Explain Bullish Breakway Candlestick:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain Bullish Breakway Candlestick:
    Explain Bullish Breakway Candlestick:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    give an explanation for Bullish Breakway Candlestick: Salam to all buddies ksy hian ap sab buddies humra aj ka subject matter Bearish Breakaway hy or hum aj oktopic mian is okay bary important tafseel say janny ki koshish krain gay or is ka faiday or nuqsan k bary mian bi bat krin gy. What is The Breaish Breakaway. Friends Breaish Breakaway ik esa paterren hota hy jo jo market mian is waqat zahir hota hy jab price aahista ahista neachat giti hy is ka matlab yeh hota hy k market overbought hy jab yeh pattern uptrend mian banta hy to is ko bearish trend ki allamat smjha jata hy . A way to Spot Bearish Breakaway. Dearpals bearish damage Away 85 candles pr mushtamil hota hy jis mian 1st candle bhot hellospeedy bullish banti hy or final candle bearish hoti hy darmiyan wali 3 candles bearish ya bullish hoskti hain however zyada tar darmiyan wali candles bullish hoti hian dearpals yeh pattern bhot hicomplex hota hy is leay ap ko chahey okay is pattern mian center wali 3 candles ko or in postion ko acchay tareeqay say tarteeb dain agr ap in asloon pr amal krty hain to ap bhot hello asani say bearish breakaway ko become aware of kr skty hian. pals Am tor pr Breaish Breakaway ko promoteokay leay use kia jata matlab ok jab yeh sample bnay to sell ka order open kranachahey but bullish breakaway ki trha is pr exchange kenay ok bhot say treeqay hian is ka sab say behtreen tareeeqa reversal ka hy meanok jab market kafi time ya bhot speedy uptrend mian pass krti hy to is ka horrific reversal hota hy bullish or bearish okay darmiyan taqko say khain zayada flow kr skti hy agr ap nay phlay kbi is sample pr exchange ki hy ap ko pata ho ga is patteren pr trade lena kafi mushkil kam hota hy is leay ap ko proper MM or threat managment kr okhello is sample pr alternate lenai chahey
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Bullish Breakaway Candlestick Pattern
      Bullish breakaway candlestick pattern price chart par ziada selling k baad support level par banta hai, jahan se price iss pattern k mutabiq reversal ho jate hen. Ye pattern prices k bottom ya downtrend ko bullish trend main badale ka aik strong indication deta hai. Pattern main investor assets k prices ko downward push katne k baad market main dilcjaspi kam kar lete hen, jiss se prices bottom level se rebound ho jate hen. Pattern k aghaz main prices ziada bearish strong reaction deti hai, lekin baad wali candles k small bearish real body downtrend ki kamzori zahir karti hai, jiss se market main buyers active hona shoro ho jate hen, aur trend uptrend reversal ka sabab bante hen. Breakaway (bullish & bearish) pattern ko Greg Morris ne takhleeq kia hai.
      Candles Formation
      Bullish breakaway candlestick pattern ka shumar panch candlesticks par mushtamil pattern main hota hai, jiss main pehli chaar candles sabeqa ya market k maojoda trend k mutabiq bearish candles hoti hai, jab k last wali candle aik bullish candle hoti hai, jo k trend reversal ka zarya banti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Bullish Breakaway candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka close open se nechay hota hai. Ye candle long real body majn hoti hai, jiss main pattern ki real body shadow k muqabele main ziada hoti hai. Ye candle prices k mojoda bearish trend ki akasi hoti hai.
      2. Second Candle: Bullish Breakaway candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali hoti hai, jo k pehli candle se nechay gap main banti hai. Ye candle wese to ziada tar bearish hi hoti hai, lekin zarori nahi hai, k aisa hi ho. Pattern ki dosri candle umoman pehli candle k lower par banti hai.
      3. Third Candle: Bullish Breakaway candlestick pattern ki teesi candle bhi dosri candle ki tarah small real body main hoti hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, lekin aksar ye dosri candle k inverse main banti hai. Ye candle dosri candle k lower ya parallel main banti hai.
      4. Fourth Candle: Bullish Breakaway candlestick pattern ki fourth candle aik ziada tar dosri candle ki tarah hoti hai, jo k same small real body wali candle hoti hai. Ye candle teesri candle k lower par banti hai, lekin aksar ye bearish candle hoti hai, jo k zarori nahi hai, q k ye bullish bhi ho sakti hai.
      5. Fifth Candle: Bullish Breakaway candlestick pattern ki akhari candle aik bullish candle hoti hai, jo k strong real body main banti hai. Ye candle prices main buyers ki mazboti ki akasi karti hai. Ye candle fourth k baad banti hai, jo k teeno small real body wali candles ko cover karne k baad pehli aur dosri candle k darmeyan wae gap main close hoti hai. Bullish candle ki strong real body se bearish ka trend khatam ho jata hai, aur market buyers k control main a jata hai.
      Explaination
      Bullish breakaway candlestick pattern low prices area main banne wala aik bullish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main ladder bottom candlestick pattern se mushabehat rakhta hai. Pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil pehli aur last candles long real body wali candles hoti hai, lekin color main aik dosre se mukhtalef hoti hai. Paehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad aik teen small real body wali bearish candle hoyi hai, lekin zarrori nahi hai, q k ye bullish bhi ho sakti hai, jo k pehli candle se nechay gap main banti hai. Ye teeno small candles size main taqreeban same hoti hai, jo ziada tar Spinning top candles hoti hai. Pattern ki last candle aik bari real body wali bearish candle hoti hai, jo k small candles k baad khul kar pehli candle k bottom wale gap main close hoti hai. Ye candle market main buyers ki strong reaction ki waja se banti hai.
      Trading
      Bullish breakaway candlestick pattern main banne wali pehli bearish candles aik to strong hoti hai, dosra ye candle agle din ki candles ko nechay pusha karti hai, jiss se market par bears ka strong control show hota hai. Lekin pattern ki baad wali teen small candles ziada strong reaction na dene ki waja se prices ko mazzeed nechay jane ki bajaye hold kar deti hai, aur yahan par bulls ki markrt main wapasi ho jati hai, jo aik long real body wali bullish candle banati hai. Pattern par Trading se pehle aik confirmation candle h ka hona zarori hai, jo k real body main bullish honi chaheye aur last candle k top par close honi chaheye. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se lower position ya teesri small candle k bottom price se two pips below set karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X