Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy
    Dear friend forex main kisi had tak ap apny teacher khud hain apni ki gai galtion say ap bohot kuch sekh sakty hain agar sekhny ki koshesh karen as leye forex ko mahnat say sekho as k basic ap online search kar k bhi sekh sakty ho aur ak bar ki gai galti par achay say gor kia karen ap keleye achai hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

    Dear brother forex trading men hum khud learning aur knowledge hasil karnay pe mehnat kartay hen aur khud hi demo account pe practice kar k experience hasil kartay hen iss liay hum khud hi apnay teacher hen forex trading men hum khud pe depend karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

      Assalam o alikum bahi ap theak kha rahy han pak forex ham apna khud ka teacher han muja pata ha ma b khud learna karta ho ap b khud learn kary or zahida sa zahida learning kary ta ka profit zahida hasil kary shukria.
      • #4 Collapse

        Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

        dear traders forex aik asia behtareen business hai jisko sekhne kelia hamai kise teacher ki zaroorat nahi parte. bulke hum agar sekna chahe tu hum khud aik teacher hai. hum fore k bare mai aik dosre k post ko parh kar kafi knowledge hasil kar sekte hai. youtube se helpout karsekte hai. aur apne aap se bhi yane apne ghulteyun se. lehaza hamain sekhne kelia teacher ke zaroorat nahi hoti bulkd hum khud aik teavher hai. lakin hamain malokm nahe.
        • #5 Collapse

          Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

          yes bhai apki bat thk hy .forex mein ager ham thora time spent krein to iss mein ham apnuy teachr khd hi hein .ager ham senirs ki post aur threads ko read ker lein achy treekuy sey to hamin bht hi acha knowledge mill sakta hy iss key sath hi demo account sey ham bht kuch learn kerty hein aur treding mein jub hamin loss ho jata hy tub bhi hamari learning mazeed strong ho jati hy thk hi kha hy apnuy keh ham apnuy teachr khd hi hein.
          • #6 Collapse

            Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

            Aslam O Alaikum dear friends bilkul sahi kaha apne hum khud parte bhi hen sekhte bhi khud hen bilkul hum teacher hen apne apke isliye hum.khud ko sikhate hen forex me sekhte hen forex me hardwork karke khud learning karte hen sab kuch hume khud karna parta hai isliye wakay hum khud he teacher hen or khudke or khudko sikhate seekhte khud hen
            • #7 Collapse

              Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadarshad پيغام ديکھيے
              Dear friend forex main kisi had tak ap apny teacher khud hain apni ki gai galtion say ap bohot kuch sekh sakty hain agar sekhny ki koshesh karen as leye forex ko mahnat say sekho as k basic ap online search kar k bhi sekh sakty ho aur ak bar ki gai galti par achay say gor kia karen ap keleye achai hy
              Main aapki baat se agri karta hun Forex trader Meha trader Apna khud ka teacher Hota Hai Jab aap apni mistake se learn karne Lag Jaaye to aap sab se achchi tracking karna Sikh sakte hain lekin iske liye learning karna important hai
              • #8 Collapse

                Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

                ji bhai ye ap sb ki discussion sy anzada hua k ap kiya kehna xhah rhu hn.. pr mra point of view ye hai k... koi b kam ustad k bghr na mumkin sa hta h.. ap ko kisi ka kis tim help ki zarurt zarur prti h... to trading k business mn b asa hi hta h... agr ap asa ni krty to ap loss krny k chances brh hty hn..
                • #9 Collapse

                  Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadarshad پيغام ديکھيے
                  Dear friend forex main kisi had tak ap apny teacher khud hain apni ki gai galtion say ap bohot kuch sekh sakty hain agar sekhny ki koshesh karen as leye forex ko mahnat say sekho as k basic ap online search kar k bhi sekh sakty ho aur ak bar ki gai galti par achay say gor kia karen ap keleye achai hy
                  Assalamu Alaikum Forex mein kisi had Tak kya kaha ja sakta hai ki aap apne teacher Ho uski vajah yah hai ki aapko Khud Hi learning Karni hoti hai aur paudhe analysis bhi karna padta hai desi Cup online search kar bhi shak karna bhi Sikh sakte ho aur ek bar ki ki Gai Galti per acche se aur Kiya karen to aap aap acche se khel sakte ho is platform per Kyunki Dobara aapko galat hi kabhi bhi nahin Karoge aur chahie Patte se sikhane ka mauka Milta Hai Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

                    ap kay real nahe posting bonus account mei he jata hay forex trading is world ka best online business hay aik humay skills aur knowledge chaiye achi mehnat kar hum achi si earning kar saktay hain achi mehnat kar kay best strategies chaiye mehnat se he success hay hardship k saath success hay trading ki is working main plus point ya ha k yaha humy posting k reply karna pay bonus receive hota ha so is liya humy chaheya k hum yaha daily posting kiya kare take humy bonus receive ho saky or hum is bonus say trading be kar sakty ha
                    :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                    • #11 Collapse

                      Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

                      G han sir forex main koi be teacher kisy kah nahi hota hum iss main hud k teacher hud he hota hain hum iss main mehnaat kar k bhot he acha profit earn kar sagta hain humain chaiye k hum iss main zada sy zada or mazeed mehnaat kariye thky humain iss main proper knowledge or experince ho sakiye jis k nisbaat hum iss main success hasil kar sakiye shukria
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ap apny khud teacher hain kia ap ko malom hy

                        Gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerny ky liay aap ko knowledge ki zaroorat hoti hay oor aap ya knowledge demo per perctice ker ky hasail kerty hain oor iss ko trading kerny ky liay use kerty hain aap apny khud teacher hain aap knowledge use ker ky aap achi trading ker sakhty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X