Bearish Engulfing candlestick chart pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Engulfing candlestick chart pattern
    Bearish Engulfing candlestick chart pattern
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction Bearish Engulfing candlestick chart pattern forex market mein potential reversal signal frahm karta hey yeh forex market mein os time strong signal paida karta hey jab market mein trend ka end ho jata hey yeh pattern 2 mokamal candlestick ke tashreh kar kay banya jata hey forex market mein pehle candlestick kaim shodah up trend ko indicate karte hey or yeh bat wazah rahay keh es bullish candlestick ka size mokhtalef bhe ho sakta hey es candlestick ke body mokamal tor par es kay bad anay wale candlestick ke body say different hote hey Doji or dosree tamam strong candlestick ko indicate karte hein kunkeh yeh forex market kay majodah trend market kay adam faislay ko zahair karta hey forex market mein dosree candlestick reversal signal ko identify karte hey yeh bearish candlestick pechle candle stick kay closesay oper open hote hey ye forex market mein strong seller kundgan ke kowat e khareed ko pechay chor dayte hey yeh bearish wale candlestick jetna agay gerte hey signal otna he strong hota hey Identify Bearish Engulfing Pattern sab say pehlay prices barah rehe hote hein bearish engulfing candle stick pattern forex market kay kese bhe pattern mein ban sakta hey es pattern mein 2 candlestick hote hein pehle bullish hote hein or dosree bearish candlestick hote hey bearish candlestick pehle bullish candlestick say long hote hey or strong bearish pressure ko identify karte hey forex market es 2nd candlestick kay bad trader market mein confirm entry lay saktay hein Trade Bearish Engulfing Pattern nechay EUR/USD ka chart deya geya hey jo keh forex market mein upper trend kay oper kay hesay meon zahair hota hey yeh pattern frex market ko wazah karta hey agerchay trend kay opposite trade karna bohut zyada risk ke trade ho sakte hey laken pattern reversal bhe ban sakta hey trader ko es bat ko maloom hona chihay keh pattern kahan say zahair ho raha hey nechay forex market ka EUR/USD ka chart deya geya hey trader wahan say out ho jata hey jahan say bearisj engulfing candlestick pattern banta hey mazeed yeh eh relative strength index bearish signal ke strength ko bhe identify karta hey forex chart par deeply nazar dalnay say entry target or stop loss ke identification ho jate hey Entry: forex trader bearish darjay say nechay kay ley intazar kar saktay hein or yeh serf low points say entry day saktay hein stop-loss: stop loss ko recently swing kay oper rakha ja sakta hey kunkeh yeh forex step ko fake kar day ga risk o reward ratio ka aik maqool risk frahm ho jata hey target/ take profit: chonkeh bearish englfing candlestick pattern long nechay kay trend ko identify karte hey es ley yeh faida mand hey keh start mein take proofit level par ghor karna chihay balkeh mazeed nechay ke movement kay ley take profit ko open bhe rakh saktay hein
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • #3 Collapse

      Bearish Engulfing Candlestick Chart Pattern Bearish Engulfing ek mukhtalif candlestick chart pattern hai jo technical analysis mein istemal hota hai. Ye pattern usually uptrend ya bullish trend ke baad dikhta hai aur bearish trend ke beginning ya reversal ko signal karta hai. Is article mein hum Bearish Engulfing candlestick chart pattern ke bare mein tafseel se baat karenge. Candlestick Chart Pattern Sabse pehle, hum candlestick chart pattern ki choti si introduction kar lete hain. Candlestick charts ek visual representation hai jinme financial data, stock prices, aur market trends ko display kiya jata hai. Har ek candlestick chart ek specific time period ko represent karta hai, jaise ki ek din, ek hafte, ya ek mahina.Candlestick chart ek rectangle shape "body" aur uske upar aur neeche "shadows" (ya "wicks") se bana hota hai. Body ki length open aur close prices ko show karti hai, jabki shadows high aur low prices ko darshate hain. Har candlestick bullish (upward movement) ya bearish (downward movement) hota hai, is par depend karta hai ki open price kya hai compared to close price. Bearish Engulfing Pattern Kya Hai? Bearish Engulfing candlestick chart pattern ek bearish reversal pattern hai, jise ek uptrend ke baad dekha jata hai. Is pattern mein, ek chhota bullish candle (green) ek bada bearish candle (red) se poori tarah engulf hota hai. Iska matlab hai ki bearish candle ki body pehle candle ki body ko puri tarah cover kar leti hai. Bearish Engulfing Pattern Ki Formations Ye pattern tab banata hai jab pehle din ek chhota bullish candle (green) banta hai jo price mein uthao-bharao (consolidation) ko dikhati hai. Dusre din ek bada bearish candle (red) banta hai, jo pehle din ke bullish candle ko poori tarah engulf karta hai. Isse price mein strong downward movement shuru hota hai, aur bearish trend ki shuruwat ho jati hai. Bearish Engulfing Pattern Ka Maksad Bearish Engulfing pattern ka maksad bullish trend ke baad trend reversal ko indicate karna hota hai. Ye pattern traders aur investors ke liye ek warning sign hai ki market sentiment badalne ki sambhavna hai. Agar traders is signal ko sahi samay par samajh lete hain, toh woh profitable trades kar sakte hain. Trading Strategy Bearish Engulfing pattern ki trading strategy ko samajhne ke liye, aapko kuch points ko dhyan mein rakhna hoga: Confirmation: Bearish Engulfing pattern ko confirm karne ke liye, aapko doosre technical indicators aur price patterns ka istemal karna chahiye. Jaise ki moving averages, RSI, aur support/resistance levels. Stop Loss: Har trade mein stop loss rakhna bahut zaroori hai, taaki badi nuksaan se bacha ja sake. Stop loss ko properly set karna bearish engulfing ke low price ke neeche ek safe level par kiya ja sakta hai. Target: Profit booking ke liye, aap support levels ya Fibonacci retracement levels ka istemal kar sakte hain. Risk Management: Har trade mein risk management ko dhyan mein rakhna bahut zaroori hai. Sirf apne afford karne ki capacity ke hisab se hi trade karna chahiye. Conclusion Bearish Engulfing candlestick chart pattern ek powerful bearish reversal signal hai, jo bullish trend ke baad market sentiment ka palatna indicate karta hai. Is pattern ko samajhna aur sahi tarike se istemal karna traders aur investors ke liye bahut mahatvapurna hai. Lekin, ek pattern ko istemal karne se pehle hamesha doosre technical indicators ka bhi istemal karke puri tafseel se analysis karna chahiye. Isse aap apne trades ko safalta se execute kar sakte hain aur market movements ko samajhne mein madad milti hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum Dosto!
        Bearish Engulfing Pattern
        Bearish Engulfing candlestick pattern ka shumar bearish trend reversal pattern main hota hai, jo k prices k top par ya bullish trend main banta hai. Bearish engulfing pattern main main pehli candle long real body wali bullish candle hoti hai, jiss se market main bullish trend ya prices ka high area hona zahir hota hai. Bullish candle k baad bearish aik long real body wali bearish candle aisi banti hai, k jiss ka open price bullish candle k top se above gap main hota hai, jab k close price bullish candle se nechay gap main hota hai. Bearish candle ki lambaye bullish candle se ziada hoti hai, q k bullish candle ki open aur close dono bearish candle k inside a jati hai, jiss ko "Engulfing" kaha jata hai.
        Candles Formation
        Bearish Engulfing candlestick pattern main do candles hotti hai, jiss main pehlee candle trend k mutabiq bullish candle hotti hai, jiss ko trend reversal bearish candle follow kartti hai. Bearish Engulfing Candlestick Pattern main candles ki formation darjazzel hoggi;
        1. First Candle: Bearish Engulfing Candlestick Pattern main pehlee candle aik normal real body main bullish candle hotti hai, jiss ka open aur close aik point par nahi hotta hai. Ye candle color main white ya green bantti hai.
        2. Second Candle: Bearish Engulfing Candlestick Pattern ki dosre din ki candle aik long real body main bearish candle bantti hai, jo k open to pehlee candle se above gap main hai, lekin close below hotti hai. Ye candle pehlee candle ko apne andar engulf karbletti hai, aur color main black ya red hotti hai.
        Explaination
        Bearish Engulfing candlestick pattern market k top trend main uss waqqat bannta hai, jahan se prices ka bearish trend reversal pattern main badla honna hotti hai. Pattern prices k top trend ya high price area main bantta hai, jis main pehlee candle aik normal real body main bullish candle bantti hai, jab k dosre din ki candle aik long real body wali bearish candle hotti hai. Bearish candle bullish candle k top par open ho kar below close hotti hai, jiss se wo pehlee candle ko apnne lapait main letti hai, Bearish candle k iss amal ko engulfing kaha jata hai.
        Trading
        Bearish Engulfing candlestick pattern prices k top trend ya high area main bantta hai, jiss se qeematen ziadda tar bearish trend reversal main badal jatti hai. Pattern market main aik strong selling signal detta hai. Bearish Engulfing candlestick pattern trading karne se pehle zarrori hai, k aik to prices top trend par hon aur dosra trend confirmation honna chaheye. Trend confirmation pattern ka indicator se bhi kia ja sakta hai aur price action se bhi ho sakta hai. Aggar pattern k baad teesree candle bhi bearish bantti hai to ye trend position sell trade ka area hogga. Stop Loss k leye pattern ka sab se top position ya dosree candle ki opening point se aik do pips above laga den.

        اب آن لائن

        Working...
        X