreads bhi rakhta hai aur commission bhi hasil karta hai aur koi broker sirf commission hi leta hai. Lekin umoman ye account zero spread ka hi hota hai. Measure of Spread: Dear Forex Members Spread aam tor par lips main measure kia jata hai jo ke currency pair ki movement ka sab se smallest unit hai. Zyada tar currencies ke liye 1 pip 0.0001 ke equal hota hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Aslamoalekum kesay hain ap sb..main umed karti hon ap kheryt say hon gay. Or apka trading session behtreen ja raha hoga. Aj kay hmaray disscussion ka jo topic hay wh forex main spread kay baray main hay. Aye dekhtay hain kay yeah kia hay or forex trading main hamen kia malomat faraham karta hay r trading main hamen is say kesy madad milti hay. Spread in forex Forex trading mein spread aik intehai eham tareen tasawur hay. Spread ek currency kay joray ki buying price aur selling price ke beech ka dekai denay wala aik he wazeh faraq hota hai. Ye farq jo hay woh amm tor par pips mein measure kiya jata hai. Pips forex market mein price movement ka ek unit hota hai.Jab aap forex k market mein trade karte hain, toh aapko do prices dikhte hain. bid price kharidne ki keemat aur ask price bechne ki keemat. Bid price hamesha ask price se thoda kam hota hai. Spread ka size currency kay joray parr inhasar karta hai, aur different currency kay joray ke liye alag alag hota hai.Spread broker firms ke zariye sahii market mein muhaya kiya jata hai, aur yeh unka commission hota hai jo wo trading services offer karne ke badle traders se charge karte hain. Spread ki wajah sey traders ko ek chhota loss hota hai trade enter karne ke waqat kyunki jab aap buy karte hain, toh aapko position ko profitable banane ke liye price ko hamehsa esyy spread sy oper jana chahiye. Benefits Isliye, jab bhi aap forex trading karte hain, spread ka dhyaan rakhte huye trading decisions lena zaroori hota hai. Spread chhote ya tight hone se trading cost kam hota hai aur aapko position ko faidamand banane mein madad milti hai.Khayal rahe ke market conditions aur volatility ke hisab se spread bada ya chhota ho sakta hai. Trading karte waqt, aap apne broker se spread size aur market conditions ke bare mein zaroor pata karein, taaki aap apne trades ko sahi tarike se plan kar kay sakein. Is liye agar spread ko dekh kar market main entry le jaye to iska faida yeah hoga kay apko buyers or sellers ka andaza ho jayega kay apny agar trade lagani hay to wh ks simat harkat kar sakti hay takay apko faida ho or nuqsanat kay khataray kam say kam honay hon is liyr apko sab say zeada ehtyat ke zarorat paish ho asaki hay takay apko apni trades lagany say ksi ksm ka wehm na ho kay market ki harkat mutasir hon.

        اب آن لائن

        Working...
        X